signal in tradind
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    signal in tradind
    trading mein signal pr nazar rukhni chahye.signal kis taraf ja rahe he us ke mutabiq kam krein.
    jb signal ke mutabiq trad ki jai gi to loss km ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes brother aap ko trading kartay waqat signal ko b follow karna ho ga keun signal aap ko ye btati hai marcket is time up hai down agar aap isko dakh kar kam karen ge to aap ko lose ni ho ga or ak acha profit aap hasil kar saken ge
    • #3 Collapse

      trading me har koi signals ko hi follow karta he phir bhi loss ho jata he iski waja yahi hoti he k trading ke jo indicators hote hen wo thek se work nahi karte or kabhi kabhi false signals bhi de dete hen jiski waja se loss ho jata he but hamesha aisa nahi hota so trading me hamesha ache indicators ko use karen take apkoloss naa ho..
      • #4 Collapse

        Bhai jan aap kin signals ki baat kar rhy hain trading me ? wo signal jo log provide karty hain ya phir wo signals jin ki base pe hum market me trend ko predict kar kay further execution karty hain apny trading orders ki? please complete this thread so I could easily give comments on this thread.
        • #5 Collapse

          jo g log blind trading karty hain wo hamesha loss kar lait hain is liye market me kia kia ho raha hay our kia kia hony wla hay sab pe nazar rakhni chahye humein our signels jahans ay mily usko pora anlysis kar k phr he use karain tabi apko faida hoga
          • #6 Collapse

            ji han mere bhai ap ne bilkul sahi kaha hai kay hamain hamesha signal kay hisab se apni trades karni chahiyen kyun kay is se hota yeh hai kay jab hum signal kay hisab se trade karte hain to hamain bohat faida hota hai
            • #7 Collapse

              ap signals ko bi follow kr sakte ho pr sai trha sai market ko watch krte huwe hi signals ko follow krna chaiye baz ouqat signal bi ghalat hojate hain.or is sai loss hone ka khatra hai.
              • #8 Collapse

                yes brother aap ko trading kartay waqat signal ko b follow karna ho ga baz ouqat signal bi ghalat hojate hain.or is sai loss hone ka khatra hai. sokeep follow signal
                • #9 Collapse

                  Trading signals ki importance se to koi inkar nhi kar sakta kiunke trade depend he signals par karti hai ,hum baat to karty hain laikan amal nhi karty.
                  • #10 Collapse

                    g bhai apki bat thek hain lekin apko forex main pehle market ko daikhna chahiye k market kis side par ja rhi hain aur apko kitna profit ho sakta hain aur kitna loss hoga aur market apna trend kab change karaga yeh bhi check kiya karey...
                    • #11 Collapse

                      Forex trading mein agar ap ko pet signal mil jain tu real mein ap boht he kam time mein boht acha profit earn ker lety hian kyon keh signal bi trading mein trders ko boht faida dety hain.
                      • #12 Collapse

                        jee han ap ki nazar signal ki tarf honi chiyay agar ap signal kay mutabiqwork karo gay tu ap ko profit acha hoga. market ki condition ap signal kay through laga saqtay ho.
                        • #13 Collapse

                          han asa mumkin hai k signals thek hon but aap signals pa 100% relay nahi karna chahia kion k yah aksar galat bhi hotay hai main samajhta hon aap pahla apna analysis k arya check karo phir decision lo tu ziada behtar rahy ga
                          • #14 Collapse

                            main to abhi Forex ko samjh raha hun is liay mjhay signal ka nahi pta sahi tarha say lakin demo account per main trading ker raha hun or wahan per jb bhi main signal ki madad leta hun mera to loss hi hota hay or signal aik dam change bhi ho jata hay is liay main to signal per bhrosa nahi kerta.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              brother mera nahi khyal k singnals k zerye trade kerna behter hoga kiun k signals aksar loss men bhi lot nekalwa deta hai han signal ko watch krne k bad khudbhi hum market k trend ko smajh ker trade kren tu ziyada behter ho skti hai humari trade

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X