forex mai new qadam rakhny walon k liye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex mai new qadam rakhny walon k liye
    forex mai new qadam rakhny walon k liye paish e khidmat hai ab urdu zabaan mai complete urdu forex guide on urduforexguide.com per. ap sab forex ki tamam basic information is website sy hasil ker sakty hain wo bhi urdu mai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear aapki de hui website toh bohot achi hai es se new comers bohot kuch seekh sakte hain trading ke bhaarey main mere bhai ye achi bat hai new comers ki help karna
    • #3 Collapse

      thank for guide new trader is say new jo member hain unko kafi faida hoga or wo b achay trader banay ka muka milay ga or trading kasay hoti hai ye sub and knwledge or exprience kafi gain kar saky gain.
      • #4 Collapse

        je bhai ap thek keh rhey hen is site per bhe urdu mey forex trading learn ker sktey hen lekin is sey achi baat ap is forum mey bhe bohat kuch seekh sktye hen yahan mojood taleem section mey kafi experienced or acha traders hen jo aik aik bat sikha rhey hen new members ko woh bhe Urdu mey.
        • #5 Collapse

          jo Frorex trading main new trader hain un k liye yeah zarori hai k un ko proper learning karni ho gi sub sy phely demo account bunaye aur us py learni ng karain ta k trading ki sumj ajaye............
          • #6 Collapse

            this is a really good news for all the new beginners in forex pak forum. those who have just started this trade business and those who r not able to understand English they can fully take profit of this guide and can understand this trading business. by going through it, they r able to learn a lot about trading and will able to present a good trade
            • #7 Collapse

              Forex may urdu language rakhnay ka thnks vaisay jin ko zayada knowledge nahi hota wo urdu language ko easy say samj sktay hain may b urdu language ko like krta hu
               
              • #8 Collapse

                Forex may insan jitna chahay earn kr skta hay laikin forex may may nay earn krnay kay liay qadam nai rakha may to yai janta chahta hoo k forex hay kia aur yai kaam kaisay krti hay
                   
                • #9 Collapse

                  g bhai forex trading krne liye new logon ko chahy phyle demo per try kren demo traning krne k baad phir forex trading main investment kren.aur phir sabr bhi kren ziyada jald bazi na kren
                  • #10 Collapse

                    woooooow nice brother ap ny kaafi logo ki preshani hal ker di hai har banda hi is ko samjahny k liye kixi na kixi ki zaroorat kixi na kixi ka sath mangta hai to ap ny yeh website bna ker kaafi logo ko problem solve kr di hai
                    • #11 Collapse

                      main ny abhi tak read nahi kia is liye koi acha reply nahi ker sakhta lakin jab ead karoon ga tou acha reply ki koshish karoon ga
                       
                      • #12 Collapse

                        ap is forum mey bhe bohat kuch seekh sktye hen yahan mojood taleem section mey kafi experienced or acha traders hen jo aik aik bat sikha rhey hen new members ko woh bhe Urdu mey.Forex main new qadam rukhna walo ka liya sab bare our sab sa phalai advice yahi hai ka Forex trading main demo pa trading ko kafi importance do.
                        • #13 Collapse

                          G han bhai jan he yaqeenan is website men har aik urdu ki cheezen likhi hui hen mene ye website bohat ache treqe se read out ki he. aur bohat faida hua he mujhey ye website use karke ismen bohat sare indicator ke baren men likha hua he is forex ma.
                          • #14 Collapse

                            for new trader and beginners this forum is best to get good knowledge and also try to get skills and experience by demo account practice so work hard and try to get success by good knowledge many other ways you can easily learn forex
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g han bhai forex trading business hard ha lakin ap is ko easy bana skty hain is buinsess ko seekh kar ager ap is ko learn kar k experince bana kar karin gy to ap k liye ye buisness boht hi easy ha so ap is ko seekh kar easy bana kar kar skty hain is k liye yeh website new and old trader k liye bht best banai gai hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X