Lot size ky trading py kya effects hoty han
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot size ky trading py kya effects hoty han
    Assalamu Alaikum dear member Mera yah question hai ki lod V K trading par kya effect hote hain Agar Ham Laut fire Jyada Rakhenge to uska trading par kya effect padta hai agar kam Rakhenge to use par kya effect Hota Hai

    Mere Khyal Mein lot 5 yaad aaya kam hone ka trading bahut jyada effect padta hai Kyunki Agar aapka lot size Jyada hoga to Jab aap trading Karte Hain To Agar aapko usmein loss hota hai to vah lost bhi Badi amount Mein Hoga Jisko recover karna Kafi Mushkil ho jata hai lekin agar aap lot 5 kam rakhte hain aur aapko loss hota hai to aap isko recover karne mein bhi easy Rehte Hain isiliye Mere Khyal Mein To Hamesha lot size kam se kam Rakhna chahie aur apne bonus account Ke mutabik Rakhna chahie aur sab Apna Bana Na Lage Aur experience Hamare sakshar Karen kya Hamen lot size Kaise Rakhna chahie Taki Ham Ek perfect trader Ban sake aur lost kam se kam ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lot size ky trading py kya effects hoty han

    dear is ko samjne k liye hume demo account mn work krna hota ha lot size ka hi sara kam hota ha trading ka jitna bhara hamra lots size hoga utna hi zada hum profit ur lose krte hein is liye hume is mn lots size money management ko fallow kr k krna hota ha ye hamre liye eik zabardast onlines business ha hume kameyab mil sakti ha agr hum daily is business mn work krte hein is mn demo account mn hum bohat acha knowledge hasil kr sakte hein demo account eik practice account ha jise hum fallow kr k bohat asani se kameyab ho sakte hei hume chart indicotor ko fallow krte rehna hota ha is business mn hume tecnical analysis ur fundamental analysis ko dekhte rehna hota ha ye hamre liye bohat acha onlines business ha hum menat kr k hi is business mn eik acha trader ban sakte hein hume is mn regular kam krte rehna hota ha ye hamre liye sab se acha onlines business ha hume daily work krte rehna hota lot size agr hum kam use krein gein har trade k sath hum kameyabi lene mn hume asani ho gi seriors ho k is mn kam krein tu asani se kameyab ho sakte hein
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • #3 Collapse

      Re: Lot size ky trading py kya effects hoty han

      Dear Mate Lot Size Trading main Boat he Zada Effect Karti hain Iss Liy Lot Size Ko Hamesha Account Management Kay Hissab Say he Set karna Chaye Tab He Acha profit Gain kiya jay Ga.Trading Real Account Per Start Karny say pely Aap Ko Chaye Hota hai kay pely Trading Account Ko Management Or Zada Say Zada Lots Open karny kay Liy aap Ko Perfect Plan Ke Zrort hoti hai iss Liy aap Jab tak Management ka Khyal Nahi Rakty hain Lot Size Ko Smal Size per Nahi rakty Hain Successful Chances KaM hoty Hain Iss lIy aap Ko ye Khyal Lazmi Rakna Hota hai.Account Capital Ko Dyan main Rak kar aap Ko Lot Size Increase karna Chaye Or Limit Main he Lot Size ko Select karna Chaye iss Say aap Over Trading per Be Control Sakty hain Or Aap ka OverTrading per Jitna COntrol Acha Ho Ga aap Ka Profit Increase ho Ga Ap Achy Or Long Time Kay Liy Market Main Stay Kar Sakty hain..

      Lot Size Or Emotions


      Dear Mate Jab aap Market Main High Movement Dykty hain or Market Ko Apni Favor Main jata Dykty hain toh Aap Ko Market Main laalch Or Emotions Ko Control karna Hota hai Or Lot Size Ko Management Kay Plan Kay Hissab Say He Lyna Chaye Tab He aap Trading main Long Time Kay liy Reh Sakty hain.Kuch Trader Jab Market Main Sequence Kay sth Tora Loss karty hain Toh Real Money Invest Hony ke Wja Say Emotional Ho jaty hain or Jaldi Say jaldi Us Los Ko Recover Karny ke Koshash Karty hain Jiss Wja Say Lot Size Increase karty hain Or Account Wash Karwa Lyty hain aisa Bilkul Be Nahi karna Chaye Balky Mind Ko Control Main Rakna Chaye Ye Market Ka Trap Hota hai Jiss main new Trader har Bar A jaty Hain or Senior Trader Be kabi kabi Iss Trap ka Shikar Ho Jaty Hain Lekin Senior Apni Practice Or Experience Ke Waja Say manage Kar Lyty hain or Juniors Nahi kar Paty hain Is Liy Emotions Ko Control karna Boat Zrori hota hai.
      Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
      • #4 Collapse

        Re: Lot size ky trading py kya effects hoty han

        Forex market mein kam karty huey lot size ki selection aap ki trading mein rk eham role play karti hai aur aapko apni learnings mein lot size ki selection ky bary mein knowledge gain kar leni cjahye aur yeh aapko bhut kam a skti hai. Aur agar aap lot ki selection buri karty hain to is ka apki trading par bhi bhut buta impact par skta hai..​Islye lot ki selection par focus karyn aur har trade mein achi lot select karyn air har pair ky mutabiq lot ki achi selection karyn.

        Forex mein agar aap trading karty huey large lots select ksrty hain to yeh aapky accounts ky liye bhut risky hota hai aap large lots par achy profits ki bjaye large losses bhi kar skty hain. Aur agar ek bar big loss hojaye to apky pas recovery ky liye jo balance bach jata hai woh bhi enough nahin hota aur aap us balance psr apna loss recover nahin kar skty.​Is trha baaz oqat aap lot size big seelct karty hain to isky baad aapki trades loss mein jaty huey aapky accounts wash out karwa deti hain. Jis se aapko bhut nuqsan hota hai.

        Forex mein emotions par qaboo pana chahye aur lalach mein aa kar big lots nahin lagani chahyen aur jab aap fast moving paors select karty hain to un mein aapko bhut zeada ehtyar krni chahye aur aap un mein agr losses karty hain to aapky accounts thory time mein hi wash ho jaty hain. Islye fast pairs mein kabhi bhi lots big nahin rkhni chahye aur small lots par kam karna chahye.​

        Money management karty huey aap ko trading karni chahye aur kabhi bhi money managemnt ky asulon ky khilaaf nahin jana chahye. Aap jab traisnh karty hain to isky rules ko follow karty huey trading karno chahye yeh rules aapky faidy ky liye hi bnaye jaty hain. Lekin hum lalach mein ajaty hain. Emotions par control zruri hai.
        • #5 Collapse

          Re: Lot size ky trading py kya effects hoty han

          Salam dear members g apny bhut acha topic humsre sath discuss kiya hai jese ke apko pta hai ke hum trading msin tab hi kamyab ho skhte hain jab hum forex trading msin soch samjh k kam karen gy isi tarah jese ke apko pta hsi forex trading msin lot size ki kya importance hai or lot size sy trading py Kya effect prhte hain isi tarah main apko iske bare main detail sy batati hon .

          Jese ke apko pata hai ke jab hum forex trading msin big lot size sy trading karte hain to is sy humari trade ko kafi nuksan hota hai is sy apki trade kbhi bhi safe nahi rahti isi tarah aghr ap chahte hain ke apki trade apko profit de k jaye to is tarah apko chaiye ke kbhi bhi big lot size sy trading na kren jab bhi trading karen humesha small lot size sy hi strt kren isi tarah apko chaiye k soch samjh k hi trading main lot size select karen ks main hi apka faida hai .

          Jab hum big lit size sy trading krte hain ha is sy apko liss ke ilawa kuch hasil nahi hota expert trader bhi humesha small lot size sy trading strt krte hain apke account main beshak zaida balance ho but apko chaiye ke kbhi bhi lalach na kren humedha kam kam means small lot size sy trading strt karen inshAllah zaroor kamyab hongy.
          • #6 Collapse

            Re: Lot size ky trading py kya effects hoty han

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Girl پيغام ديکھيے
            Assalamu Alaikum dear member Mera yah question hai ki lod V K trading par kya effect hote hain Agar Ham Laut fire Jyada Rakhenge to uska trading par kya effect padta hai agar kam Rakhenge to use par kya effect Hota Hai

            Mere Khyal Mein lot 5 yaad aaya kam hone ka trading bahut jyada effect padta hai Kyunki Agar aapka lot size Jyada hoga to Jab aap trading Karte Hain To Agar aapko usmein loss hota hai to vah lost bhi Badi amount Mein Hoga Jisko recover karna Kafi Mushkil ho jata hai lekin agar aap lot 5 kam rakhte hain aur aapko loss hota hai to aap isko recover karne mein bhi easy Rehte Hain isiliye Mere Khyal Mein To Hamesha lot size kam se kam Rakhna chahie aur apne bonus account Ke mutabik Rakhna chahie aur sab Apna Bana Na Lage Aur experience Hamare sakshar Karen kya Hamen lot size Kaise Rakhna chahie Taki Ham Ek perfect trader Ban sake aur lost kam se kam ho

            Assalamu alaikum assalamu alaikum members of name of water technology and Pia Hai Aur Ek informative topic select ki had as a fab Jante Hain ki agar Ham Hamara lot size bada hoga to Se Hamare Mein launch hone ke chance abhi bahut jyada ho Jaate Hain To Hamara chahie kya Mein Aisa lot size images for samajhti select karna chahie Hamen profit Mara account was once a bicycle To Hamen Hamesha small lot 5 hi Lagana chahie trading Ke Liye ka Ke Bade Khatre se vasate
            .​
            Market Ko Apni Favor Main jata Dykty hain toh Aap Ko Market Main laalch Or Emotions Ko Control karna Hota hai Or Lot Size Ko Management Kay Plan Kay Hissab Say He Lyna Chaye Tab He aap Trading main Long Time Kay liy Reh Sakty hain.Kuch Trader Jab Market Main Sequence Kay sth Tora Loss karty hain Toh Real Money Invest Hony ke Wja Say Emotional Ho jaty hain or Jaldi Say jaldi Us Los Ko Recover Karny ke Koshash Karty hain Jiss Wja Say Lot Size Increase karty Or Account Wash Karwa Lyty hain aisa Bilkul Be Nahi karna Chaye Balky Mind Ko Control Main Rakna Chaye Ye Market Ka Trap Hota hai Jiss main new Trader har Bar A jaty Hain or Senior Trader Be kabi kabi Iss Trap ka Shikar Ho Jaty Hain Lekin Senior Apni Practice Or Experience Ke Waja Say manage Kar Lyty hain or Juniors Nahi kar Paty hain Is Liy Emotions Ko Control karna Boat Zrori hota hai.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Lot size ky trading py kya effects hoty han

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Girl پيغام ديکھيے
              Assalamu Alaikum dear member Mera yah question hai ki lod V K trading par kya effect hote hain Agar Ham Laut fire Jyada Rakhenge to uska trading par kya effect padta hai agar kam Rakhenge to use par kya effect Hota Hai

              Mere Khyal Mein lot 5 yaad aaya kam hone ka trading bahut jyada effect padta hai Kyunki Agar aapka lot size Jyada hoga to Jab aap trading Karte Hain To Agar aapko usmein loss hota hai to vah lost bhi Badi amount Mein Hoga Jisko recover karna Kafi Mushkil ho jata hai lekin agar aap lot 5 kam rakhte hain aur aapko loss hota hai to aap isko recover karne mein bhi easy Rehte Hain isiliye Mere Khyal Mein To Hamesha lot size kam se kam Rakhna chahie aur apne bonus account Ke mutabik Rakhna chahie aur sab Apna Bana Na Lage Aur experience Hamare sakshar Karen kya Hamen lot size Kaise Rakhna chahie Taki Ham Ek perfect trader Ban sake aur lost kam se kam ho
              Dear ap ko chose karna hota hai kay lot size ap nay kya rahkni hoti hai yeh depend karta hai kay ap kay jo technical analysis mai sy ap jo support or resistnace ki madad sy stop loss ko set karty hain waha tak ap ki lot size ager jaye tu ap ko cpaital mai sy kitna loss ho ga woh chose karna hota hai or phir us kay mutabiq sub trade jo ap nay pending or active open karni hai. us ki calculation karain gy tu ap ko pata chaly ga kay ap ko ktni trades total open karni hai or kitni ap nay active rahkni hai. es tarha ap apny account ko achy sy manage kar sakty hain.

              اب آن لائن

              Working...
              X