kabhi kabhi kuch curriencies same k baad opposit moove q start krty hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kabhi kabhi kuch curriencies same k baad opposit moove q start krty hain?
    dear maira sawal yeh hay k daikhany main yeh aya hay k kuch curriencies same moove k baad opposit moove q start krty hain iska kia reasons hota hay k aik do haftay wo same same rehty hain aur usk baad wo opposit hona start ho jaty hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kabhi kabhi kuch curriencies same k baad opposit moove q start krty hain?

    Tamam currency pairs main market ki movement different hoti hai ky agar currencies dollar ky against trade ho rehi hon tou sirf aesy pairs main market is waqat aik hi direction main move kerti hai jab dollar ki koi news hoti hai tou dollar main jab bari movement hoti hai tou alternate pairs jin main dollar ky against trade ho rehi hoti hai tou kuch time ky liay tou in pairs main market ki movement same ho sakti hai lekin jab dollar index aik limit tak increase ya decrease Ho chuka hota hai tou phir other currencies ka index vary kerta hai tou currency pairs main same movement stop hony ky bahd different direction main movement start ho jati hai hamain sirf forex market main us waqat trade open kerni chahiay jab market aik trend per move kerna shoru ker dy warna jab tak hamain trend ka clear pata na chaly hamain trade open kerny sy avoid kerna chahiay trade hamesha trend ko follow kerty huey kerni chahiay aur jab market main trade open kerny ka acha chance ho tou trade open kerain warna loss hi hota rehy ga
    • #3 Collapse

      Re: kabhi kabhi kuch curriencies same k baad opposit moove q start krty hain?

      Actually kabhi kabhi aisa hota hey keh doller ki jo move hoti he ya doller ki jo news hoti hey wo taqriban har pair ko support kar rahi hoti hey aur yehi wajha he keh aksar dekhne mein aisa hi hota he keh taqriban jitne bhi pairs usd se related hogey hein wo aik hi side par move kar rahey hotey hein lekin uske darmiyan mn kabhi kabhi market mein yakdam koi na koi new update ajati hey to market mein kuch pairs usd se alug ho jatey hein aur wo apni alag simat mein moving start kar detey hein isliye hamen always becarefull reh kar market mein work karna chahiye q keh market ki movement k koi pata nahi chalta hey kisi bhi time kabhi bhi badal sakti he aur hamen aik bara loss de sakti hy jo keh hum soch bhi nahi saktey. Forex market ka jo sab se ziada khatra rehta he aur jis wajha se traders loss bhi kartey woh bhi yehi wajha aur yehi ghalat fehmi hoti he keh market mein traders tamam pairs ko aik sath hi samajh bethte hn aur jese hi market against move karti hey to phir kabhi bhi kisi time bhi hamen bara loss dekhne ko mill jata hey
      https://t.me/pump_upp
      • #4 Collapse

        Re: kabhi kabhi kuch curriencies same k baad opposit moove q start krty hain?

        dear forex main boht se currencies pairs hain jin ki sub ki moeent alag laga hoti hai or aghr doolrs k pair main trading ki jay tu dollr main kisi bhi trha ki koi news a jay tab market k move karny k chnaces zyda hoty hain or tab he market bhi move karti hai es liye hmain market ko achy trend ks ath follow kar k trading karni chahye es k liye aghr hum analysis ks ath trading karen tab bhi hum achi trading kar skty hain or hmain loss hony k chanes bhi kam se kam hty hain foex main hum jub trading karty hain tu hmain market ko he follow kar k trading karni hoti hai tu hmain api trdaing ko ta karna chahye jub hmain hmari rading main profit mily os k liye market ki har trha se koi bhi mopvement hony k chances hain un ko achi trha cearly sjh kar apni trading karni chahye aki market main boht se ups and down hoty rahty hain es liye hmain knowledg ka hona boht zarori hai
        • #5 Collapse

          Re: kabhi kabhi kuch curriencies same k baad opposit moove q start krty hain?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
          dear maira sawal yeh hay k daikhany main yeh aya hay k kuch curriencies same moove k baad opposit moove q start krty hain iska kia reasons hota hay k aik do haftay wo same same rehty hain aur usk baad wo opposit hona start ho jaty hain?
          Bhai aapka Sawal bahut hi Achcha hai market Mein sometime aisa hota hai ki Ham Apne analysed ke opposite market ke movement ko dekhte hain iski Sabse Badi design hoti hai Forex trading ki news aur economics news Jab Ek economic news public hoti hai to market mein bahut jyada different movement dekhne ko milati hai isiliye senior members Kahate Hain ki aap technical aur fundamental analysis karne sakte hain tab hi aap Forex trading Jaise critical Business mein kamyabi Hasil kar Sakenge technical analysis kitne Jyada Mushkil Nahin Hote lekin fundamental analysis bahut jyada Mushkil hote hain unko karne ke liye Hamen bahut sari chijon Ka Khyal Rakhna hota hai Jaise ke countries ki economics news aur unke Jo chalate Hain Use per Najar Rakhna hota hai Jaise ke kisi bhi Mulk mein agar election a Jaate Hain ya FIR Kisi bhi Mulk Mein Kuch Aisa accident Ho Jata Hai Jiski vajah se market per Asar padta hai ine sab chijon Ka Khyal bahut acche tarike se Rakhna chahie tab hi Ham Forex trading business Mein kamyabi Hasil kar sakte hain opposite movement market ki jab hi hoti hai Jab Koi news Aisi published Ho Jaaye Jis Se use currency per Bura yah Achcha Asar Ho tab hi market Mein Aisa Munh mein dekhne Ko Milta Hai Jiske bare mein aapane kaha hai isliye Forex news ko Jarur rate Karte Rahe aur koshish karen ke news ke time per trade na Karen
          • #6 Collapse

            Re: kabhi kabhi kuch curriencies same k baad opposit moove q start krty hain?

            forex aik legal business hain hum is mai currency mai kam kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar skaty hain hum is mai part time be kam kar sakkty hain hum is mai full time beh kam kar sakty hain hum is mai out offf cost account bana kar be kam kaeri sakty hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain forex aik wasee business hain hum is mai pairs mai or curreny mai kam kar sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to he hum agy bar saky gy forex mai hamy currency ko samj kar kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik bahtren business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
            • #7 Collapse

              Re: kabhi kabhi kuch curriencies same k baad opposit moove q start krty hain?

              yes brother asa kabhi kabhi ho jata hai ky kabhi tu kuch currency same movement kar rahi hoti hai aur kabhi ulat ho jati hai asa main nay bhi aksar dekha hai aur asa aksar tab hota hai jab news ani hoti hai news ky time major currency ki news hoti hai jiss waja say sab pair main apni apni movement shuru ho jati hai aur same move khtam ho jati hai jab currency same movement kar rahi hoti hai tu wo aik technical movement hoti hai aur jesy he yeh sab currency apni apni move karna shuru karti hainn tu ap ghor karain gay ky tab he news ka time hota hai es lea news ky time main ap ko apni sab trade ko safe kar laina chaheay news time techncial fail hony ky bohat chanses hoty hain aur aksar hota bhi asa he hai.
              • #8 Collapse

                Re: kabhi kabhi kuch curriencies same k baad opposit moove q start krty hain?

                Dear jaisy ap ko pata hai k ais market mai jitni bhi currencies hai wo sab pairs mai hoti hai agar ap dekh rahy hai k usd weak ho raha hai ais hisab se ap agr EURUSD mai trade lagana chaty hai to ais mai ap Buy ki trade lagaty hai ais mai jab usd weak ho ga to EURUSD up jaye ga aor ap ko profit ho ga magar ais time agar sath GBP bhi weak ho raha hai aor aus k muqably mai usd kam weak ho raha hai to GBPUSD up ni jaye ga aus time ye down aye ga kun k ye GBP zayda weak ho raha hai aor market down moment start kar dey gi aisy hi sary pairs mai moment aik jaisi ni hoti agar hum ais market mai trade lagaty hai to hum ko her pais k aleda analysis karny chaye aor aus k baad aus par trade karni chaye aus se hum achi trades laga sakty hai aor acha profit bana skaty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: kabhi kabhi kuch curriencies same k baad opposit moove q start krty hain?

                  Dear ye bilkul be zarori nahi key har currency pair same direction me move kary opposite direction me be ye move kar sakty hey currency pairs ki movement kinu opposite direction me move karti hey ya same direction me koch time tak kinu move karti hey ye advance trading knowledge aur advance learning me ata hay esi ki ham ne learning karna hoti hay, market ki movement ko app technical base par be understand kar sakty ho aur news se be app ko information mil sakti hay key kinu currency pairs same ya opposite direction me move karti hey agar ham ye knowledge hasil karny me kamyab ho jaty hey to ham expert traders hi hoty hey.
                  Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	1
Size:	12.6 کلوبائٹ
ID:	12325440
                  • #10 Collapse

                    Re: kabhi kabhi kuch curriencies same k baad opposit moove q start krty hain?

                    Dear ap ne bahut he acha sawal uthaya ha sab se pehly tu apko pata hona chahye k forex trading mein market ki movement kaisy hoti ha aur candels kaisy move karti hain kisi bbi currency ki example ly lyn tu jaisa k ap GBPUSD p agar trade laga rahy hain tu ye aik compitition hota ha traders k darmyan k koi buy karta ha tu koi sell karta ha kyun k kisi bhi pair p ap trade lagaty hain tu aik pair buy ho raha hota ha tu doosra ap sell kar rahy hoty hain aur jis taraf traders zayada ho jaty hain tu market usi taraf movement start kar deti hai chahye wo jab bhi kary gi jis taraf traders zayada hongy usi taraf move kary gi is k ilawa market agar aik trend mein move kar rahi hai aur ap sochty hain k hafty se market buy ja rahi ha tu buy kar lety hain lekin sometimes aisa hota ha k news aa jati hai tu market ki movement fast ho jati ha for example agar ap USD ko buy kar rahy hain aur koi political news ati hai ya usa k halat gar bar hoty hain tu market crash kar jati ha USD sasta ho jata ha tu market achanak reverse start ho jati ha aur loss ho jata ha is liye market k achi tarha analysis kar k trade lagaya karyn aur stop loss lazmi lagayn ta k agar market ap k against jaye tu account wash na ho.
                    • #11 Collapse

                      Re: kabhi kabhi kuch curriencies same k baad opposit moove q start krty hain?

                      bhai jan foex market main boht se ayse news hoti hain jin ki base par market move kar jati hai or un ain tredn show ony k bad un ki wjah se next tredn satrt ho jata haor yah wo news oti hain jo hmari markaet par asar nadaz hoti hain es liye market ko achi trha anlaysis karny k bad he trdaing ki jay tu hain afida milta hai or hum kbhi bi achi trading nahi kar skty hain jub tak hum apni trdaing ko market k hisab se nahi karty hain or hmain loss kbhi na ho aghr hum market ko follow karen or osi k according apni trdaing karen q k hum apni trdaing main loss ki wjah khud bnty hain markt ko follow akrny ki ability weak hoti hai tu hum apny kam ko bahtr smjh kar apni traiky se maket ko smjh lety hain or trdaing kar dety hai yah method haisha se galat hai es liye es main aysa kuj na karen jis sse hmain loss ho jay
                      • #12 Collapse

                        Re: kabhi kabhi kuch curriencies same k baad opposit moove q start krty hain?

                        Hello dear Forex trading Pakistan Forex forum major currency pairs trading ke liye bahut important samjhe jaate Hain British pound European Union currency Euro American Dollar II inki Forex trading market mein bahut importance hai hai aapko Forex trading mein technical aur fundamental analysis hasil karna chahie market mein technical aur fundamental aspects ko understand karne ke liye demo account mein kam karna jaruri hai iske allahabad metatrader 4 terminal mein tools kaun stand karna chahie aur indicators ko important samajhna chahie trendline ko follow karna chahie support and resistance triangle rectangle butterfly pattern harmonic pattern use karte hue aapko apni trades ko manage karna hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: kabhi kabhi kuch curriencies same k baad opposit moove q start krty hain?

                          Forex trading market mai sub say pehlay iss kay business model ko samajhnay ki zarurat hai. Forex ho stock ka business ho ya conventional business ho her business ka directly connection demand aur supply say hota hai. Jab demand barhti hai tou ziada supply ki zarurat hoti hai aur Agar supply puri na hoto demand barhanay say prices barhti hain. Issi tarah Agar kisi cheez ki supply barh jaey aur demand nahi hoto prices down ho jaati hain. Yehi rule aur discipline forex trading business pay bhi parta hai. Forex currency exchange ki marketing hai yaha bid aur ask pay currency ki demand aur supply kay saath exchange rates barhtay ya Kamm hotay hain. Aur isi principle pay currency ki prices opposite bhi move ker jaati hain. Ye same say opposite movement trend kay tabdeel honay ki nishaani hoti hai jisay follow ker kay profits earn kiye jatey hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: kabhi kabhi kuch curriencies same k baad opposit moove q start krty hain?

                            Agar ham log currency pair trading Karte Hain To Ham logon ko bahut hi jyada fayda hota hai isliye Ham Logon Ko currency pair trading Karni Hogi Jiska Ham Sab logon ko bahut hi jyada fayda Hoga aur ham Sab Logon Ko kamyabi Milegi isliye Ham Logon Ko sirf aur sirf currency Vahi trading Karni Hogi Agar Ham Logon Ko kamyabi Hasil karni hai to

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X