As a Trader aap ki koshish kiya hoti ha k aap Currency per trade karein ya Metals per
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    As a Trader aap ki koshish kiya hoti ha k aap Currency per trade karein ya Metals per
    please mujh say apna experience share karein kai as a trader aap ki koshish kiya hoti hai jab aap trading kar rahe hotay hein to aap currencies ko pasand karte hein ya metals ko?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    magr miss amin app ko bohat zayda profit hasil hota hy is main trade ka app ko fiada hota hy is kay leaye app kay pass balance 500$ ho.as a trader mere koshish hoge kh shares main trade kiya jaye because maine aj tak currency ar metals main trade nhe kiya par agar 2no main sa koi ek chez use karne ho.
    • #3 Collapse

      Ya sach ha ka tradig karty hue 5 month ho gy hain mari kosish hoti hy jkay main gold main trade kro is mian app kay leaye risk tu hota hy magr miss amin app ko bohat zayda profit hasil hota hy is main trade ka app ko fiada hota hy is kay leaye app kay pass balance ap ka pass kaam sa kam 600 hona chahea .
      • #4 Collapse

        ji bhai jab apa pas pasa zada hota hn to and ap risk level zada sa zada bear kr kta hn to metals ke trading krta hn lakin jab pasa km hota hn to currencies ke trading best opntion ha jis ma apko profit and loss ka changes km hota hn
        • #5 Collapse

          As a trader meree tau yehee koshah hoti hy ke os me trade ke jahy jis me loss ke chances kam sy kam ho wo tau sirf currency pairs he hyn lakin gold me trading risky hoti hy, gold market is fast volatile, so mery mashwara yehee he all newbies ke leye k wo gold me trading na kryn trading on currency pairs only.
          • #6 Collapse

            Is baat ka depend 2 baaton pr he ap ki learning practice knowledge aur analysis, aur ap ki investment, agar ye dono cheezen high level pr hen to ap gold wagera me trade karen warna nhi.
            • #7 Collapse

              "Foreign trading business provide currency trading as well as metal trading also but as a trader sab ki apni apni choice hoti hai and apna apna experience hota hai as a trader meri choice to trading on currency hai kyun k abhi meri trading strong nahi hui hai isliey zyada risk nahi lena chahti.to aim of trading is profit"
              • #8 Collapse

                i think marey kahyail say hume foraex taredinge par zaida say zaida carenci par hi taredinge kareni cahiye jis say hume porofit ho ............
                • #9 Collapse

                  g ha marty khayala sa jathak ma janta hu ka y apna experience share karein kai as a trader aap ki koshish kiya hoti hai jab aap trading kar rahe hotay hein ha.....................
                  • #10 Collapse

                    is ka fasla karan zara mushkal ha ka kis par trade ki jay currency par ya metals par to mary kial sa dono hi bahtar ha depend karta ha ka ap ka experience kis ma ha currency par ya metal ma.
                    • #11 Collapse

                      jo new trader hain usko sab sa pehle currency par karni chahiye.jab wo currency par sahi tarha karna seekh jata hain to phir wo metal ki taraf aye to usko ziada profit hasil ni hoga ak dam ayega to usko loss hoga...
                      • #12 Collapse

                        forex trading me aapko koi bhi taruka apana anapadega par aapko hamesh ye khalay rajhe li apako forex trading mesebahutara prifit kaese milga apako jis bhi tarah se forex trading membahut sara profit mile aapko kwo tarik apanana padega foorex tradimme aapko currency mebhikar nahai chaiye aapko bahustara kam karana hai bas
                        • #13 Collapse

                          as a trader ma forex ma currency ki trade ko prefer karta hun ku k mry khayal sa start ma apko currency ki trade krne chahea..ku k forex trade ko smajny k lea currency ki trade krne chahea iss sa apko trade ma acha experience mil skta ha...
                          • #14 Collapse

                            i think metals p zaida trade wohe krty hain jo professional hoty hain or jo zaida acknowledge hoty hain is bary me. zaida tar log currency p trade krty hain, because un k pas is ki knowledge zaida hoti hai, or metals p trade krna zaida risky hota hai as compare to currency trading. is lye zaida log currency trade ko prefer krty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              as a trader meri koshish hoti hai kay currency par he trade karun metal parb kabhi trade ki he nahi aur kafi deep analysis aur knowledge chaiye metal ka spread aur fluctuation bhe ziyada hota hai cuurrency ki nisbat is liye ycapital bhe ziyada chaiye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X