forex markeet slow
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex markeet slow
    Kia ap doston ne kbi note kia k forex markedt har monday ko slow hoti hy,
    iski kia waja hy?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g haan brother mein ne ye baat aik learning website per dekhi thi k monday wale din forex market slow hoti he doosre dinon k muqably mein qiun k monday wale din itni ziada news nahin hoti jis ki wajah se shaed forex market slow hoti he lekin ye confirm nahin he kabhi monday ko market volatile bhi hoti he
    • #3 Collapse

      mare aziz dosto mein ne ye baat aik learning website per dekhi thi k monday wale din forex market slow hoti he doosre dinon k muqably mein qiun k monday wale din itni ziada news nahin hoti jis ki wajah se shaed forex market slow hoti he lekin ye confirm nahin he kabhi monday ko market volatile bhi hoti he
      • #4 Collapse

        haan bro theek kaha esa hota hai forex trade markit minday ko kafi slow hoti hai or bro mera man hai ke esa eslye hota hai ke ku ke markit aftar 2 days on hoti hai eslye os waqat es mean zada in nhi hote log ke es waqat markit mean kia chal rha hoga wo best hai bhi ke nhi humrelye.....
        • #5 Collapse

          ji bhai ji aap ny bilkul theek note kia hy ke is din markeet bohat slow hoti hy is ki kia reason hy koi tasali buksh jawab aay to mujhy bhi zaroor batana is tarah hamin dooron ka jawab sy ius sawal ka jawab bhi zaroor mil jay ga
          • #6 Collapse

            yes dear ye baat theek ha k monday ko market slow hoti ha .kiun 2 din market k close rehnay ki weja se business ki activities me kumi aa jati ha ..lakin kabi kbaar aesa nai bi hota ..monday ko forex news bi kum hi hoti han
            • #7 Collapse

              acha sawal kia hai apny mere khayal main waqai monday wale din market bht slow hoti hai baqi dinon k muqablay main..... kun k uss din maret main ziada news nai hoti
              • #8 Collapse

                I think it depend on the forex market position because it is business .so we see many many time catch it is slow and some thing time is high speed .i think for this need lot of good knowledge experience and the good others knowledge .
                 
                • #9 Collapse

                  ji haan baaz dafa aisa note karne mai aia hai ke forex market monday ko slow hoti hai is ki basic waja ye hai ke jab 2 din ki chutti ke baad forex market dobara open hoti hai to us par achanak hi load par jata hai jis waja se slow ho jati hai
                  • #10 Collapse

                    My all friends men aap sab ko ya batana chahta hn,k men abe tak pakistan forex forum ka new and junior member hn,Mjhy in ke marketing ke itne knowledge nhn ha,may bhe mondy waly din forex ke marketing slow hoge,quon k ya weak ka first day hota ha,yahe reason ha in k ilawa kuch nhn ha.
                    • #11 Collapse

                      Monday ko market hameesha kush gap kay saath open hooti hai or pehly din thoora slow he move karti hai.ye main nay bhi note kia hai.asal main jab tak koi big news nahin aati ,market ki move slow he rehti hai.
                      • #12 Collapse

                        mere khayal se wo ki waja ye hoti hay chunke hamre GMT aur won ke GMT timing main farq hota hay to hamre monday ke lihaz se won ke banks waghaira band hote hain jis ki waja se market main moving buhat slow hoti hay
                        • #13 Collapse

                          listen dear according to my knowledge forex market i think monday morning ko he slow hoti he after evening market apni normal movement karne lagti he, because eveing ke baad forex ki news bhi start ho jati he
                          • #14 Collapse

                            Kabi kabi aisa ho jata hai k forex market slow ho jati hai jesy k aj kal k dinon main hamen eur/usd ki smjh nhe aa rahi.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              nahe g main to us waja ki koi bat note nhe k monday market slow hoti . balky mera expeience to hai k monday ko market tora bohat high honey ka bad rerverse hoti hai. baki monday waly din sudden event per is k depend hai market slow jai gi ya fast .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X