Ye review Faisal Masjid par mabni hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review Faisal Masjid par mabni hy
    Assalam O Alikum dosto mera ye review Faisal masjid k baary main hy, jo K Islamabad main waqi hy, aur taqreban poory Pakistan k Awam ko Pata hy k ye Saudi tauwan sy bana hy aur iska poora kharcha Saudi hukoomat ny bardasht ke, aur ye sab ko pata hy k ye aik Masjid hy lekin zyada tar loug isy toursim k tour par dekny jaaty hain aur taqreban poory Pakistan k loug yahan sair k liye aaty hain, rozana k hisab sy hazaroon lakhoon log isy dekny k liye aaty hain. Aap sab ko shayed pata ho ya ho lekin ye masjid 1966 main King Faisal bin Abdul Aziz ke manzoori k baad is par kaam shuro huwa jab usny pakistan k doury k moqy par Islamabad main aik inter national level ka Masjid banany ka ailan kiya tha, 1969 main 17 mamalik sy 43 architects k proposal aye thy Faisal Masjid k liye. Aap sab ko pata hoga k isky material awla quality k hain aur bahir sy import huwy hain, ismain Masjid k haal main (jo sirf namaz k auqat main khola jata hy baqi timing main band rehta hy) souny ke gulkarì B huwi hy, bahir isky aisy qqemti tiles lagy huwy hain jo sakh garmi main doop main B tandy rehty hain. Ismain mukhtalif mamalik sy B tourism k liye aye loug yahan shouq sy aaty hain aur pictures le le kar memories banaty hain. Isky hudood main General Zia Ul Haq ka grave yard B mujood hy.
    Advantage:
    Ab iska advantage ye hy k ismain lakhoon logo ke capacity hy, aurat mard bachy boory sab yaham aakr khushi mehsoos karty hain.
    Ismain hazaroon logo ko rozgar ka moqa B milta hy, tourism par aye loug khany peesny ke ashya khareedty hain aksar reriyon walo sy jo unki family ka sahara banty hain.
    Ismain safayee ka khaas khyal rakha jaata hy loug safayee ke waja sy buhat pasand karty hain.
    Ismain tanda peeny ka paani B milta hy aur kisi B qism ke koi entry fees ya tax nahi hy.

    Disadvantage:
    Iska sab zy barra disadvantage ye hy k yahan loug toursim k liye aaty hain aur namaz k liye nahi,.
    Doosra dis advantage ye hy k yahan aurat B aksar behayayee k libas main hoty hain. Haya karty hain na masjid ke ekhtiram.
    Theesra disadvantage ye k baahir k sehen main loug bujat gandagi pelaty hain aksar dust bin khali hoty hain aur kacha bahir parra rehta hy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review Faisal Masjid par mabni hy

    dost aap ne bahut hi Achcha Har banne ko lekin Mere Andaaz mein Islamic knowledge Koi ****l karna Nahin Chahta to yah bhi bahut Achcha hai ke Ham is mukabale mein knowledge vi dusron se share Karen aapne Ja review Faisal Masjid ke bare mein diya hai jo k vah kya hai Pakistan ki awam ko pta Saudi toun Faisal Masjid banane ke liye jo bhi kharcha aaya tha vah Saudiya mat Mein Ada kiya tha Sabko pata hai yeah masjid tour ke Taur per Dikhai Jaati Hai aur other countries se member Yahan tour aur Karte Hain yeah master 1966 mein King Faisal Bin Abdul Aziz Islamabad mein ek Mansoori is per kam shuru Jab usne Pakistan mein to Islamabad mein Ek international level ka Mat Ja mustard Masjid banane ka Elaan kiya tha 19 69 17 Mumalik se 43 proposal Aaye The bacchon ke liye ko pata hoga all ok quality ke hain aur yah Kafi majdur mustard Banai gai hai Masjid Ki real mein Jo ham sirf Namaz ke aukat mein Baki timing mein Raftar Jana theek hai photo sabse important birth KJ garmiyon mein Thandi rahti hai matlab ke Faisal Masjid mein Nahin Hoti Hai ab Ham baat karte hain Iske advantage Ishq Mein Lakhon logon capacity hai Aurat Mard bacche Buddh Aakar mehsoos Karte Hain ismein hajaron aaj ka Rojgar ka mauka Milta Hai is mein Safai ka Khyal Rakha Jata Hai is mein Thanda Pani Peene ke Milta Hai aur entry fees be ni ha
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • #3 Collapse

      Re: Ye review Faisal Masjid par mabni hy

      Asslamoalaikum dear frndz Mera ajka mozo Faisal msjid ha yeh Islamabad me waqea ha Jo k Saudi tawan sy bnai hai ha yeh Pakistan ki SB sy bri msjid ha isko Pakistan ki SB sy bri msjid hny k sath sath jnobi Asia ki b SB sy bri msjid ka aizaz hasil ha yeh Islamabad me margalla ki onchi pahario k mid me waqai ha Jo k dekhny me BHT dilksh mnzar biyan krti ha 1959 me JB Islamabad ki mnsoba bndi ki ja rhi thi to constructor k mind me Ak khaka b tha Jo khobsurt b ho khob Jamal b ho or is jaded treen shehr ki shnakht b kry Islamabad ka shehr ahista ahista bsta RHA or 1966 me JB Saudis Arab k shah Faisal Pakistan k doray py aye to inho NY is msjid k tmam ikhrajat khud uthany ka ilham Kia 1968 me govt of Pakistan ny is msjid k design k lye ak international muqably ka b ahtmam Kia jismy 43 countries k logo NY hisa Lea or apny apny msjid k design k khobsurt khaky pesh kiye lkn turkey k wedat valey k name k bndy ka namona kbol Kia gya 1975 me JB shah Faisal shahed krdiye Gaye to hkomate PAKISTAN my yeh fasla Kia k yeh msjid inky name sy tameer krwai Jaye jiska name bad me 28 nov 1975 me shah Faisal msjid rkh dia gya ismy mukthalif countries k tourist dor dor sy aty Han or is khobsurt msjid ki pics or vedios bnaty Han ismy msjid k hall me gold ki gulkari b Hui ha Jo k normal time me clz hi rhta ha lkn jb nmz ka time hota ha to open krdea jata ha islye b yeh hall BHT dilkash mnzar pesh krta ha general Zia ul haq ka grave yard b isi ki hadood me mojoood ha..isky hall me gold ki gulkari k sath sath bhr b thndy or qeemti tiles lgy hvy Han Jo AGR shadeed grmi b ho to b thndi rhti ha or is msjid me hr age k log visit krty Han or BHT skoon mhsos krty han
      Advantages
      iska SB Sy bra advantage yeh ha k yahan BHT sy log Kam krty Han or ye msjid unky rozgar ka zrya bni Hui ha ..log yahan skoon mhsos krny ty Han...yeh msjid margalla ki khobsurt pahario k drman me waqai ha Jo k dekhny me BHT khobsurat lgti ha...isky ilawa is msjid me enter hny ka koi ticket ya entry fees nhi hoti...is msjid sy BHT si islami historical books b milti Han Jo k aam shops me available nhi hoti...
      Disadvantage
      Iska SB sy bra advantage yeh ha k yahan BHT si orty nazebah dresses me b ati Han Jo k msjid k ahtram k mutabik nhi hota or isky ilawa yahan bchy b aty Han to Jo log nmaz prhty Han woh unky shot ki wjah sy disturbance feel krty Han..isky ilawa BHT sy log for for sy sirf or sirf is msjid ko dekhny aty Han na k special is msjid me nmz prhny..isky ilawa BHT sy log isi msjid k bahir sy khana ly k msjid me Beth k khaty Han or sfai ka khyal nhi rkhty or gndgi phela k chly jaty
      • #4 Collapse

        Re: Ye review Faisal Masjid par mabni hy

        ASLAM O ALAIKUM DEARS ;
        Yeh review Faisal Masjid Par mabni hai ;
        Dears , ab ham batt kerty hein apny ajj ke review ke bary mein jo k hai , Faisal Masjid .
        Introduction ;

        Dears, mera ye review Faisal masjid k baary main hy, jo K Islamabad main waqi hy, aur taqreban poory Pakistan k Awam ko Pata hy k ye Saudi tauwan sy bana hy aur iska poora kharcha Saudi hukoomat ny bardasht ke, aur ye sab ko pata hy k ye aik Masjid hy lekin zyada tar loug isy toursim k tour par dekny jaaty hain aur taqreban poory Pakistan k loug yahan sair k liye aaty hain, rozana k hisab sy hazaroon lakhoon log isy dekny k liye aaty hain. Aap sab ko shayed pata ho ya ho lekin ye masjid 1966 main King Faisal bin Abdul Aziz ke manzoori k baad is par kaam shuro huwa jab usny pakistan k doury k moqy par Islamabad main aik inter national level ka Masjid banany ka ailan kiya tha, 1969 main 17 mamalik sy 43 architects k proposal aye thy Faisal Masjid k liye. Aap sab ko pata hoga k isky material awla quality k hain aur bahir sy import huwy hain, ismain Masjid k haal main (jo sirf namaz k auqat main khola jata hy baqi timing main band rehta hy) souny ke gulkarì B huwi hy, bahir isky aisy qqemti tiles lagy huwy hain jo sakh garmi main doop main B tandy rehty hain. Ismain mukhtalif mamalik sy B tourism k liye aye loug yahan shouq sy aaty hain aur pictures le le kar memories banaty hain. Isky hudood main General Zia Ul Haq ka grave yard B mujood hy.
        Advantage:
        Ab iska advantage ye hy k ismain lakhoon logo ke capacity hy, aurat mard bachy boory sab yaham aakr khushi mehsoos karty hain.
        Ismain hazaroon logo ko rozgar ka moqa B milta hy, tourism par aye loug khany peesny ke ashya khareedty hain aksar reriyon walo sy jo unki family ka sahara banty hain.
        Ismain safayee ka khaas khyal rakha jaata hy loug safayee ke waja sy buhat pasand karty hain.
        Ismain tanda peeny ka paani B milta hy aur kisi B qism ke koi entry fees ya tax nahi hy.

        Disadvantage:
        Iska sab zy barra disadvantage ye hy k yahan loug toursim k liye aaty hain aur namaz k liye nahi,.
        Doosra dis advantage ye hy k yahan aurat B aksar behayayee k libas main hoty hain. Haya karty hain na masjid ke ekhtiram.
        Theesra disadvantage ye k baahir k sehen main loug bujat gandagi pelaty hain aksar dan sy bana hy aur iska poora kharcha Saudi hukoomat ny bardasht ke, aur ye sab ko pata hy k ye aik Masjid hy lekin zyada tar loug isy toursim k tour par dekny jaaty hain aur taqreban poory Pakistan k loug yahan sair k liye aaty hain, rozana k hisab sy hazaroon lakhoon log isy dekny k liye aaty hain. Aap sab ko shayed pata ho ya ho lekin ye masjid 1966 main King Faisal bin Abdul Aziz ke manzoori k baad is par kaam shuro huwa jab usny pakistan k doury k moqy par Islamabad main aik inter national level ka Masjid banany ka ailan kiya tha, 1969 main 17 mamalik sy 43 architects k proposal aye thy Faisal Masjid k liye. Aap sab ko pata hoga k isky material awla quality k hain aur bahir sy import huwy hain, ismain Masjid k haal main (jo sirf namaz k auqat main khola jata hy baqi timing main band rehta hy) souny ke gulkarì B huwi hy, bahir isky aisy qqemti tiles lagy huwy hain jo sakh garmi main doop main B tandy rehty hain. Ismain mukhtalif mamalik sy B tourism k liye aye loug yahan shouq sy aaty hain aur pictures le le kar memories banaty hain. Isky hudood main General Zia Ul Haq ka grave yard B mujood hy.
        Last edited by ; 16-09-2020, 07:24 PM.
        • #5 Collapse

          Re: Ye review Faisal Masjid par mabni hy

          Asslam o Alaikum mra topic aik khobsurat Masjid par Mabni hain jass k mry pass jatna khowlage hain main ap sub dosto k sth share kr rha hun k pakistan main wesy tu buht khobsurat or buht bhari or bhi Masjid hain lkn ****il Masjid aik buht hi khobsurat Modern ideal buht bhri Masjid hain jo isalambad k khobsurat mountain k darmain waqi hain 1966 main ****il Bin Abdul Aziz pakistan k Dory pay aya jas ny pakistan ko as Masjid ka gift deny ka Izhar kya jass pay as Masjid ka tamam karcha Saudia ki government ny dia jas pay as Masjid k Nishky k lay 1968 main 43 international Country k logo ny hisa lia jass k bad 1969 main as Masjid ki tamer ka agaz kya gia jo buht hi khobsurat Masjid bani gie hain ****il Bin Abdul Aziz ko 1975 main shahed kr dia gia tha jas pay pakistan ki government main ya ****l kya k as Masjid ka name us king k name say rakha jaye jass nay as Masjid ko banvia hain jo aik tk isalambad main majood hain as daqar aik khobsurat buht bhri Masjid hain jas main lakho log daily as ko dkhny k lay aty hain
          • #6 Collapse

            Re: Ye review Faisal Masjid par mabni hy

            Faisal Masjid se related Apne bahut hi important review Hamare Sath share kiya hai no doubt fashion Masjid Pakistan ki sabse famous Masjid hai ya Masjid Pakistan mein Saudi Arab ke sher sher Ne established provide Thi Aur yah Masjid Pakistan mein ek beautiful masjid hai jo Pakistan Ki Sabse Badi Masjid count ki Jaati Hai.

            Dear Faisal Masjid Ki capacity ki jawab baat karte hain to is mein iska Jo Main prayer hall hai usmein around 60,000 people Nimaz per sakte hain. Faisal Masjid ki location bahut hi perfect hai aur yah Margilla hil ke bilkul Sath hi situated Hai Pakistan ke maximum people is Masjid Mein daily basis per visit karne Jaate Hain aur is comment prayer hall just Nimaz ke time Kareeb open hota hai.

            Jab ap faisal Masjid se related different services dekhte hain to aapko Har time per cleaning services provide ki ja rahi Hoti Hai Jab aap is Masjid Mein Jaate Hain To aapko Ek bahut hi Badi parking facility ki Pravesh ki ja rahi hoti hai jismein aapko hundred percent safety hoti hai aur aap Ko Kisi bhi Tarah ka koi problem Nahin Hota.

            Faisal Masjid location Ek Aisi Jagah per hai jismein of local travel kar sakte hain Jo log apni transport opposite kar sakte tone ke liye pure Rawalpindi se aur Islambaf ki different location se local transport bhi aapko mil sakti hai aur aap is Masjid ko easily visit kar sakte hain.

            Faidy :

            Faisal Masjid visit karne ke aapko bahut bada advantages mil sakte hain ismein aapko Ek beautiful Islamic culture dekhne Ko Milta hai aur is se related jitne bhi important issues hote hain vah aap observe kar sakte hain dear jab aap is Masjid ko visit karte hain to aapko Pakistan mein ek bahut ki beautiful masjid dekhne ko milti hai.
            • #7 Collapse

              Re: Ye review Faisal Masjid par mabni hy

              Salam:

              aj ma jis sawal ka jawab dun ga wo faisal masjid ka bara ma ha umeed karta hun apko ya pasand ay ga tu ham start karty han faisal masjid ak bohat achi masjid ha ya masjid bohat bari ha is masjid ki tameer ka agaz 1976 ma sudi badsha faisal ky 28 million doller ki grant ky bad howa tha jis ka nam sa ya masjid ati ha turkey ka mamar waidat daluka ky gar rawaiti desine ka intakab banalkawami mukabla ky bad ma kiya gaya tha faisal masjid salaiyat ky lahaz sa duniya ki choti sab sa bari masjid ha ab ma apky sath is ky faidy aor nuksan ka bara ma share karu ga.
              advantages:
              faisal masjid visit karny ky bohat sa faidy han jin ma sa kuch ma apky sath share karu ga faisal masjid ak bohat bari aor bohat payari masjid ha ya masjid kafi bari ha aor is masjid ka ander ka view bohat hi zabardast ha aor ko visit karny sa ap bilkul fresh ho jay ga ya masjid islamabad ma wakaya ha is ma hama ak kubsorar islami culture dekhna ko milta ha is masjid ko dekhan sa hamara dil bohat kush hota ha ya bohat kuli masjid ha is masjid ma 6000 tak log namaz ada kar sakty han ya masjid bohat saf sutri ha.
              disadvantages:
              is masjid ko visit karny ky koi nuksan nahi han.
              • #8 Collapse

                Re: Ye review Faisal Masjid par mabni hy

                Introduction..
                Assalamu Alaikum dear member aapane Hamare Sar bahut acchi knowledge share kiya hai aur ek informative topic discuss Kiya Hai Faisal Masjid Ek bahut hi bahut acchi bahut acchi location per maujud hai Faisal Masjid bad mein hai hai yahan per bahut se log Is Shahar ke liye aur usko dekhne ke liye Aate Hain yah Hai To Ek Masjid lekin Log Jahan pure Pakistan se log se dekhne ke liye aur Shahar ke liye Aate Hain yah bahut badi masjid hai bahut jyada par available hai yah bahut hi acchi location location per hai.

                DSC curves of Jante Hain ke Faisal Masjid Ek bahut hi famous aur largest Masjid hai jo ke Jis per jitni bhi kharcha Hua yah sab Saudi Hukumat ne bardasht kiya aur Sab Jante Hain Kijiye Ek Sahodaya ka Shahzada Shah Faisal Ne banvae thi e ki vajah se is Waqt ka naam bhi Faisal Masjid Rakh Diya Gaya..

                Faisal Masjid ke Kuchh advantage or disadvantage hai jo main aapke sath niche share karta hun..

                Advantages.
                Dear members Faisal Masjid ke Bahon se fayde Hain aapke sath share kar raha hun Jaise kya aap Jante Hain Ki Jaise bad mein hai aur Samay baad Ek bahut hi acchi location PPA G Masjid hai bahut hi log se bahut Dur dusre log ISI share ke liye Aate Hain ya bahut jyada per hai Iske Sen bahut bada hai aur ek ghumne ki jagah hai ismein daily hajaron ki tadad mein main main log ismein Amader karte hain aur jumme ke din usne Khud bhabi Diya jata hai Saudi Shah Faisal Ne banvae thi is per Chitra dikha vah Saudi unko mat nahin bardasht kiya..

                Disadvantages..
                Dear member is liquid disadvantage bhejo main aapke Sar share karta hun uski Koi advance disadvantage nahin hai but ek disadvantage ji hai ki hai to Masjid lekin log ismein share ke liye Aate Hain Namaz ke liye Nahin...
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review Faisal Masjid par mabni hy

                  Assalamu Alaikum Pyare Bhai Jaan Main ummid Karta Hun kya Sab khairiyat se Honge Pyare bhai jaan Faisal Masjid se aapane bahut hi important bhi Hamare Sath share Kiya Hai To Pyare Faisal Masjid Pakistan ki sabse famous mein sthit hai ya Masjid Pakistan mein Saudiya Arab Ke Shahar Shahar ke is Malaysia problem Thi Aur yah Masjid Pakistan mein ek beautiful masjid hai jo ke Pakistan ke Sabse Badi Masjid Kaun ki Jaati Hai

                  Pyare bhai jaan Faisal Masjid Ki capacity ke jo aap baat karte hain to is Mein iska job may prefer hal hai ismein aap around 60 people Namaz padh sakte hain aur Faisal Masjid ki location bahut hi perfect hai ya Mar Gila Hai Aur Ke bilkul Sath hi sister ootid hai aur Pakistan ka maximum people is Masjid Mein daily basis per Vishwas karne Jaate Hain aur is compact camera HAL just Nivas ke time Kareeb open hota hai

                  Jab aap Faisal Masjid se relative differences dekhte hain to aapko had time per planning sarve se profile ki ja rahi Hoti Hai Jab office Masjid Mein Jaate Hain To aapko Ek bahut hi Badi parking facility ke Pravesh ki ja rahi hoti hai jismein aapko hundred percent safety hoti hai aur aap Ko Kisi bhi Tarah ki koi problem Nahin Hoti

                  Faisal Masti location ki Kaisi Jagah per hai jismein of local travel kar sakte hain Jo log apni transport upset kar sakte hain to iske liye pure Rawalpindi se aur Islamabad ke different location se local transport bhi aapko mil sakti hai aur aap kis nashta ko easily visit kar sakte hain

                  Fayde

                  Faisal Masjid visit karne ke liye aapko bahut Bade advantage mil sakte hain ismein aapko Ek beautiful Islamic calendar dekhne Ko Milta hai aur is celebrating Kitni bhi important issue hote hain vah aapko avashyak kar sakte hain aur Pyare bhai Jab office Masti ko bhi seat Karte Hain To aap Pakistan mein ek bahut hi beautiful masjid ko dekhne Ko milati Hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review Faisal Masjid par mabni hy

                    Introduction:Faisal Masque ki Construction 1976 me start howi aur es ko 1986 me open kia gia, Fasial masque ko Saudi King Sha Faisal ne 28 dollar millions ki lagat tameer kia, ye world ki fifth largest masque hay aur Asia ki largest masque ka darja be es ko hasil hay, Ye masque Islamabad ki khobsorti me ezafa karta hay aur es ko margala hills jesi achi jaga par banaya gia hay, es masque ka design Turkish architect "Vedat Dalokay" ne pesh kia jo key bahot hi unique aur acha design samja jata hay,
                    Click image for larger version

Name:	327ddfbb23d3da5ffd436edf13a2ac65.jpg
Views:	1
Size:	115.4 کلوبائٹ
ID:	12333979
                    Advantages:Faisal masque Islamabad ki pehchan hay aur es ka faida ye hay key ye beautiful masque hay jes ki waja se Islamabad pehly se bahot hi beautiful lagta hay, es masque me bahot se nimaz pardny walo ki jaga available hay aur es masque ka visit na siraf Pakistan key other cities se any waly afraad karty hey worldwide se tourist karty hey aur South Asia ki largest masque ko dekny key sath yaha par picture banwana fakhar samjty hey, me samjta hon jo be Rawalpindi aur Islamabad ki sair karta hay ya per kesi kam se yaha aty hey to ye possible nahi key wo Faisal masque ko na deken,

                    Disadvantages:Faisal masque ko margala hills par banaya gia hay es ka distance Rawalpindi se bahot hi zeyada hay, es me koi shak nahi key es masque ko bahot achi aur khobsorat jaga par banaya gia hay magar Rawalpindi se es ka distance bahot hi zeyada hay jaha pochny me bahot hi zeyada time lag sakta hay.
                    Click image for larger version

Name:	download.jpg
Views:	1
Size:	7.5 کلوبائٹ
ID:	12333980
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review Faisal Masjid par mabni hy

                      Assalam o alaikum dear member ap ny bahot he informative topic hamary.sath.discuss kiya hai.shah faisal masjid k bary main.

                      Introduction:

                      Dear member shah faisal masjid islamabad main waqya hai yeh aik historical placae hai isy saudi arab k shazady ny 1986 main tameer.krwaya.tha is ka tamam bari masjid main nam ata hai yeh duniya.ki 5ven bari masjid hai iska naqsha bahot he unique kisam hai yeh marrglla hills py.banai.gai.hai.

                      Advantages:

                      Dear member shah faisal masjid k bahot zyafa advantage hain yeh aik khoubsurat jaga py payi jati hai yahan.py kafi rush.paya jata.hai yaha yahan pr puri world sy log visit k liye aty hain aur enjoye krty hain is ka view bahot he dillkash hai yahan.pr school college,university.k student picnic k liye aty hain hamen chaye k hum apny bachoun lo off day py is mosque ka visit zrur krwan chaye tak unhen awareness ho asi maqam ki aur un k knowledge main izafa ho yahan py hr khany peeny ki cheez available hoti hai hamen ghr sy kuch nahi ly k jana prtha aur yahan py safai ka bahot khayal rakha jata hai jis sy hr visitor ko good feel hota hai aur unka visit bahot kushgawar hota hai is sy islamabad ki khoubsurti ki pehchan hoti hai....


                      Disadvantage:

                      Dear member is k disadvantage yeh hain k yahan py bahot zyda rush paya jata hai ladies aur jents ka jis sy pardy ka koi khyaal nahi rakha jata jis sy is pakeeza maqam ki bahot be adbi hoti hai aur.bahot zyada log yahan py a k is pakeeza maqam ki history jany k bajaye yahn py a k picture aur vedio bana k time waste kr dety hain yahan ka culture especially young generation girl aur boys ny bahot.khrab kiya hua hai jis sy bahot.sy logon py bad effect prhta.hai..

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X