heding
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    heding
    forex trading me hedging ek boht useful technique hai , ap hedging k zayay market trend ko asani se malom kr skty hen .. hedging me hum buy aur sell dono ki trade lagty hen aur jb trend obvious hota hai tb ek trade band kr dety hen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    hedging acha software hai. ais ko pahley demo practice acount main use karna chiyay. ais main stregty set karni parti hai tab ap ko profit milta hai.
    • #3 Collapse

      hedge 1 aesi cheez ha jo 1 time me 1 curenncy me 1 bar buy aur 1 bar sell krny se lgti ha aur ye aesi 1 cheez ha jiski waja se bara loos hu jata ha aur apki equity bohat kam hu jati ha meri nazar me apko aesa har giz ni krna chahya
      • #4 Collapse

        Hedging is a god trading strategy in forex, Most of the traders use this technique in their trades, I always follow this strategy for my trades, I buy and sell at same day. Thanks.
        • #5 Collapse

          heding technique ka bhot he kam logo ko pata hai is me hota ye hai k hum ek he wakt me buy aur sell ki trade laga detay hain jb trend buy ko jae to sell ki trade close kar detay hain aur agar sell ko jae to us ka ulat.
          • #6 Collapse

            hedging karna pesay kamanay ka aik acha tareeqa he q k is ke zarye hum marke ko asnai se parh saktay hen or moment ko dekhtay hue aik trade ko waqt par close kartay hue acha profti bana saktay hen
            • #7 Collapse

              Hedging hum apnee aap koo secure karnee kee liyee use kartee hian yani hum big loss see apnee account koo bachatee hain aur hedging kee liyee achi timing jaab hoti hai jab market sideways hoti hai
              • #8 Collapse

                brother heding karna boht difficult he according to my experience, because heding me ek he point me buy aur sale ki position open karni parhti he aur heding karne se sara focus market me dena parhta he jese he buy/sale wali trade profit me ae close kar fir usi point me dosri trade open karni parhti he, i think heding karne ke lye investment big honi chahiye...
                • #9 Collapse

                  forex trading busiess me ap apni trades ko hadge kar skty hain ap ko jab loss ho raha ho to ap ne jis lot se buy kiya hua ha usi lot size se ager sell karin gy to ap ki equti jaam ho jaey gi or ik side profit ik side loss so ap acha time dekh kar bad me trade ki hadging open kar skty hain
                  • #10 Collapse

                    hedging humen allow karti hai kay hum market me opposite order laga sakty hain magar ye sirf aik specific pupose me ya situation me ki jaati hai isko aik proper strategy use karna bilkul ghalat hai or isko karny se na tu profit hota hai or na hi loss.
                    • #11 Collapse

                      forex trading main loss ko kam kerne ke doo tareeqe hain jin main stop loss or hedging shamal hain stop losss eap bare loss se bach jate hain or hedging main ap apne account ko mazeed loss se bacha sakte ho
                      • #12 Collapse

                        hedging forex mai aik pair mai buy or sell dono orders aik sat kholny kw kehtay hain ye professional traders us wqt karty hain jab market sideway move karta hai or humy pata ni hota k market kahan jay ga tw is lia hum dono position kkhol lety hain
                        • #13 Collapse

                          well bhi ak acha tareka hai trading karnay ya magehr is say humay nuksan bhi ho sakta hai is liy app ko news or us kay bad sl or tp pher zoror work karna chaya jabhi app ak achay traders and saktay ho
                          • #14 Collapse

                            Hedging aik useful strategy hoti hai traders k leye or sub time trader api buy or sell dunu ki postion same rate pay open kar daita hai or woh phir apney analysis k mutabiq wait karta hai k jab market bounce back hoti hai tu woh apni profit wali trade ko profit mai close kar daita hai or jab market bounce back ho kar wapis apni same price k as pas a jati hai tu woh apni dosri trade ko profit ya no loss no profit pay close kar k earning kar sakta hai.Bhout sary trader es hedging strategy ko apni techniques and skills k mutabiq use kar k apney account ko safe b rahkty hian or earning b karty hain.
                            Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              hedging ka yeh faida hota hai jab ap ka account loss m ho aur ending par ho to ap apna account hedge kar k bacha saktey hain.mt4 m hedgin hoti hain aur mt5 m hedgeing ni hoti...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X