Take profit kitne tips per adjust karna chahie?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Take profit kitne tips per adjust karna chahie?
    Take profit kitne tips per adjust karna chahie?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Take profit kitne tips per adjust karna chahie?

    Asalam o alikum dear forex trading main take profit both important ha q k take profit ap ko maximum profit hasil karny main help karta ha agr ap online Ni han or ap ny trade k sath take profit bi istamal Ni kea hua ha to market value ap ko profit ha dati ha or ap us waqat dakhty Ni han to ap ko koi fayda Ni ho ga or market wapis chali jati ha to phr ap profit Ni hasil Kar sakty han jab woe trade open karty waqat ap apna take profit bi set kar lan to ap ko ziada fayda ho sakta ha chae ap online Han k ni is ley humy chae ha k hum har trade k sath take profit lazmi istamal karny ta k hum kamyab ho sakeny or acha profit hasil Kar saken take profit humy apny analysis k mutabiq set karna ho ga humy agr lagta ha k market ziada up ya down jay ge to hum ziada pips pe take profit laga sakty han wasy humy currency pairs main 30 to 50 pips pe take profit laga chae ha or metal main Kam sy Kam 100 pips pe take profit lagana chae ha ta k hum maximum profit hasil kar saken
    • #3 Collapse

      Re: Take profit kitne tips per adjust karna chahie?

      Forex forum main aapko apna take profit aur stop loss adjust karne ke liye apni trade management karna hoti hai agar aap money management capital ko dekhte hue aur apni streat ji ko samne rakhte hue stop loss and take profit adjust karoge to yah aapke liye behtar hoga agar aap short term trading with full lot size strategies used kar rahe ho to aapko minimum stop plus and double take profit rakhna hoga stop loss ko hamesha han dekhte hue take profit lagaya jata hai agar aap stop-loss nahin use kar rahe ho to aapko sochana chahie ki aap ki planning kya hogi agar market aapke against chali jaati hai stop loss must use karna hoga take profit stop loss ke double hona ek acchi planning hai aur professional approach bhi hai
      • #4 Collapse

        Re: Take profit kitne tips per adjust karna chahie?

        Dear ap ne agar ais market mai aik trade lagai hai to aus k liay ap analysis karty hai aus mai ap ko ye pata hota hai k ap ne jo trade lagai hai aus par take profit kitna lagana hai agar ap ais market mai take profit zayda lagaty hai to aus par ap ko stop loss bhi aus k hisab se use karna hota hai ya ap jab analysis karty hai to aus mai time frame bhi ausi hisab se use kary tab ap ko faida hota hai ais market mai ap agar apni kisi trading strategy par lagaty hai to aus mai ap jisi indicator ko dekh k ais market mai trade lagaty hai aus k hisab se apni trade ka take profit set kar skaty hai ais mai ap ki apni marzi hoti hai ap trade mai kitni risk reward ratio use karna chaty hai ais mai jitna zayda take profit select kary gay atni zayda achi ap ki trading strategy ho gi.
        • #5 Collapse

          Re: Take profit kitne tips per adjust karna chahie?

          Define Agar aapane is market Mein Ek train Lagani Hai To uske liye aap analyses karte hain usmein aapko yah Pata hota hai ki Aap Jo trade Lagani hai use per take profit Kitna gana hai agar aap is market Mein Tak profit Jyada Lagate Hain to use per aap cost of loss bhi Uske hisab se use karna Hota Hai yah aap Jab analyses karte hain to usmein timeframe bhi Usi hisab se use Karen tab aapko fayda hota hai is market mein aap Agar apni Kisi trading stategy per Lagate Hain To usmein aap Jaisi indicator Ko Dekhkar is market Mein trade Lagate Hain Uske hisab se apni trade ko Tak profit set kar sakte hain ismein aapki apni Marji hoti hai aap trade Mein Kitni risk reward ratio news karna chahte hain ismein Itna Jyada take profit select Karenge utna hi jyada acchi aapki trading ho sake gi
          • #6 Collapse

            Re: Take profit kitne tips per adjust karna chahie?

            Forex trading mai traders ko bohat mehnat say kaam kerna hota hai. Forex trading business mai traders ko apnay business ko achay tareekay say chalanay kay liye achi learning aur achay knowledge ki bohat zarurat hoti hai. Forex trading mai traders ko order kay waqt bhi bohat say tools diye Gaye hain jinhain use kerna traders ko safe aur secure trading mai help daitay hain. Take profit bhi unn mai say aik aisa tool hai jo order box mai milta hai iss ki madad say traders apnay profit ko apnay control mai rakh saktay hain. Take profit ko pair ya commodity ki price aur spread kay saath apnay account balance kay mutabiq he set kerna chaiye. Agar account balance acha hai tou pairs ki trades mai 20 say 30 pips aur commodities khas ker gold ya crude oil kay liye 10 say 15 pips bhi bohat kaafi hain.
            • #7 Collapse

              Re: Take profit kitne tips per adjust karna chahie?

              Forex market ko analysis karny key bad ye determine karna chaye key market me ketni up ya down movement ho sakti hay agar market 100 pips ki movement karny key position me ho to take profit 70 pips par aur stop loss 40 pips par set karna chaye, andazy se kabi be take profit nahi lagaya jata hay, market ko pehly analysis karna pardta hay aur market ki strength se ye clear kar leya jata hay key market ki up down price action ya moving average ketni hay, market daily unlimited pips key sath move nahi kar sakti hay esy points hoty hey jes se market reversal movement me ati hay jaha par take profit app lagana zarori samjty hey app ko stop loss lagany ki be koshish karna ho gi.
              • #8 Collapse

                Re: Take profit kitne tips per adjust karna chahie?

                dear jab bhi ap forex market main analysis karty hain tu ap ko ap ki strategy he es bat ka pata btati ha ky kon see jagah pay ap ka stop loss lagy ga kyon ky stop loss hamesha logicaly lagta hai aur hamesha kisi achi support ky uper na nechy ya kisi achi resistance ky nechy ya uper lgaya jata hai kyon ky forex market main support aur resistance ki boht he ziada importance hai aur market in ko respect bhi daiti hai es lea yeh forex trading main stop loss ka lgana aur accurate lgana boht zrori hai ager ap galt jaga stop loss lga dain gay tu ap ki sahi trade main bhi ap ko nuksan ho jay ga aur pehly ap ka stop loss hit ho ga aur phir ap ki trade ap ki favour main jay gee mager uss say ap ko koi bhi fada nahi ho ga es lea yeh bat ap ko ap ki strategy he btati ha.
                • #9 Collapse

                  Re: Take profit kitne tips per adjust karna chahie?

                  Forex trading business Ek International online currency trading business Hai Jis per Ham International currency per trade Lagate Hain aur profit Hasil karte hain koshish karen ki Forex trading business Mein trade order Lagate Waqt Hamesha 4 se 5 ka take profit rakhen Jyada take profit Nahin Rakhna chahie ki unke market ki up and down situation bahut jyada speed Mein hoti hain aur sometime Ham Jyada profit ke chakron mein kam profit se bhi Hath dho Baithe Hain isiliye koshish karen ke kam se kam target rakhte Hue Forex per Apne profit ko increase Karen aur apne balance ko gain karne ki koshish karen Jo traders Jyada Se Jyada take profit set karte hain unko Jyada time lagta hai profit ko Hasil karne ke liye option time unko profit ke opposite loss ka Samna karna padta hai Lu se bachne ke liye koshish karen ki Hamesha Chhota take profit rakhen Taki easily Hasil kar liya Jaaye Shukriya
                  • #10 Collapse

                    Re: Take profit kitne tips per adjust karna chahie?

                    dear traders take profit set karte huey boht bari mistake karte hain ke wo ana take profit Apne mind me pips ke hisab se set karte hain jaisa ke 100 pips ya 150 pips aisa take profit market ki current situation ke mutabik nehi hota ha jis ki waja se take profit hit hone se pehle hi market reverse ho jati ha or ap ka earn kea howa profit bhi zaya hota ha or ap ko trade bhi loss me close karna par jati ha ap ko apna take profit just mind me soch kar ya zeyda dollars ko dekh kar nehi rakhna chahie

                    ap ko apna take profit market ki situation ke mutabik market me analysis karne ke bad set karna chahie ap ko apna take profit jaha se trade open karte hain os ke sub se nazdeek ko support ya resistance par banta ha os par set karna chahie agr ap ki sell ki trade ha tu ap ka take profit nazdeek support par hona chahie agr ap ki buy ki trade open ha tu ap ka take profit nazdeek resistance par hona chahie first take profit jo first support and resistance hoti ha os ke pass hona chahie agr ap ko market ka trend strong lagta ha tub ap apna take profit nd support and reistance par bhi rakh sakte hain take profit ke liey trend line support and reistance ka bhi use kea jata ha

                    example
                    ap ne buy ki trade open ki ha or ap ki trade ke nazdeek resistance eurusd me 1.3450 par banti ha tu ap ka take profit 1.3445 par hona chahie mean reistance se kuch pips pehle is ki reason yeh ha agr price reistance resistance level tak nehi phonchti ha kuch pips ke farak se tu ap ka take profit pehle hi hit ho jaye
                    note
                    agr ap big time frame me analysis karte hain tu ap ka take profit zeyda pips me ho ga agr ap small time frame me analysis karte hain tu ap ka take profit kam pips me ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Take profit kitne tips per adjust karna chahie?

                      Ji as-salamu alaykum Pyare bhaijaan factory business International online currency trading business as per Ham International currency per trade Lagate Hain aur profit Hasil karte hain koshish karen kay Forex trading business Mein trade order Lagate Waqt Hamesha 4 se 5 Katte per feet Rakha Jaaye Jyada type of it Nahin Rakhna chahie Kyunki Unki market ki up and down selection bahut jyada speed Mein hoti hai aur same time Ham Jyada profit ko chakron mein kam profit se bhi Hath dho Baithe Hain isliye koshish karen ke kam se kam target rakhte Hue frocks per Apne profit Ko In cracks Karen aur apne balance ko grahan karne ki koshish karen Jo traders Jyada Se Jyada take profit Centre karte hain unko Jyada time lagta hai ki profit ko Hasil karne ke liye option time unko profit co-efficient loss ka Samna karna padta hai do Se Bachalo se bachne ke liye koshish Karenge Hamesha Chhoti Tak profit rakhen Taake easily Hasil kar liye Jaaye
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Take profit kitne tips per adjust karna chahie?

                        apna take profit aur stop loss adjust karne ke liye apni trade management karna hoti hai agar aap money management capital ko dekhte hue aur apni streat ji ko samne rakhte hue stop loss and take profit adjust karoge to yah aapke liye behtar hoga agar aap short term trading with full lot size strategies used kar rahe ho to aapko minimum stop plus and double take profit rakhna hoga stop loss ko hamesha han dekhte hue take profit lagaya jata hai agar aap stop-loss nahin use kar rahe ho to aapko sochana chahie ki aap ki planning kya hogi agar market aapke against chali jaati hai stop loss must use karna hoga take profit stop loss ke double hona ek acchi planning hai aur professional approach bhi hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X