Don't blame ur luck blame ur learning.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Jee mainy ye bat note ki hai aksar loss honay par log apni luck ko blame karty hain ye wrong hai loss ap ko apki mistakes ki wajah say hota hai jab ap nay proper learning nahi ki hoti ap ka knowledge aur experience kam hota hai to ap perfect trade nahi kar paty to loss kar dety ho is liye luck ko blame na karain balky khud mehnat karain taky kamyab hon.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      kuch log asy hain jo yai sochty hain ky forex mai kamyab logo ke luck ache hain lakin asa nahi hain jo log log acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe mahnet or confidence sy kam karty hain wohe kamyab hoty hain hamy luck sy zada learning py tawajo dene chahey pher he hum kamyab hon gy
      • #18 Collapse

        Assalam alaikum dear main ap ke bat sa blkul agree krta hon ka agr luck aur learning dono sath hon tu bnda ak kamyab trader ban jata hai us lya ham ko chaya ka jab kabhe hamain lose ho jaye tu ham luck ko blame krna ka bajaye us ke wajah talash kran ka ham na kahan per mistake ke hai phala ham apni mistake ko talash krain aur phr us ko dor krain baki forex main luck bhe bahut importance rakhta hai
        • #19 Collapse

          agar hum forex mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho ga or is mai market ka or luck ka koi balm nahi hi ga agar hum forex mai kamyab hona chatey hain to hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe mahnet sy kam karna chahey pher hum market mai run akr saky gy
          • #20 Collapse

            Yed Brother ap nay darust kaha forex main kamyabi ya nakami inhi do chezo pay depend krti ha aik luck aur aur aik learning agr yeh dono chezain ap k sath hain to apko forex main kamyabi say koi nai rok skta so hamesha apni luck pay achi umed rakh k jitna ho skay ziyada say ziyada learn kr k he forex main kaam shuru krain.
            • #21 Collapse

              g han jab tak hum acha learn nahi kary gy tab tak hum kisi kaam ko kese sy samajh paye gy aur jub tak kisi kam k bary main koi samjh bojh hi nahi toi hum us main apny luck ko kese azma paye gy. isi liye lose karny par ghalti humari hi hoti hai luck ki nahi. thanks
              Click On Name And Visit My Journal
              Naseer953 Trading Journal
              • #22 Collapse

                g han apki bat sahi hai forex trading main hmain loss hota hai jub tu hmain kbhi bhi apni qismat ko balme ahi dena cahye hmain apni leraning ko balme dena chahye k hmain apni leraning karni chahye kbhi bhi forex ki wjah se loss nahi hota hai hum khud galitian kar jaty hain pher loss hota hai or jub loss ho tu apni laerning karni chahye or apni galituin ko cover kiya jay
                • #23 Collapse

                  Re: Don't blame ur luck blame ur learning.

                  w salam dear 100% aap ke bat teak hai
                   
                  • #24 Collapse

                    Re: Don't blame ur luck blame ur learning.

                    Forex trading mn learning sb sy important factor h kch logon ka kehna h k forex mn trading srf un logon ko krni chaiye jin ki luck achi ho lakin aisa bilkul b ni h luck tbi h agr ap ankhen bnd kr k trade open kren gy to luck py depend kr skty hen lakin jb learn kren gy market ko analysis kr k trade open kren gy to luck ka zyada role is mn matter ni krta jb ap direction ko confirm kr k trade open kren gy to luck ka koi role ni reh jata.
                    • #25 Collapse

                      Re: Don't blame ur luck blame ur learning.

                      Ji Bhai aapane bahut acchi baat ki hai ki jab hamen nuksan ho jata hai to hamen chahie ki Apne luck ko iska blame na den kyunki aapke pass achcha knowledge Nahin hota jis vajah se aapko nuksan ho jata hai hamen chahie ke agar ham balam Karen bhi to Apne learning ko Karen kyunki hamare pass bolane Nahin thi jisse hamen main accha profit ho sakta yah galat baat hogi ki aap Bina learning ke aap Forex karte hain aur bad mein kahate Hain ki aapane luck ko blame karte Hain hamen chahie ki Apne luck ko prem Na Karen aapki mehnat hi aapki kamyabi mein aati hai is baat ko mind mein set karne aap jitna jyada mehnat karenge aapko utna hi jyada fayda Hoga aap bahut jyada merath Karen aapko bahut achcha profit hoga
                      • #26 Collapse

                        Re: Don't blame ur luck blame ur learning.

                        humein apny luck pr blame ni krna chy humein learning karni chy q k k jb hamri learning ni hoti tb hi hum peachy rah jaty hain mehnat ni karty hum mehnt karni chy dil laga kr . jitni zyda hum mehnt karty hain humein utna hi zyda gain hota ha hamra weekly bounce utna hi zyda increase hota ha es ly humein dil lga kr kam krna chy. aur kuch hamri luck b hota ha q k jo chez hamri qismat mein ni likha hota hum jitni mehnat kr lein humein kabhi ni milta.
                        • #27 Collapse

                          Re: Don't blame ur luck blame ur learning.

                          hamy learning g ain kar ky aik timee table bana kar kam karna ho ga pher he hum passia kama saky gy hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kair sakty hain hum is mai bager balance account bana kar be ka mkar sakty hain yai aik asa busienss hain jo ky kabe be katme nahi ho ga hum is mai apne marze sy time tbale bana kar kam kar sakty hain
                          • #28 Collapse

                            Re: Don't blame ur luck blame ur learning.

                            Assalam o alaikum g ap ny achi bat ki hahumy forex work main apni learning pr pora focus karna chahiye agar learning achi ho gi to hum success ho saky gy or humy kabhi bhi apny luck ko blame ni krna chahiye kiun k forex work main kamyab hony ki liye humy experience or learning ki bht zarorat ha
                            • #29 Collapse

                              Re: Don't blame ur luck blame ur learning.

                              Assalam-o-Alikum
                              G hn apne bilkul theek kaha hai luck hamari learning par base kr rahe hoti ha sirf luck par depends krna bewakofoi hoti ha.
                              Sb se pehle hme apne knowledge or learning par kam krna chaye us k bad luck ko azmana chaye.
                              Luck to Allah par yakin ka dosra nam ha ap ka yakin hona chaye k jo apne kam kia ha wo zror kamyab ho ge.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Don't blame ur luck blame ur learning.

                                Faorex main kam karty howe ap ko learning per zyada tawaja deni chahiye ta k is ap acha tarah trade kar ske.Forex main luck bhi nahin hona chahiye lakin luck se pahle ap ko learn better karna chaiye kyun k ager learning achi nahin hogi tou hamain expeiance nahin hoga tou luck bhi nahin kam aate isi liye luck se pahlle learning achi honi chaiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X