Ye review roof cealing py mabni Hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review roof cealing py mabni Hy
    Dear friends,
    Dear friends aajkal roof ceiling ka trend bahut jyada ho raha hai kyunki tamam new homes main isko bahut efficiently use Kiya jata hai aur banavati chhatron ke liye yah bahut jyada important samjhi jaati hai uske kuchh advantage hai jiske sath iske kuchh disadvantages bhi hai joki following hai

    Advantages

    ceiling yah chhatron ko khubsurat banane ke liye istemal hoti hai iska fayda yah hai ki yah aapke bijali ke kharche ko aadha karti hai garmi ko kam karti hai aur sardi main bhi bahut karamad isase yah hota hai ki aap ke room ka temperature Nirmal rahata hai yah gharon daftaron Shaadi Halls main use hoti hai is mein aapka kharch bhi jyada nahin hota aur bahut khubsurat lagti hai isase kahin designs mein lagaya ja sakta jo khubsurti mein apni misal aap hain yah ek munafa Bhaskar bar sabit ho sakta hai hi ismein kharcha kam aur mehnat kam hoti hai

    Disadvantages

    Jahan har chij ka fayda hota hai vahan kuchh nuksan bhi hote Hain barsaat ke mausam mein ismein nami Ho jaati hai jiski vajah se underground bijali ki tar short circuit ho sakti hai jiski vajah se koi bhi hadsa ho sakta hai jisse a short circuit ki vajah se aag lag sakti hai
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review roof cealing py mabni Hy

    Roof ceiling tb benificial hai jub ap ny air conditioner lgaya hua ho aony room ma tab apko lazmi tor py roof ceiling krvani prti hai us ka purpose yeh hota hai ky aoky room ki space kam sy kam ho jay aor apko thandak poch saky jitni space zeyada hoti hai room temperature ko minimize krny ma air conditioning ki zeyada consumption ho gi aor aoko bill zeyada paykrna pary ga aor aoka room bhi proper cooling ma nhi rahy ga is leay room ki cooling k9 barkarar rakhny ky leay ceiling krvani lazmi hoti hai.
    Advantages:

    room ceiling sy ap ka kamkamra khobsoorat beautiful bn jata hai aor agr ap ny llenter nhi dala to apapka chat kh9bsorat bn sktskta hai Lenter waly chat py agr ap ceiling na nhnhi kro to chal jata hai kekeun ky uski height kkam hoti hai.
    Ceiling sy apko air conditioning jaldi capky kamry ko coolkr deta hai aor cooling leak nhi hoti hai.
    Ceiling ma ap different lights lga skty ho jo jeyada beautiful lgti hain
    Apky fan lg skty hain ceiling ma aor unki wiring chup skti hai aor apko preshani nhi hoti.

    Disadvantages:
    Ceiling ky jahan fayde hain wahan nuqsanat ka bhi aoko bta deta hun
    Ceiling sy apko garmi zeyada mehsoos ho gi agr apka ac kharab ho jay ya slow aor purana ho jay to msly hon gay.
    Ceiling sy apky room ki ventilation ma bhi problem ata hai apko taza hawa ky leay aughzast fan nhi use kr skty ho na he roshan dan use kr sko gay
    Apky room ki height kam ka jati hai electric wiring ma problem ajay to apko ceiling utarni par skti hai.
    Roof ceiling ka apko ectra kharcha pr jata hai jo expensive hoti hai.
    • #3 Collapse

      Re: Ye review roof cealing py mabni Hy

      ye rivew roof cleaning pur mubni h dosto jesa k hum sb janty h k hr ghr pr chat zror hoti h or huara usy saf krny ka fraz bnta h jessa k hum sb janty h k ghro me seeling hoti h lenter prta h tear garden lgty h wo srf humy mehfoz krny k liye is se humy bijli ka bil bht kam ata h sardiyo me b or ghrmiyo me b ghrmiyo me ye ghrmi rakti h oe sardiyo me ye sardi rokti h or is k kuch fydy b h or kuch nuksan b h agr hum sal bd apni chat ki muramt krwaty rhy to humari chat khurab honhy ka koi andesha ni is nlehaz se humari chat saf re skti h or zahir c bat h jha koi km krwana ho wha karcha zror hota h to roof cleanini k kracha zror ho ga or agr hum roof achy se tyr krway to hum achi se ligts lgwa skty h or fans lgwa skty h
      • #4 Collapse

        Re: Ye review roof cealing py mabni Hy

        HI friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review roof cealing per mubni hay dosto ap ko pata ho ga kay roof cealing kay boot zaida faiday
        hjain
        ADVANTAGES
        ic serdi main kamray ka mosan thak rata hY or kamera gram ratha hay
        ic say germi main kamra thanda ratha hay
        ic say room khabsorat lag ta hay
        • #5 Collapse

          Re: Ye review roof cealing py mabni Hy

          Roof ceiling ya false ceiling aik he cheez kay 2 mukhtalif naam hain. False ceiling kay designs aur deda zeb colors ki wajah ab bohat ziada in hai aur aik fashion aur status symbol bann chuka hai. False ceiling say ghar aur karobaari jaghoo ko bohat khoobsurati mill jaati hain jo kay roof ya chatt ko kisi aur tareekay say nahi mill sakti hai. False ceiling sirf Pakistan mai he nahi bulkay Pakistan say baahir bhi her jagah hoti hai. Ab sarkaari aur private idaaroo mai bhi her jagah false ceiling nazar aati hai. Jaisay banks, hospitals, government kay offices, marquees ho ya masaajid aur schools ho her jagah false ceiling ho rahi hai. False ceiling pehlay pehal lakri say ki jaati thi phir lakri mehnagi honay say white China Matti say shuru hui laikin uss ki life kumm aur weight ziada honay ki wajah say ab plastic ki false ceiling shuru ho chuki hain.

          Advantages

          False ceiling ki madad say ghar, dafatar aur idaraay bohat khoobsurati haasil ker laitay hain. False ceiling ki madad say garmioo mai air conditioning aur sardioo mai heating ki madad say temperature ko bhi control ker lia jata hai. False ceiling kay designs apni marzi kay banwaey jaa saktay hain aur unhain apni marzi kay colors diye jaa saktay hain. Pakistan mai ab false ceiling kay liye 3 options available hain jinn may say apni marzi aur pocket kay mutabiq koi bhi use kia jaa sakta hai. Jin wooden, white China Matti ya plaster of parris aur plastic ki ceiling panels available hain. False ceiling mai wooden aur plastic panels ko baar baar aik jagah say dusri jagah pay bi use kia jaa sakta hai.

          Disadvantages

          False ceiling kay disadvantages mai is ki quality aur price pay compromise hai. False ceiling ka material dijhanay aur laganay mai bohat faraq ajata hai. Aur yeh tou kaha Jata hai kay isay re use kia jaa sakta hai laikin rooms ki dimensions change honay ki wajah say ziada ter zaya he hota hai. Cost kaafi ziada hoti hai but false ceiling ki life uss ki price say match nahi kerti hai. False ceiling Agar kisi bhi wajah say joints weaks honay ki wajah say girr jaey tou jaani aur maali nuqsaan hota hai.
          • #6 Collapse

            Re: Ye review roof cealing py mabni Hy

            Assalamu alaikum umeed kerta hun ke ap kheriyat se hon gy.dosto roof cealing se roof bohet beautiful ho jati hai. Cealing k bohet se design h ap jesa chahe bhva skte hein. Ye zyada expensive nhi hota.ghron ki chton per ye bohet acha dikhta h.iska faida ye bhi h k ye her mosam mein normal hota h. Serdion mein ye kmre ko gharm rakhta h.is se kmre ki or bhi khubsorti bar jati hai.
            • #7 Collapse

              Re: Ye review roof cealing py mabni Hy

              Dear aapane bahut hi Achcha topic Apna review dene ke liye select kiya hai no doubt aapka ya topic builder ke liye bahut hi perfect hota hai aur UN members ke liye bahut e informative ho sakta hai jo apne ghar mein roof sealing karvana Chahte Hain dear jab Ham Koi building Pyar Karte Hain To Uske bad uski roof ceiling karvana Chahte Hain To is purpose ke liye aapko proper Ek search karni chahie aur ismein aapko bahut jyada designing aur facilities mil rahi Hoti Hai jinko properly study karne ke bad hi aapko Ek decision Lena chahie ki aapko kaun si rood sealing karvani chahie.

              roof sealing ka purpose aapke building ko safety ke sath sath decorate karna bhi Hota Hai Jab aap apne room ko properly roof ceiling Karva lete hain to uski look mein bahut jyada ijaafa ho sakta hai aur vah bahut jyada attractive ho sakte hain Kyunki iski designing bahut hi jyada attractive hoti hai aur jo bhi dekhta hai usko bahut jyada Pasand Karta Hai Kuchh Businessman bhi apni shops aur shopping mall ke liye room ceiling Karvate hain aur apne business ko inhen karne ke liye iski help Lete Hain.

              Dear jab aap roof ceiling complete Karva Lete Hain To ismein aap ko ek space Di Jaati Hai jismein of different pipe aur electricity ki fitting Karva sakte hain aur yah sab ke samne A period Nahin Hoti aur ismein aap different Jagah per apni point select kar lete hain Jis per aap different lights aur iske sath sath fans ko add Karva sakte hain ismein aapko bahut Sare advantages Mil Rahe Hote Hain Jo aap avail kar sakte hain.
               
              • #8 Collapse

                Re: Ye review roof cealing py mabni Hy

                Yes dear aapane bahut hi acche topic par Hamare Sath review share Kiya Hai player brother aajkal Ham dekhte hain ki roof ceiling bahut jyada chal rahi hai aur iski bahut jyada demand hai jo log Jaaye kam kar rahe hain vah isase Achcha Khasa Paisa bhi Qamar rahe hain Kyunki Iske bahut jyada fayde hote hain dear brother Agar Ham roof ceiling karvana Chahte Hain To uske liye hamare pass Different designs Hote Hain Ham apni Marji se ismein design Silai kar sakte hain.

                Jaisa ki aap Jante Hain Ki aajkal Jis Tarah bhi markets Banai ja rahi hain ya FIR Ne Jis Tarah shopping malls band Rahe Hain To inmein Ham dekhte hain ki jyadatar Roop ceilings ka ka kam Kiya Jata Hai is ki decoration kar sakte hain roof ceiling main aap speaker set kar sakte hain ismein aap apni Marji se lighting bhi karwa sakte hain aur Jis Tarah ka designs aap karna chahte hain Wapas Main Banwa sakte hain aur aap apni Marji se ismein apni shop ki ya FIR Apne Ghar Ki decoration kar sakte hain.

                DH roof ceiling fan dekhte hain ki shop par bhi aajkal bahut jyada use ho rahi hai aur Shop ke sath Garv main bhi iski demand bahut jyada badh gai hai Kyunki is mein bahut hi class ke design Hote Hain Jo ki aap apni Marji se banva sakte hain Iske alava V Ke nuksan Bhi ISI Tarah saaf saaf hote hain Kyunki yah Kuchh time ke bad khatm Ho Jaati Hai Iski guarantee Nahin Hote Kyunki Ham dekhte hain ki yah Thode time ke bad girna short Ho Jaati Hai To yah baat bhi aapko mind Mein Rakhna Hogi.
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review roof cealing py mabni Hy

                  My forex all member aaj main aapko rup sealing ke bare mein breaf karunga han roof sealing ki jarurat austinpatti hai jab Ac requirement hota hai roof ceiling bahut jyada khubsurat lagti hai Roop se ling ke bahar se fayde aur nuksan hai aaj main aapko iske fayde aur nuksan bataunga means advantage or disadvantage

                  Advantages.
                  My forex all member is ki bahon se advantages hai iske advantage hai ki yah bahut sasti hai roof sealing karvane ke liye aapko jyada Marne ki jarurat nahin hoti room ceiling jab aap karva lete hain to usmein AC jab install ho jata hai to room school rahata hai vaise bhi jaise room mein feeling hoti hai vah bahut jyada beautiful ho jata hai ISI tarah ka advantage hai yah aapko branded bhi mil sakti hai iske bahut se design hai jis design mein aapka Dil Kare aap Roop se ling karva sakte hain

                  Disadvantages
                  uske advantages hai usi tarahiske bahut se disadvantage bhi aaya agar aapane Roop ceiling Kare hai AC install nahin kiya to aapko bahut jyada garmi lagegi rope sealing agar barish ho jaaye to rup sealing kharab ho sakti hai roof ceiling agar ek bar kharab ho jaaye to aapka pura room kharab ho jata hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review roof cealing py mabni Hy

                    Introduction :
                    dear friends jaha ham rehty hai waha ki har chiz khobsorat ho aisa har koi chata hai our gahron main ya offices mai jab bhi ham jate hain hamara sab se pehle dehan upar chat par jata hai our chat jitni pyari ho gi utna hi aap ko acha feel ho ga is liye ham roof ceiling karwate hai jis se hamra chatt hied ho jata hai our khobsorat design mai ceiling ap ko acha taasur deti hai ye aaj ki bat nahi hai purane zamane se hi log esa karte aa rahe hain maslan chat ko rangeen bna diya jata tha ya koi rangeen chader dal kar chat ko khobsorat banaya jata tha lekin ajkal modren zamane main ham roof ceiling karwate hai jo k buht khobsorat design main hoti hai our aap k ghar ko our b payara bna deti hai
                    Click image for larger version

Name:	rooof.jpg
Views:	1
Size:	5.1 کلوبائٹ
ID:	12330201
                    Types of roof ceiling :
                    dear friends roof ceiling different size our types ki hoti hai maslan agar aap ne drawing room ceiling karwana ha to wo alag ho g bed room alag our office room alg type ka ho ga is ki mandrja zail iqsam hain


                    • Conventional ceiling
                    • tray ceiling
                    • suspended ceiling
                    • coffered ceiling
                    • coved ceiling
                    • shed ceiling
                    • beam ceiling


                    in sab mein se Conventional ceiling aap ko aksar gahron mai nazar aye g ye sab se zayda common our sasti hoti hai

                    Advantages :
                    dear friends ceiling k buhat sare faide hain jo k mandrja zail hain

                    • aap ki chat ceiling se buhat khobsorat nazar aye gi
                    • ceiling se room k temperature ko control kia ja sakta hai
                    • aap planing kar k buhat achi achi our aoni man pasnd jagar par room light lga sakte hai
                    • ye choor ki alodgi ko kam karti hai
                    • kuch ceiling buhat sasti bhi hoti hai
                    • ye ghar ki shan hoti hai


                    Disadvantages :
                    dear friends is k kuch nuksanat bhi hai jo niche diye gaye hai

                    • ceiling par agar koi daag lag jey to wo kbi nahi mit sakta hai
                    • achi ceiling buhat mehngi hoti hai
                    • wakat k sat sat ye ceiling kharab ho jati hai our buri lagti hai
                    • agr is par pani lag jey to ye kharab ho jati hai
                    • ham is ki reparing nahi kar sakte hai new hi lagwana parti hai
                    Ayisha Cutey's Trading Journal
                    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review roof cealing py mabni Hy

                      Yes dear aajkal roof ceiling ka bahut jyada trend ho chuka Hai Iski main design ji hai ki Iske Humko bahut Sare advantages aur benefits bhi ho rahe hain aur uske sath sath Hamare ghar aur office ki decoration mein bhi bahut jyada increment ho rahi hai roop sealing ka mainconcept Gulf country se start hua hai jismein unhone apne safety system ko maintain karne ke liye roof ceiling ko found kiya tha Kyunki Jab vah roof ceiling Karte The to uske andar vah water system aur safety and security precaution ke Hawale se Kuchh system Iske andar set Karte The aur usko hight karne ke liye Ye Roof ceiling Ka istemal Karna start Karte thy. Aur FIR Is Tarah iska ab trend Hota ja raha hai Pakistan mein kitni bhi roof ceiling ki Jaati Hai ismein Koi Security System Nahin Hota yah just as a decoration ke liye istemal ki Jaati Hai Iske andar just electricity ke Kuchh voice ho sakti hain Jo Hamare ghar mein main fans aur lights ke liye utilise ki ja rahi hoti hai.

                      Faidy:

                      roof ceiling say Hamare ghar ki decoration mein bahut jyada increament ho jata hai aur Agar ham Roop ke sath Kuchh Kuchh main vahan per water ke pipe hote hain aur iske sath sath alarming system ki Kuchh wires hoti hain aur ise related Aur Bhi Kuchh important instrument jismein AC ke liye duct system bhi produce Kiya Jata Hai Un Sab Ko cover karne ke liye roof ceiling ki Jaati Hai. Ismein aapko decoration bhi mil jaati hai aur aap ki jitne system se hai unko bhi cover kar liya jata hai.

                      Nuqsan :

                      Yah bahut hi expensive hota hai aur Har member isko easily afford nahin kar sakta aur Agar sometime ismein Kuchh problem a Jaaye for exam per Agar water ki leakage start ho jaaye to ismein bahut jyada problem banta hai aur bahut jyada nuksan hone ka chance Hota Hai.
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye review roof cealing py mabni Hy

                        Salam dear membersji member aapane bahut achcha topic amarsar discuss ki hai Jo group ceiling problem jaise ki aap ko pata hai ki roof ceiling bahut log dhakkan mein karvate hue gas se kafi decoration Ho jaati aur ghar mein bhi pyaar lagta hai kafi proof positive pyare lagte Hain se aur yah design mein hote hain aur is tarah jaise ki main Bada ko pata hai ki aate Hain..is tarah ishq Koi disadvantages Di hai ki ye barish ki Pani Pani ki bahut yad karni padati hai Varna is se agar koi bhi ho sakti hai hai is tarah iske yad bahut jyada karni padati hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye review roof cealing py mabni Hy

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Bia پيغام ديکھيے
                          Dear friends,
                          Dear friends aajkal roof ceiling ka trend bahut jyada ho raha hai kyunki tamam new homes main isko bahut efficiently use Kiya jata hai aur banavati chhatron ke liye yah bahut jyada important samjhi jaati hai uske kuchh advantage hai jiske sath iske kuchh disadvantages bhi hai joki following hai

                          Advantages

                          ceiling yah chhatron ko khubsurat banane ke liye istemal hoti hai iska fayda yah hai ki yah aapke bijali ke kharche ko aadha karti hai garmi ko kam karti hai aur sardi main bhi bahut karamad isase yah hota hai ki aap ke room ka temperature Nirmal rahata hai yah gharon daftaron Shaadi Halls main use hoti hai is mein aapka kharch bhi jyada nahin hota aur bahut khubsurat lagti hai isase kahin designs mein lagaya ja sakta jo khubsurti mein apni misal aap hain yah ek munafa Bhaskar bar sabit ho sakta hai hi ismein kharcha kam aur mehnat kam hoti hai

                          Disadvantages

                          Jahan har chij ka fayda hota hai vahan kuchh nuksan bhi hote Hain barsaat ke mausam mein ismein nami Ho jaati hai jiski vajah se underground bijali ki tar short circuit ho sakti hai jiski vajah se koi bhi hadsa ho sakta hai jisse a short circuit ki vajah se aag lag sakti hai


                          Assalam walekum bahut accha knowledge share Kiya Hai roof sealing per AAP Sab Jante Hain ke sealing khubsurti ke liye ki Jaati Hai Log pahle to shaadi halls aur aur shopping mall Garmi ki jaati thi Jab Ke ab gharon mein bhi bahut friend a chuka hai aur Har Ghar Mein Jo new karban rahe hain mein ho rahi hai mujhe bahut pyari Lagti Hai ismein Log bahut se line Mein Rusi Din Karvate hain ya Boss drawing Mein ki Jaati Hai Kuchh gharon Mein simple ki Jaate Ho Kuchh ghar mein bahut Khubsurat stylish ki Jaati Hai yah Thodi extensive aati hai aur koi isko phone nahin kar sakta to ceiling se ghar bahut Pyare Lagte Hain ise koi nuksan bhi hai ke roop ceiling Jaise Barsaat Ke Din Aate Hain To usmein ismein namisi a Jaati Hai Hai Jiski vajah se short circuit circuit Kabhi bahut jyada Khatra rahata hai Ghar Mein aaungi Lag sakti hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye review roof cealing py mabni Hy

                            Assalam.u.Alaikum My Dear Forex Members !
                            I hope guys ap sab fine hon gy or forex par honest work kaer rahy hon gi meri dua hai ky ham sab is sy logo ko faaida pohncha saken or ham sab is sy bohatt gain karen to chalyn ab ma apny aj ky topic ki traf chalti hun.
                            Introduction:
                            Aj ka topic bhi bohatt important cheeez par haii mera aj ka jawab '' Roof Ceiling Fan '' par mubni hai ye aik electric appliance hony ky sath sasth naa sirf gharelo istemaal ki cheez hai balky tmam restaurants ,offfices,marriages halls even ky har jgah py istemaal hony wali cheez hai ceiling fan ky mostly 3 wings hoty hain or isky darmyan ma aik gol plate type structure hota hai or isky upar aik rod hota hai jisy ceiling ky sath attach kiya jata hai or istemaal ky qaabil bnaya jata hai now-a-days 4 wings waly fans bhi agay hain jo ky bohatt achy or khoobsurat lagty hain ye fan hamy garmiyoun ma garmi sy bachata hai is fan ky bohat sy faaidy or kuch nuqsanat hain jo ma ap sy apni knowledge or experience sy share karun gi.
                            Advantages :
                            Roof ceiling ky bohatt sy faaidy hain ye roof ma lgay jaty han jis sy jgah ka bhi masla nahi bnta ham different false ceiling karwa kar usky paint ky mutaabiq ceiling fan buy kar sakty hain kyun ky market ma different colours or designs ky fans availabkle hain ye fans sy kamry ki khoobssurti ma bhi izafa hota hai ye fans market ma easily hoty hain or ham apni requirements ky mutaabiq inhy bara ya chota khareed sakty hain ceiling fan aj ky era kli bohatt important invention hai.
                            Disadvantages :
                            Ceiling fan ku kuch nuqsanat bhi ho sakty hain jesy ky agar ham low guality fans lety hain to ye bohatt jald kharab hojaty hain aksar kisi spring wgera ya keel wgera ky loose hony ki wja sy nechy sy bhi gir sakty hain jo ky bohat bura hosakta ahi isky elawa baarish kly mausam ma in ma nami paida ho sakti hai jiski wja sy poory ghar ky electricity system ma short circuit ho sakta hai achy waly ceiling fans kuch expensive bhi hoty hain jo ky aik bara disadvantage hai.
                            Hamy inhy bohattt achy sy install karnwana chaye kisi karigar bandy sy isy lgwana chaye por barish ky mausam ma khaas ehtiyaat karni chaye or joota pehny bgair or geely hatho sy button on nahi karna chaye I hope apko mra review pasand aya hoga or ap isy like bhi karen gy. JazakAllah !
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ye review roof cealing py mabni Hy

                              Asslamolikum !

                              Aj ma jis topic ka jawab dny ja raa ho wo roof ki celling par mabni ha is kay bary ma ham tafseelan bat kary gan or is kay faidy or nuqsanat ko dekhy gan to umeed karta ho i say apko kafi faida ho ga to ham start karty ha ya aj kal har ghr ma ho rahi ha or is a trend chal para ha ya boht achi hoti ha is say apkay kamry ki khubsurti ma boht zada azafa hota ha yachoke miti ku hoti ha jo plates ki trahh ki hoti han jin ko aps ma mila kar ek roof bani jati ha is ma boht say design aty han is ma khubsurti ka ilawa boht zada faidy hoty han ap kay room ma heat kam ho jati ha or ap kay room ma ag koi roof khrab ha to is say bilul cover hop jati ha.
                              Faidy :
                              is kay boht zada faidy han jin ma say kuch ma ap sab kay sath share kro ga to ham start karty han roof celling boht pyari lagti ha is kay bopht say faidy han is say apkay romm amheat kam ho jati ha or apkay room ki chat new ho jati ha is ma boht say design hoty han jin ma say ap koi bhe choes kar sakty han ya bopht trah ki hoti ha or ya kafi mazboot bhr hoti ha or is say a kay room ma boht zada khubsurti ma azafa hota ha is par app jis trah ka marzi design bna sakty han pr bhe is kay boht say faidy han.
                              Nuqsanat :
                              is kay boht zada faidy kayy sath sath kuch nuqsanat bhe han jin am say kuch m aap sab kay sath share kro ag to ham satrt karty han ya ek new roof ban jati ha or pahly wali roof ko bilkul cover kar deti ha jis ki wja say us ka nhi pta hota kay kya halat ha is liye ya thori khatarnak ha or zada is kay koi uqsanat nahi hn

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X