Account ko wash karne se behtar hai apne loss ko recover kiya jaaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Account ko wash karne se behtar hai apne loss ko recover kiya jaaye
    Is platform pay maximum member working kar rahe hain aur maximum members Ko jab trading mein loss Ho jata hai to vah apne loss ko recover karne ki bajaye apne account ko wash kar dete Hain Ki hamen next month apne nose ko recover Na karna pade lekin main UN logon ka knowledge increase karta jaan aur UN logon ko good information data jaan Ki Jo log apne dost ko recover karte Hain to UN logon ka account healthy ho jata hai aur UN logon ka account big Ho jata hai jiski vajah se next month vah easily profit banaa sakte hain kyunki jab hamare pass good balance hota hai to hamara margin kafi hota hai aur ham easily profit banaa sakte hain isliye apne account ko recover Kiya Karen apne account ko wash na Kiya Karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Account ko wash karne se behtar hai apne loss ko recover kiya jaaye

    agar aap apne dost ko recover karna chahte hain to kabhi bhi jaldbaji mat Karen kyunki jaldbaji karne se aapka account bhi was ho jaega jiski vajah se aap FIR kabhi bhi Forex mein working nahin kar paoge FIR aap Forex mein kam karna live kar dunga isliye aapko chahie kya pahle se Hi Sabar ke sath kam karo
    • #3 Collapse

      Re: Account ko wash karne se behtar hai apne loss ko recover kiya jaaye

      agr ham sy koi be mistake ho jaye to hamy loss ho sakta hamy tense nahi hona chahey hamy apni galtio ko improve kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha bonus hasi kar sakty hain agr ham apny loss ko cover nahi kary gy to hamara account be wash ho sakta hain is main market ka yai hamary brokwers ka koi be qasoor nahi hota
      • #4 Collapse

        Re: Account ko wash karne se behtar hai apne loss ko recover kiya jaaye

        market main planing karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur loss say bachny k liye learning karni ho gi aur demo main practice karni ho gi aur har jeet tou dekh k h hum achi trade karni ho gi aur account ko wash hony say bachany k liye hamain mhnt karni ho gi ab hi hum sucss hon gay aur h amain market main bi knowldge ho ga ta k earn kar skaty hain
        • #5 Collapse

          Re: Account ko wash karne se behtar hai apne loss ko recover kiya jaaye

          forex aik international business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hmara account baned ho jy g forex aik unique business hain hum is mai agar bager leanring k kam kary gy to hammy loss ho j y ga forex pakistan mai legal ban cuka hain forex jasa koi or business nahi hain
          • #6 Collapse

            Re: Account ko wash karne se behtar hai apne loss ko recover kiya jaaye

            g han dear bilkul pak forex business mein loss gain kerne se account wash ho jata hy ager ham loss zeyda hone se loss ko whe cover ker lein to ham zror account wash hone se bach sakty han es liye lagatr mehnat hamain zror kamyabi dete hy hamain forex se guftago kerne cheye ta ke achi success hasil ker saky gair meyari kam kerne se avoid kerna cheye tab ham kamyab ho sakty han
            • #7 Collapse

              Re: Account ko wash karne se behtar hai apne loss ko recover kiya jaaye

              Ji han aapane theek kaha hai key account ko wash karne se behtar hai ki Apne laws ko recover kiya jaaye Hamen La se Dobara Nahin chahie Hamen Apne losco dekhna chahie ki Humne Kidhar mistake Ki Hai aur mistake ko Dobara Nahin Dobara na chahie OLX Mein kamyabi ke liye Kafi mehnat ki jarurat hai aapke Bina Ham Forex Mein Kamyab Nahin ho sakte
              • #8 Collapse

                Re: Account ko wash karne se behtar hai apne loss ko recover kiya jaaye

                Dosto pehli baat to hai keh profit earn Karne ki har mumkin koshish agar badqismati se loss hoo Bhi jaaey to ghabraay nahi balkeh loss ko recover Karo na keh accou t wash.
                PRACTICE MAKES MAN PERFECT
                • #9 Collapse

                  Re: Account ko wash karne se behtar hai apne loss ko recover kiya jaaye

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Bonus Prince پيغام ديکھيے
                  Is platform pay maximum member working kar rahe hain aur maximum members Ko jab trading mein loss Ho jata hai to vah apne loss ko recover karne ki bajaye apne account ko wash kar dete Hain Ki hamen next month apne nose ko recover Na karna pade lekin main UN logon ka knowledge increase karta jaan aur UN logon ko good information data jaan Ki Jo log apne dost ko recover karte Hain to UN logon ka account healthy ho jata hai aur UN logon ka account big Ho jata hai jiski vajah se next month vah easily profit banaa sakte hain kyunki jab hamare pass good balance hota hai to hamara margin kafi hota hai aur ham easily profit banaa sakte hain isliye apne account ko recover Kiya Karen apne account ko wash na Kiya Karen
                  Bilkul theek baat ki hai hamen chahie ki Ham apne account ko recover Karen tujhe hamare liye bahut achcha hota hai kyunki jab Ham apne account ko recover kar lete hain toota bhav bahut achcha kam kar sakte hain aur tabhi hamara account bada ho jata hai aur agar Ham apne Koi chij nahin karte hain aur account ko recover nahin karte Hain to account Bada nahin hota hai jiski vajah se Ham kabhi achcha nahin karva sakte hain
                  :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                  CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Re: Account ko wash karne se behtar hai apne loss ko recover kiya jaaye

                    Dear brother account wash us wakt hota hy jb risky trading ki jati hy jis mein big lot use kerna aur over trading kerna hy lekin us wakt traders ki ye koshish honi chahiye k account wash na ho ager hedging strategy use kerni pry to zaror kerin lekin kisi sorat account wash na hony pay kuch trades kam loss mein bhi close ker deni chahiye jinko bad mein zaror recover kerin loss ko recover krna account wash krwany sy acha hy.
                    • #11 Collapse

                      Re: Account ko wash karne se behtar hai apne loss ko recover kiya jaaye

                      Kuch new traders ko agr loss ho rha ho tu unki koshish ye hoti hai k account wash ho jaye kionkeh wo us loss ko recover nhi kr sakty un mein itni abilities aur experience nhi hota lekin kuch traders waqt pe faisla krty hvy account wash se bachny ki koshish krty hein agr aik dafa account wash ho jaye tu phr bonus k liye dobara posting krni prti hai jo boht mushkil kaam hai agr kam loss ko recover krny ki koshish ki jaye tu ye sb se best mouka hota hai agy barhny ka.
                      • #12 Collapse

                        Re: Account ko wash karne se behtar hai apne loss ko recover kiya jaaye

                        Assalamu Alaykum

                        forex ko seeknay kay lia bhot kam karnay ki zarrort hai aur jald bazi ap ka account wash kar skta hai is k lia chahe ap kay pas zayda balance hi kun na ho ajkl jaise market ja rhi hai us main bhot care ki zaarot hai ta k nuksan say jitna ho sakay bacha jaye kosish karain kay lot size bhot zayda na rakhain jis pay ap loss hony pay nuksan bardast na kar sakain .

                        shukriya
                        • #13 Collapse

                          Re: Account ko wash karne se behtar hai apne loss ko recover kiya jaaye

                          Brother is k liye hamy dekhna hota hai k trade kis way main mobe ker rahi hai ager loss kam hai r trend confirm hogaya k markete apna rukh change jary gi r bug loss ho sakta hai to is soorat main to ap apni trade loss main close ker sakty hain lakin dear jab trade ne apna rukh change kerna ho to aesy main jay apko big loss main trade ko close nahi kerna chahye kiun k thora boht loss easily recover ker sakty hain lakin big loss ho raha ho to account wash hony diya jay kiun k usy loss main close kerny ka koi faida nahi hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: Account ko wash karne se behtar hai apne loss ko recover kiya jaaye

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Bonus Prince پيغام ديکھيے
                            Is platform pay maximum member working kar rahe hain aur maximum members Ko jab trading mein loss Ho jata hai to vah apne loss ko recover karne ki bajaye apne account ko wash kar dete Hain Ki hamen next month apne nose ko recover Na karna pade lekin main UN logon ka knowledge increase karta jaan aur UN logon ko good information data jaan Ki Jo log apne dost ko recover karte Hain to UN logon ka account healthy ho jata hai aur UN logon ka account big Ho jata hai jiski vajah se next month vah easily profit banaa sakte hain kyunki jab hamare pass good balance hota hai to hamara margin kafi hota hai aur ham easily profit banaa sakte hain isliye apne account ko recover Kiya Karen apne account ko wash na Kiya Karen
                            Agar aap Chahte Hain Kya aapka Court kabhi bhi washna ho aur aap acchi Si trade open karna chahte hain to aapke pass Kafi acche knowledge or experience Hona chahie tha ki aap bahut Achcha
                            Click On Name And Visit My Journal
                            Naseer953 Trading Journal
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Account ko wash karne se behtar hai apne loss ko recover kiya jaaye

                              Forex trading business mein nuksan ho sakta hai Kuchh trader at the Hain Jinka account was ho jata hai lekin Achcha expired trader Vahi hota hai jo Apne nuksan Ko recover karne ki koshish Karta Hai Forex trading business 1 risky business hai is business Mein Soch samajhkar trading karne wala trader Kamyab Hota Hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X