dushman in forex
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    dushman in forex
    forex mein hamara sab se bara dushman kn hai ap s bare mein kya bataye ge aap ko kn lagta hai jo hme forex mein kisi kam krne mein bht nuqsan phchata hai kya wo hmare hi bewakofi hai yeehi bewakofi hamari dushman hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear forex trading may hamary emotions hamara sub say bara dushman hoty han and hamara lalch hamy loss ki taraf lay jata hyy
    so we should control on our emotions and don't be greding during doing trade
    • #3 Collapse

      Sab se bara dushman forex main Emotions hain kun keh jab hum emotions ko control nahi karte to big loss ho jata hai. Aur jab tezi se earning ki koshish kartey hain, aur is doran agar market hamari against ho jaey to sab kuch loss ho jaey ga.
      • #4 Collapse

        meri nazar mai forex trading k doraan hamari sab se bari dushman hamari greed or emottions hain jo hamen kamiyabi k raste se rokti hai isliye hamen in dono cheezon ko control mai rakh kar hi trading karni chahye
        • #5 Collapse

          mera khayal ma to sab sa bare dushman hum hi ha ku k jab hame profit zayada mil jata ha to hum lalaach ma aa jata ha aur wo b hum trading kar k gawa bethta ha iss liya jitna profit mila hame la lena chahya wrna hum bolta ha k pta ni forex ma hmara dushman kn ha.
          • #6 Collapse

            very nice and unique thread brother but according to my exoperience i think that, Forex main trading krtay waqt mere nazdeek to sb se bara dushman knowledge or experience ki kami hai is k ilawa greed b hamara sb se bada dushman hai is liye trading main greed se bchna chahiye or kam profit ko hi gain krna chahiye,.
            • #7 Collapse

              mere khayal me forextrading me aap ki sb se bari dushman aap ki greed hai kyunke aksar aap zyada ki lalach me apna thora sa faida bhi ganwa dete hain is liye aap ko apni greed per qabu pana hai
              • #8 Collapse

                Dear forex main sab se bara dushman traders k liyeh unka lalach hota hai jo unko achi khasi trading or profits se le ja k door loss main jhonk deta hai forex main lalach hi sab se bari waja hai traders k loss ki is market main.
                • #9 Collapse

                  zehan mai yee target rakooo etna loss mai bardasht kar sakta hu agr nahi phr yeee sab sy zaida bewakofi hugy.sab sa bare dushman hum hi ha ku k jab hame profit zayada mil jata ha to hum lalaach ma aa jata ha aur wo b hum trading kar k gawa bethta ha
                  • #10 Collapse

                    mery khil may forex may apnay enemy ap khud hay apko during forex aur bussines may apnay imotion aur greedy ko left karna ho ga
                    • #11 Collapse

                      dear agar forex main humara sab se bara dushman agar koi hai tu wo hamarey andar ka greedy hai q k ye sab se bara dushman hai humara agar hum zaida income k chakar main ah kar greed kary gay tu ye hamarey liye nuqsan de hai or is se hum apna loss khud hi kar lein gay.
                      • #12 Collapse

                        forex tade kartay wakkat jo humara sub say barha enemy hy wo humara experionce ka kum hona,knowledge ka kam hona.aur humara mony managment theek say na karna aur mukammall plannimg k sath koi bhi faisla karna aur jald bazi karna aur bina kisi khas waseelay k bohat zyada profit hasil karnay ki koshish karna
                        • #13 Collapse

                          Asslam O Alaikum han gee forex trading may sab say barra dushman knowledge or experience ki kammi hoti ha or greed bhi bohat barri dushman hoti hai forex main toh humay greed say durr he rehna chaye
                          • #14 Collapse

                            knowledge,skill,practice aur greed ye hamary sab sy bary dushman hain trading main , ilm ki kami hamy dabo daiti ha aur skill ka na hna hmy kamzur karta ha jab k lalach awo to wesy he andha kar daita ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              jee brother ap ke bat belkul theek hy forex mn ager ap lalch se kam lo ge tu ap ko loss ho ga lehaza lalch se door reh kar ap profit earn kar sakte ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X