Koi mujhe bata sakta hy k ye MT4 or MT5 kia hota hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Koi mujhe bata sakta hy k ye MT4 or MT5 kia hota hy
    MT4 MT5 kis liye use ki jati hy or ki hoti hy ????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear mt4 ore mt5 trading plate form han jin se aap ko market live view hoti ha ore aap is software ki helo se hi trading ker sektay han ,ziaada traders mt4 hi use kertay han kiun k ye kaafi asaan ha .ore mt5 zra dificult software ha
    • #3 Collapse

      Mt4 or mt5 trafing kay software or plateform hotay jin par ap trading karty ho. Ap ain software par demo aur real trading karty ho.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: khubaib555 پيغام ديکھيے
        MT4 MT5 kis liye use ki jati hy or ki hoti hy ????
        Bhai mt4 aur mt5 insta forex ke 2 platform hain jin main se hum mt4 ke paltform pe trading karte hain aur isse hamen yeh advantage hota hai ke hamen is main market ke indicators,signals aur market ko analyiz karne ka tareeka ata hai aur yeh aur dosre platform se hat ke forex ka aik best software hai jis main hum easily learn aur experince gain kar ke iski help ke sath apni trading start karsakte hain.
        • #5 Collapse

          mt4 or mt5 forums kay software hain or 2no he alag alag hain or in ka istamal hum trading main kartay hain 2no he software best haibn kyu kay in 2no main trading zaida ki jati hai or yehe trading main use bhi hotay hain main zaida mt4 ko use karti hu trading kay leyeh.
          • #6 Collapse

            Dear ye dono platform hain jo kay trading purpose kay liay hi use hoty hain or in pe hum trading karty hain. MT4 (Meta Trader 4) normally use hony wala platform hai jis kay bary me sab log jaanty hain or me kud bhi isi per hi trading kar raha hoon or MT5 bhi trading kay liay hi use hota hai magar me ne usko kabhi use nahi kia.
            • #7 Collapse

              dear meta 4 or meta 5 dono trading termianl. hai. yani un dono se ap apna trading account metain karty ho. lakin jahan tak meta4 o r meta5 ka difference ki bat hai. to meta4 old version hai. lakin is k sath to zyda istmal honey wala version hai. jab ka meta5 new version hai. or us ko new person use nhae kar sakta . us ko b wahe admi astmal kar sakta hai jo meta4 p grip rakhata ho. q k yah us se zyda comlex hai.
              • #8 Collapse

                Bro MT4 and MT5 Forex kai platform hain jis main ap trading karta ho. Mt4 old version hai aur mt5 new. Lekin mt4 zyada use hota hai kyon kai her koi mt4 ko acha sai samajta hai. Aur mt5 zyada kamyab nhi hai.
                • #9 Collapse

                  my dear friend Mt4 aur Mt5 ye trading software he mj Mt 4 ka experience hy jahan per hum tradeing he asal ma aur is ma hu tool ki help se hum is ma kam kart he aur market ka analysis kar k is ma kam kart he aur profit ko earn kart he ye asal ma software hy trading ka
                  • #10 Collapse

                    Sure, why not

                    Installation:

                    Mt4 ki installation kafi simple or straight forward hey
                    Mt5 ki installtion thori ci complictaed keh sktey hen

                    Charts/Timeframe:

                    Mt4 mey zyada tur 9 time frames hoty hen
                    Mt5 mey 21 time frames hotey hen or aik wakt mey aap 100 charts open ker sktey hen (1 min sey ley ker 1 month tak kay)

                    Fundamental Analysis:

                    Mt4 mey Forex NEWS calendar shamil nahee hota hay
                    Mt5 mey NEWS calendar shamil hota hay (news events, previous results, forecasts tamam bta rha hota hay)

                    Order Types:

                    Mt4 mey 2 market orders or 4 pending orders shamil hen
                    Mt5 mey 2 market orders or 6 pending orders or 2 stop orders shamil hotey hen

                    Brokers:

                    Mt4 > zyada tur rokers mt4 per apni services dey rhey hotey hen
                    Mt5 > mt5 per services deney aley brokers ki ta-daad zyada nahee hay.

                    Yeh they woh tamam major differences jo Mt4 or Mt5 mey mojood hen, I hope this will answer to your question!
                    اصل پيغام ارسال کردہ از: khubaib555 پيغام ديکھيے
                    MT4 MT5 kis liye use ki jati hy or ki hoti hy ????
                     
                    • #11 Collapse

                      Agar app Forex trading mein new hain too phir app kee liyee yeh zaroori hai kee app trading platform koo samjahein jin mein MT4, aur MT5 hotee hain aur yeh woo platform hotee hain jin per hum trading kartee hain
                      • #12 Collapse

                        dear mt4 and mt5 ak treading software ha jes ka zareya hum forex ma treading kerty ha ya software bohat zada important ha ya na ho to hum treading naie ker sakty her ak broker treading ka leya free da ta ha
                        • #13 Collapse

                          at first i don`t understand good what you mean about this dear and you ask about MT4 MT5 but what you mean
                          sorry i can`t know this but if you ask about the best in this i see MT4 its good to me
                          • #14 Collapse

                            Je haan yeh dono trading platform hain jin per apni trade ko hta dekh satky hain hain aur in main reh kr apni trade kr sakty hain har cheez inhi main hoti hai kyonk issay hamay kafi faida milta hai aur mt4 ki nisbat mt5 new trading plat form hai laikin isko samjhna bhi thora mushkil hota hai islye maximum mt4 software ko hi log use krty hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear mt4 ore mt5 trading plate form han jin se aap ko market live view hoti ha ore aap is software ki helo se hi trading ker sektay han ,ziaada traders mt4 hi use kertay han kiun k ye kaafi asaan ha .ore mt5 zra d

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X