Fulfil your need, not greed
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fulfil your need, not greed
    Agar aap ko forex main trade kerne k baad itna profit mil jata hai jo aap ki financial needs ko fulfil kerne k liye kafi hai to mere khayal main aap ko iss se zyada ki greed main apna time, paise ya dimagh waste nahi kerna chahiye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex ek aesa business hai jiss me hame apna life style change karnay ka pora moka milta hai.yani hum yaha say apni umeed say zyada earn kar saktay hain.lekin hame yaha pay greedy nahi hona chahye.
    • #3 Collapse

      You are right. Greed is our enemy and it is so harmful for us. we need to be careful about greed and need to avoid it always. Thanks a lot brother.
      • #4 Collapse

        Agar aap ko forex main trade kerne k baad itna profit mil jata hai jo aap ki financial needs ko fulfil kerne k liye kafi hai to mere khayal main aap ko iss se zyada ki greed main apna time, paise ya dimagh wast
        • #5 Collapse

          Yeh bat sirf proper planning main ati hai. Jab hum nay daily profit plan banaya ho ga to hum main greed nahi aye gi. Because jab humain profit hasil ho ga to hum trade say bahir a jayn gay. Greed main insan or profit ki lalich main trade pay trade lagate rehta hai or apna loss karwa laita hai.
           
          • #6 Collapse

            forex main hum acha hi profit earn kerte hain ager hame forex main trading ati hogi to hum forex main acha profit earn ker shakte hain or yeh ap ko zururi ni hota k ap forex main profit hi earn kre kbi kbi loss b ho shakta hai
            • #7 Collapse

              We trade here for our need, but if greed make nest here we must suffer in this area, so we should control our emotions and greed during trade in forex. Thank you.
              • #8 Collapse

                yes agar hum forex ko achi trha se learn kar let hain aur is main aik achi planning ke sath work kartey hain to phri hum hamen is main greedy bane ki koi khas zaroorat hi nahin rehti hey aur phir hum is main apne experience se hi achi income hasil kar saktey hain.
                 
                • #9 Collapse

                  sahi kaha bhai ap ny har kisi ko month ka 100$ se 150$ ya 200$ chaiya hota hy jo us k lia bhot hy kiyun k es sy woh apni bhot si zaruriat puri kar sakta hy aur es sy woh apna har kaam asaani sy kar sakta hy.Life bhi achi reh sakti hy aur agar es sy ziada bhi kar leta hy to tab bhi achi bat hy..
                  • #10 Collapse

                    Bilkul bohat he acha lesson hai agar har trader es par amal kary to kamyab hosakta hai aur yeh to sach hai he k lalach karne wala hamesha loss mein rehta hai .
                    • #11 Collapse

                      yes my friend baat ton app ki sahi hay agar hum ko humarey plan kay butabik profit hasil hogia ton mazeed lalach nahin kerna chaiy or mera khial men ton hum ko kuch months tak profit or bonus jama kertey rehna chaiy or ek target buna na chaiy kay kitna capital kerna hay or jab tak wo target pora na ho tab tak withdraw nahin kerna chaiy
                      • #12 Collapse

                        Good question dear we should not want to greed and we want to fulfill our need from our experience or knowledge about Forex trading . yeh chezain hammen hammari zarorat se be zaida profit deti hain lekin greed or lalach hammen bohat bara nuqsan deaty hain.
                        • #13 Collapse

                          hum log lalach ya greed ko kabhi bi pura nhn kr sakhte hai agr ap ko pta ho ke ap ki needs kya hai tu us hisaab se forex mein mehnat kr ke earning kr sakhte hai zyada lalach se overtrading ho jati hai jo ke buniyadi reason hota hai loss ka is lye hame greed se bachna chahye aur sirf apni needs to fullfil krna chahye trading se
                          • #14 Collapse

                            hmmmmmmm bohat he achi bat ke gai hay kay pahly to insan ko apni zaroreyat pori karni chaheya us ka bad he jab wo pori ho jayain to phir dosari chezain sochni chehaya lekin kuch log greedy ho jatay haan wo pachtatay haan
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Yes right if we want to fulfill our meet then we have to control the greed must which is really harmful for all the peoples so we should avoid the greed fist then we can make the relax and profitable trading and can meet our all expenses easily.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X