Trading mai shoroaat chahe ache na b ho par time k saat improvement aajati hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mai shoroaat chahe ache na b ho par time k saat improvement aajati hai?
    Ye ik best example hai k aksar start mai trafing buhot he khrab kisam ki hoti hai par time spent karne k saat saat improvement aati rehti hai aor pir ik aisa time be ajata hai jab ap ik professional trader ki tarha trading start kar daite ho so es say pata chalta hai k apko kabi be maypps nahe hona chaheye aor ache k leye spchna chaheye aor ache k leye hard work karni chaheye
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes of course forex market Mein Jab Hum Jyada time spend karte hain to aapko Pata hona chahiye ki market Mein Hame Jada improvement aa Jati Hai.
    Hame chahiye ki market mein time spend karna chahiye aapko Pata hona chahiye ki jagah market ko time Denge Tu Hume aisi hai Sabse accha award milega.
    Hame Chahiye Hota Hai Kya forex market Main Long term trading Kare Apne instaforex ke bonus account se.
    Forex market Main Agar Hum reward Lena Chahte Hain Tum Hame chahiye Hoga Ki market Mein Hum Jab Apne analysis share Kare to Hame long term trading karte rehna chahiye.
    Hamara bonus account Jeet NASA market Mein survive Rahega mein itna Jyada accha reward Milta rahega.
    • #3 Collapse

      Successful forex trader ban'ne k lia hard work, good skills or knowledge boht aham hain. With the passage of time achi knowledge or good skills ki help sy trading main good profit earn kia jaa sakta hai. Jetna zada ic business ko sekhain gy success utni zada milti hai. ic business ki phly information lani chahey tb real account main trading start krni chahey.
      • #4 Collapse

        g bhai ap ki post ashy hy aur ap ki bat bh thk hy start main her trader chon ke new hota hy us ke pass experience and knowledge ki kami hoty hy jis ki waja us ko kamyabi kum milty hy lkn ager wo mehnat krey to day by day wo improvement la sakta hy lkn improvement ke liy us ko regularly work kerty rehna chay
        Signature removed by moderator
        • #5 Collapse

          g bilikul dear ap ne theek kaha mian ap ki bat se fully agree krta hun starting main thori muskil aty hai har trader ko bad main jub osy acha khasa knowledge ho jata hai tu then forex main kuch profit earn kr paye gyen other wise jitna forex main profit hai utna loss bhe hai
          • #6 Collapse

            my dear friend ap ny thek bath ki jis tra him log trad lagaty ha to phir him logo ko experience milta ha or hmry experience ma ezafa hota ha or him log acha knowledge milta ha or him log achi tra sy kam kr skty ha or profit bi bna skty ha forex ma sy
            Removed by Moderator.
            • #7 Collapse

              gee bhai aap ki baat sahi hay aksar nahin takreeban her banday kay saath hi aisa hota hay koi hi aisa banda hoga jis direct shuru main profit howa hoga her banday ko start main loss hi hota hay to hammain mayoos nahin hona chaahiye improvement aa jaaye gi mera khud 5-6 dafa account wash howa hay abhi tak her dafa account wash hi ho jaata hay.
              • #8 Collapse

                G janab bilkul forex mai ap ki begining axhi na ho tu lykin end mai ap aik bahtreen trader ban sakty o so apni knwoeldeg or learning ko best rkhna chahyay taky ap aik axha trading set up bana saky or ap ko earning hasil ho saky is plate forum mai ap axha buissness kar saako.
                • #9 Collapse

                  g han ap thek kaeh rhy hn bhai shuru me hamry pas is kam ka koi knowledge nai hota or prectics experince b kuch khas nai hota is liye zyada tr friends shuru me loss hi uthsty hn par thory wkt bad hm profit hasil karna shuru ho jaty hn agar hm himat na haren or apny kam pe focas kryn to
                  • #10 Collapse

                    G dear apki bat bilkul theek hai hmen start me experience b nai hota hai jis waja se hm ziada thokren khatay hain.Mag time to time hm me aitmad,experience,patience sb aa jata hai to hm advance level ki trf barhty hain or successful trader ban jaty hain.
                    Shart ye hai k hm kabhi mayoos na hun or Mehnat krty rahen.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      yes is baat main koi shak nai hay k har kisi ko start main kuch nai milta hay har kisi ko har business main start main kaafi lose hota hay aur jo businessmain agay barhna jantay hain aur samjhtay hain unhain aisay lose ka kabhi bhi koi bhi fikar nai rehta hay k unhain kitna lose huva hay aur kitna mazeed ho sakta hay wo hamaisha say apnay targets ki tarf rawan dawan rehtay hain koi bhi stoplose hit honay wala unka kuch bhi nai bigaar sakta hay.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X