Mera Strategy
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mera Strategy
    Salam To All
    Mein Apny strategy Ko yaha py share kar faha hu jis sy ap kaafi help ly sakty hain. Mere strategy main sub sy pehly 2 indicator hain jis main aik MA aur dusra Bollinger band hy in dono k sath main achi tarha sy markete ki prediction ho jaati hy. Is k ilawa main candles ko bhi read karta hun aur apko bata du k candles bhi apko buhat achi knowledge dy jaaty hain jab ap ko markete ki samjh na aa rahi ho is tarha sy mujhy kaafi help mil jaati hy. Lekin jab markete main kaafi ziyada impact wali news aa jati hy to meri strategy itni ziyada helpful nahi hoti meri yahi koshish rehti hy k main us waqt trade na karu agar koi trade pehly sy chal rahi hoti hy to is sy loss bhi ho jata hy aur profit bhi. MA ko main strat karta hun aur is main 2 set karta hu pehly main 50 point aur open.dusry main 30 aur close is traha markete main trend ka pata chal jata hy.mere trades kam sy kam 2 din tak chalti rehti hy aur jab profit ho jata hy acha to close kar deta hu.stop loss ko use nahi karta lekin take profit lazmi sy use karta hu ya to tp hit ho jaati hy ya to main khud close karta hun. Ab ap ye bataye k kia ap ko meri post achi lagi ya nahi
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mera Strategy

    اصل پيغام ارسال کردہ از: naseer953 پيغام ديکھيے

    Dear mujhe apki strategy bahut hy achy hai aur mien apse help bhy lena chahunga k ap esy strategy ko rozana k basis p share karen aur mien umeed karta hun k ap esa karenge aur mien guide ho jaonga ,
    dear mien apse ye pochhna chahunga k ap apne MA aur bollinger ko kese add karte hain aur mujhe iske liye kya karna hoga aur mien bhy ye indicator add karna chahta hun aur trading k hawale se market ki next trend ko jan na chahta hun.
    :1f60e::1f60e: Knowledge is power so gain it first :1f60e::1f60e:
    • #3 Collapse

      Re: Mera Strategy

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Asifali899 پيغام ديکھيے
      Dear mujhe apki strategy bahut hy achy hai aur mien apse help bhy lena chahunga k ap esy strategy ko rozana k basis p share karen aur mien umeed karta hun k ap esa karenge aur mien guide ho jaonga ,
      dear mien apse ye pochhna chahunga k ap apne MA aur bollinger ko kese add karte hain aur mujhe iske liye kya karna hoga aur mien bhy ye indicator add karna chahta hun aur trading k hawale se market ki next trend ko jan na chahta hun.
      dear is k liye sub sy pehly ap ye dekhy k ap kon c dvice use kar rahy hain agar ap k paas koi window device yaani koi laptop ya pc hai to ap ko sub sy pehly instaforex ka mettrader download karna hoga ab chahyy wo 4 ho ya 5. is k baad ap ko sub sy pehly is baat ka cionfirm karna hoga k ap indicators k baary main thori knowledge rakhty hain agar ap k paas in k baary main koi knowledge nahi hy to ap is ka faaida nahi utha sakty aur ap ko i cheez sy koi bhi faaida nahi huny wala. ap apny pc main instaforex ko downlaod karny k baad apko sub sy uper aik option dikhayi dega insert ka ap us ko click karain aur us main indicators ko slecet karain us k baad ap moving avaregae ko select karain aur ap kagar long time trade karty hain to ap ko period apny hisaab sy set karna hoga aur us k baad agar ap short time yaani scalping karty hain to us k liye ap ko period kam sy kam rakhna hoga aur chart frame ko bhi kam trakhna hoga yani 15m ya 10m is sy ap ko markete main survive karny aur us main indicators ko jan ny ki kaafi knowlege aa skati hy. koi bhi help chahye to rply lazmi y karain
      Click On Name And Visit My Journal
      Naseer953 Trading Journal
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Mera Strategy

        I business me Mera strategy yeh he keh ak to me khud is business ko logo take zeada se zeada shear Kru kun is business me logo be bhoht se faidy Basel key Hein r dosra hamary R Forex member ke Farman am rerh ke Hadi ke yeah Kam kr rha he r best forum he is ke trading bhe bhoht a6i he

        اب آن لائن

        Working...
        X