Practis K Bad bhi Loss....???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Practis K Bad bhi Loss....???
    :confused:

    so dear how are you i hope you are fine and very well

    ap log demo par practs karty hain or phir apko lagta hai k ap real trading par bbhi kar lengy lekin jub ap karty hain to apko los hojaata hai asa q


    to bat ye hai dosto k jub ap log demo par practis karty hain to whan ak ye k apka balnace kafi ziada hota hai q k buhat km los km karty hain or ziada balance par kafi km hoty hain chance loss k or 2srt bat k jub ap real tradiing karty hain to los q hojata hai wo is leay hota hai apka balance km hota hai or ap ki practis ziada balance ki hai to kabhi bhi demo par ak achi practic karni hai to apny account ko 100 usd par rakhne is se zizada ya km nahi kren


    i hope usefull post

    thanksss
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    mere khyaal se to agr ham demo per practice kar k real acount mai trading karte hain to loss k chances kam se kam hote hain agr ap demo ko poori tawajjo k sath use karen or wahan se sahi learn karen.... practice theek hogi to ap kabhi bhi loss ki taraf nahi jayenge...
    • #3 Collapse

      janab mei samajta hu k agar insan serious hokar kam kary tou kabhi bhe loss nahe hota aur mehnat arur rang lati hai aur demo pe practice kar k ap apni mistakes point out kar sakty heinaur unhy sudhar sakty hein aur apni real trade ko behter bana sakty hein
      • #4 Collapse

        ager app demo account ko real account samajh kar wahan trading karain to app sahi tarah se practice kar saktay hain ager app demo pe serious work nahin karenge to app kabhi bhi nahin seekh paye gay bohat se log demo pe tension free trading is liye kartay hain kyun kay humain wahan virtual loss hota hai.
        • #5 Collapse

          Exactly ye waja bhi bohat solid hy ke ham normally demo account mein bohat ziada balance se trading kerte hein jiski waja se loss ke chances kam hojate hein q ke jitna ziada capital hota hy utna hi risk factor kam ho jata hy.. sp traders demo account mein utna hi balance rakhen jitna aap ne real account mein rakhan ho
          Dont Spam The Forum.. ..

          :(I hate Spammers..:(

          ;)Make Bonus Of 200 USD;)
          • #6 Collapse

            dear Practice kary kay baad b loss hony ki waja main yehe hay kay demo account pay hm practice bina kese dar say and with out any tension karty han but jab real trade karty han to ham normal ho kar nae kar paty or loss ho jata hy
            • #7 Collapse

              dear trading ki paractice ke baad bi hume loss ho jaye to is me humari apni mistakes ki waja se ho ga ya to humari paractice me kami reh gayi hai ya phir hum market ko thek tarah analyz nai kar pa rahe hai is waja se hume loss ho raha hai
              • #8 Collapse

                practice complete ki jy to loss nahe hota he faida hota he earning bhe best hoti he agr practice ky bad loss aik ya two bar ho to fr to koe baat nahe he mgr agr bar bar ho to fr nuksan he control karna chahy ky keo loss hota he aor es tara nahe hona chahy tha
                • #9 Collapse

                  salam dosto,practice ka bd apko loss hota ha to ap na demo pa koi practice nai ki usy achi tarha learn nai kia or direct real work kia hoga tb he loss hoa ha.
                  • #10 Collapse

                    Assalam o aleikum bhai ma samjhta hun kay agr insan mehnat aur lagan say kaam karay to us ki mehnat zaror rung lati hai aur agr aap demo account ko real account samjh kr practice karain tow sahi tarah practice krsaktay han aur loss kay chances kam say kam hotay han
                    • #11 Collapse

                      Demo account per agar hum practice kam karen to loss hota hai real per phir bhi lekin hamain chahiye keh hamesha achi strategy pehle adopt karen aur jab achi strategy kay sath demo practice karinge to real per bhi bara acha profit ho ga future main.
                      • #12 Collapse

                        Loss to hum ko forex main tab hi hota ha agar hum achi tarah aur well way ay apny aam ko anjam nahi day sakty iss liye zarori ha kay ap jab bhi koi kaam karain to pahly us ki achi tarah aur well way say practice karain iss kay baad hi ap achy aur behtar treeky say apny sary kaam saranjam day sakty hain aur iss main humara buhat yada faida bhi ha aur kaam main aghy barhny ki lagan aur himat bhi ha iss main hi phr hum loss say achi tarah bach sakty hain
                        • #13 Collapse

                          is mein bhai ye to hy nhi ke ye bike ho jise hum ne ek bar sekh liya to os mein koi changis nhi hogi
                          is kam mein har roz new tabdili aati hy ose samjhne ke liye news dekhni parti hein andazon se kam nhi chalta
                           
                          • #14 Collapse

                            bhai g mere khayal main agar ap ki practice bhi kafi hai demo par or phir bhi ap loss karty ho ic matlab hai k ap kahin ghalti kar rahy ho ap ko chaeye k ap trading rok do or dobara demo par practice kro or internet se information lo or experts ki opinion lo.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              My deer mery kheyal may to agr ap ki practice achi hay to ap ko loss ka chance hi nahi banta but bazz dafa isa hota hay k ap ki achi practice hony k bawajod ap loss kr lity hain is ki sab say badi waja ap lalach kr jay to ap ko loss hi hota hay ya ap jald bazi kr jay to isi sorrat may loss ho ga warna nahi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X