What is the effect of overconfidence in forex
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is the effect of overconfidence in forex
    Overconfidence invites several problems in our life, in every profession as well as in forex trade. We do not think and plan a decision properly and go for it in a hurry. So in your kind opinion what are the negative effects of this on our trade.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Over-confidence ager apni strategies ko dekhtay huwey hy, ya aap ki tested strategies aap k sath hen tou thora bohat over-confident ap hosktey hen kyn kay itna aap ko kerna he parey ga werna aap fer ki trf chaley jaen gay k aaya k trade open kren ya na kren.
    • #3 Collapse

      dost forex trading main over confidence aik buhaat bari bahmari ha jis ki waja se achay achay trader bi bara loss kara laitay hain kyun jab un ko kuch period tak achi earning honay lagti ha tu wo apni stregety ko chor kay naked trading suru kar daitay hain jis ki waja se big loss ho jata ha
      • #4 Collapse

        forex me over confidence ka matlab hai lalach aur jo b is kaam me lalach karta hai us k lye is business me koi kaam nahi hai.hame is business me condence wala hona zrori hai.agar hamara confidence loss hai tb b hame nuksan day hai.
        • #5 Collapse

          forex k andar over confidence se insan loss hi uthata hai, lakin hamain luck nhi balka haqeeqat ko zehen main rakh kar mutmiyan ho kar trading karni chahye nhi tu over confidence se ham by chance zaida nuksan b utha saktey hai.is liye kuch confidence tu thek hai lakin over confidene thek nhi hai.
          • #6 Collapse

            I think over confident born from greed and it's our enemy in forex. It push us in loss and we lost our capital. so we need to stop over confidence in forex trading. we need just a good knowledge for success,
            • #7 Collapse

              Sir jee Forex trading business mein overconfidence acha nahi hai ye aik bad effect hai Forex trading business mein.Forex trading business aik international online business hai is say hum achi khasi earning ker sakte hai.
              • #8 Collapse

                actually hota ye hai ke jab trader aik trade kerha hota hai tou jab ousko profit hona start hota hai tou wo laalach main ajata hai aur wait kerta hai ke ousko aur profit hoga lekin asa hota nahi hai market reverse ho jate hai aur ousko loss ho jata hai.
                • #9 Collapse

                  Business krne k leye hamare ander confidence hona chaye. confidence k thoro hi hum forex pr kam paein gae.leakin success hasil krne mein itna bhi overconfidence bhi na ho k sb kuch kho do ap
                  • #10 Collapse

                    mera bhi kch aisa hi khyaal hai ke over confidence kabhi bhi nhi hona chahye. agr hioty bhi hain tu yeh hamare liye hi nuksaan dey hai.chahy tu wo ap forex mein dekhain ya kahin or nuksaan hamesha apka hi ho ga. or forex mein over confidence krne se l;alach barhta hai. jo jo bd mein loss ki shakal mein apke samne aye ga.
                    • #11 Collapse

                      is say tou app ka account bhi total loss mai ja sakta hai is liye app ko chaye hai k is say bach k rahen or is ko achi tarah say seekh k kren or over confidence na hoon aisa hua tou app ka kaaam bhi ho gaya phirr
                      • #12 Collapse

                        apka confidence apka plus point hai par app kisi bhi kam me agar over confidence ho k kam kre to apko galati hone ka chance rahta hai is lia apko kam me achi se dhian rakh k hi kam karna chayee
                        • #13 Collapse

                          ap jb be overconfidence ho ga us waq he ap ko loss ho ga is lia best to ya he k ap kbi be overconfidence ho kar koi be kam na kara or forex asy kam ha this ma ap ko over confidence nai hona cha agar ap is ma overconfidence ho jao ga to phr ap ko forex trading sy loss he ho ga.
                          • #14 Collapse

                            over confidence ka sumar greed mai hota hai hum agar trading ky doran over confidence hogaye to ais ka matlab hum har gaue qk ye forex ka sub sy bara dushman hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex trading me trader ka over confident hona hamaisha loss ki terf hi kle ker jaata ha kiun trader kai defa analysis ore nforex news ka hayyaal rukhay bagher hi trade open kertay han jo k un k loss ka baais benti ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X