Useful tips for newbie & old trader
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Useful tips for newbie & old trader
    Jaisa ky Forex mai experience main ney hasil kiya hai mai kuch tips new trader or un traders ko daina chahta ho jo abhi tak loss mai ja rahy hain.Meri tips neechy likhi howi hai.
    1-Forex ki basic learning hasil ki jaye or Jo learning hasil ki jaey.
    2-Meta trader 4 ko use karny se pehaly es k har tools k use karnay ka tareeqa samaj lain.
    3-Apni learning ko achi tarha se demo practice account pay apply karain.
    4-Humesha apni knowledge mai izafa karain or Dosro k sath knowledge ko share karain
    5-Apni strategy or Analysis ki madad se Forex ko samjain.Dosro ki analysis and strategy pay depend na karain.
    6-Jo practice account ki mistake ho un ko solve karain or phir us ko live pay repeat na honay dain
    7-Humesha trade ko prepare kar k mukamal risk and money management ki madad se open karain.
    Hope meri thread ap sub k leye helping sabit hogi.
    :cool::cool::cool:
    Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Thanks for your useful post, its very very useful post, all of these tips are very very helpful for newbies and for older traders too. Forex traders must follow the business trend, and try to get more and more knowledge.
    • #3 Collapse

      yes ye to boht achi baat ap ne humy btaei han agar hum in par aamal kary to hum is busienss se achi earning kar sakty han isi liye humy koshish karni chahye k in par aamal kary ta k humy is busienss me loss na ho aur hum earning kary.
      • #4 Collapse

        Thanks, aap ne buhat achi tips share ki hain forex k bare mein. Mein ismein kuch izafa kerna chaonga. Apne greed ko control kerien aur sab se ziada risk utna hi lein jitna loss aap bardasht kersakein aur aapki investment zaya no isliye money management bhi zaroori hai.
        • #5 Collapse

          new apni learning ko strong karo aur demo ma ziada se ziada kam karo takay ap jan real account ma ao tu ap ko koi loss na ho aur problem na ay aur avoid greedness because is se ap jitna avoid kar sakty ho karo ya bohat buri chez ha aur stop emoticon also...
          • #6 Collapse

            G haan bilkul.agar hum kisi bhi kam kar ko seekh kar karty hain to hum success gain kar skaty hian.trading boohat he acha business hai or agar hum learn karty hain to hum is kaam main bhi apna career bana sakty hain or is main achi earning lay skaty hain.
            • #7 Collapse

              rizwan bhai me aap ka bhot shukar guzar hon k aap nay itni usefull information hamaray sath share ki hai q aap forex me tabh tak kamyab nai ho saktay jb tak aap apna knowledge dosron k sath share nai kartay hain.
              • #8 Collapse

                thanks for your use full tips han ya sab batain to bht he help full han jasa k ap na kaha hmain forex ko use krna sa phla us ki har ak tool ko phla samjhna cahea kew k bht c tools bht important hoti han but hmain un ko use krna ka trika ya time ka pta ni hota thanks again for this value able post
                *** Silent Dedication ***
                • #9 Collapse

                  rizwan bahi apny sab points bohot useful kahy hain agar hum traders in sab baton par amal krny lag jaen toe dear hamy shayad loss hi na ho or har ek successful trader ho or uski jo need ho wo puri krta jaye earning say na unko pending main daly kyn k ye clear hai har koi trade earn krny k liye krta hai.
                  i like your thread dear.
                  • #10 Collapse

                    Useful tips for newbie &amp; old trader

                    Yeh fx py tips k liye bohat zaroori hai k hum ko achy tips ki needs hai or ager koi is py kam krny k liye hum ko bohat achy tips ki needs hai is waja sy hum kisi ko yeh ni kha sakty h fx py aik achi job ni is py kam zaroor kia karo yeh hum liye kiya perfect job hai
                    • #11 Collapse

                      thnx for such a usefull post... main Samajhta hon K Aap ki in tips ko use Kartay huye hum behter trading kar Saktay hain... Sir Aap nay opar money managmnet ka zikar kiya hai Aap batayen gy k money managment Ka Kya formula hai ??
                      Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                      • #12 Collapse

                        g haan jnab is main new bahi k liye tips jo hain wo old trader ki buhat achi hain and is main ap k pas jitna zyda knowledge and experience ho ga ap is main utna sae sai kam kar k trading kar saky gay and is main ap ik achy trader ban saky gay and is main apny dreams ko pora kar sakty hain
                        • #13 Collapse

                          yes dear your thread is very helpful for me..i am also new in forex trading..im doing practice on demo account and also learning from different resources.insha allah i will try to use your tips before going for real trading account.
                          • #14 Collapse

                            thanks alot my dear brother very good thread humein aur newbie k liye kafi acha thread hain is se kafi help mili hain mujhe aur sab ko mili hogi aur hum sab ko is par amal karna chyeh ta k lose na karey aur profit karey srf
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Yes sir I believe That useful tips for newbie and old trader .i like my thread dear.thanks again for this value able post.people get good amount of money from Forex trading.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X