Ye review Bank key ATM machine ki sahulat par mubni hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review Bank key ATM machine ki sahulat par mubni hay
    Bank ATM machines ki facility har jaga par provide kar rahy hoty hey ye esi sahulat hay jes ko use kar key hamy pesy nisaklny key ley bank me nahi jana pardta hay es se time bahot hi bach jata hay,

    Advantages:

    1. ATM card ki sahulat har bank deta hay aur ye account banany key koch din bad hi hamy bank key branch se mil jata hay,
    2. Kesi be bank me hamara account ho ham kesi aur bank key ATM machine se money ko withdraw kar sakty hey
    3. ATM se funds ko withdraw karny ki fees 15 Rs hay jes ko per transaction me asani se afford kia ja sakta hay,

    Disadvantages:

    1. ATM ki sahulat villages me nahi hoti es key ley city tak jana zarori hota hay
    2. Agar ATM machine me fault ho to per card hamy asani se nahi milta hay es key ley hamy apny bank key branch se contact karna hota hay jo key bahot hi long procedure hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review Bank key ATM machine ki sahulat par mubni hay

    ATM Machine ki sahuliat ky bary ma yeh review hai
    Bank ma ATM machine sy aoko bahot sy faidy mil skty hain ap wahan sy paisy niklva skty ho transaction kr skty ho aor market ma apko trading ky aor bhi bahot sary faidy mil skty hai ap bijli ka bill pay kr skty ho kisi bhi dosry account ma oaisy transfer kr skty ho aor knowledge aor experience ky sath kam kia jata hai trading ky leay agr ap ny deposited krny hain paisy ya money to ap a machine ko use kr skty ho aor trading ky leay market ma apko banking ky bary ma information hona chue aor apko business ky bary ma complete information ho gi tb apko response ky sath trading ka shaur mil skta hai banking ma ATM ky advantages bhi hain aor disadvantages bhi dekh skty hain ap log is leay apko information ky sath review dena ho ga Ma apki bat sy agreed krta hun apko trading ky leay knowledge aor experience ky sath kaam krne
    • #3 Collapse

      Re: Ye review Bank key ATM machine ki sahulat par mubni hay

      Yeah review ATM machine ke motaliq Hai jismein iski khubiyan aur khamiyan byan ki jaayengi.
      Advantages.
      ATM machine aajkal ke daure ki sabse a best electronic machine samjhi jaati Hai jiski madad se Ham aasani ke sath apne account se money withdrawal kar sakte hain. ATM ka sabse bara fayda yah hai ki Ham ek card apne sath rakhte hain aur iski madad se hamen jyada money apni Pocket mein rakhne ki jarurat Nahin hoti balki Ham kisi bhi waqt isko use kar sakte hain. ATM machine bahut secure machine hai aur ismein for bahut kam hote Hain.
      Disadvantages.
      ATM ka sabse bara disadvantage yah hai ki agar kisi time aapane card operate kiya ho aur light mein koi problem a jaaye to fir aapka card hang ho jata hai yah aapane a kuchh time galat dial kiya to fir bhi aapka card captured ho jata hai.
      • #4 Collapse

        Re: Ye review Bank key ATM machine ki sahulat par mubni hay

        Assalam o alaikum dosto me hu naveed Abbas sanwal or umeed hy k ap sb log khairiyat sy hu gy or stay home and stay safe waly rule ko follow kr rahy hu gy.
        ATM abbreviation of
        Automatic Teller Machine
        ATM aj k dour me ak teez tareen zarya hy cash nikalwany ka. Banks apni her branch k sath hatta k bus stops, hospitals, shopping mall or Airports pe apni ATM machine fix krty hyn ta k sarif is sy faida hasil kr sakin.
        Advantages:
        1: ATM machine apko 24/7 service provide kerti hy.
        2: privacy deti hy.
        3: Bank staff k load ko km kerti hy.
        4: safar k doran apka sath deti hy jahan chahyn cash ly skty hyn
        5: cash safety deti hy.
        6: zehni tension sy mehfooz rakhti hy ku k cash carry kerna asan ni hota hr wqt kisi na guzeer waqia ki waja sy.
        Disadvantages
        1: fraud ho skta hy hackers apny software ATM machine me fix kr skty hyn.
        2: hamin sirf wohi bank fees maf krta hy jis bank ka card hmary pass hota hy.
        3: security km hoti hy ak hi camera jo machine k oper lga hota hy .
        4: village me ATM ni hyn. Log city me ja k cash lety hyn.
        4: ATM charges high hyn.
        • #5 Collapse

          Re: Ye review Bank key ATM machine ki sahulat par mubni hay

          Auto teller machine ya atm machine aaj kall her kisi ki zarurat hai. Atm machines ab her barey chotay city mai mojud hoti hain. Atm machines ab airports, motorways rest areas, bus terminals aur train stations pay bhi available hoti hai. Atm machines ki aur atm cards ki wajah say ab cash bohat ziada saath lay kay chalnay ki zarurat nahi hoti hai. Banks ki atm machines aik agreement ki wajah say state bank kay orders pay ab 1link hoti hain jiss ka Matlab hay kay kisi bhi bank ki atm machines kisi bhi dusray bank kay cards ko accept kerti hain aur payments withdraw kerwai jaa sakti hain.

          Advantages

          ATM machines ki wajah say ab payments transfer aur Cash out kernay kay liye banks kay timing ki tension khatam ho chuki hai. Atm machines say bohat Kamm fee mai kisi bhi bank kay account, jazcash, easy paisa account mai payments transfer kerna mumkin hai aur ab tou state bank nay transfer fees bhi Khatam ki hui hain. Atm machines say her qisam kay utility bills pay kernay ki sahoolat mojud hoti hai jiss say banks ki lines mai lagnay ki pareshani khatam ho chuki hai

          Advantages

          ATM machines pay weekends pay cash khatam honay say bohat masla paida ho jata hai. Atm machines pay sarkaari chutiyaa zaida honay ki wajah say cash khatam hona aur machines ka kharaab ho jana mamool ki baat hain. Atm machines pay withdraw ya transfer kay doraan network break honay say account say debt hojatey hain laikin na tou cash out hotay hain aur na he transfer huay hotay hain aur uss kay baad user ko working hours ka wait aur kabhi kabhaar mahinoo apni payment kay liye wait kerwaya jaata hai. Atm machines pay hacking bohat aam hai. Atm machines pay rahzanni ki bhi bohat waardatey hoti hain kiyu security ka koi system he nahi hota hai
          • #6 Collapse

            Re: Ye review Bank key ATM machine ki sahulat par mubni hay

            dear ap nay bahut he achay topic pay baat ki hay k aaj k is iinternt k dourm main agar hamaray pass kuch paymnts hain to hamko kabhi bhi unko apnay pass nai rkhna chaye balk hamko unhain apnay accounts main rakhtay huway aik safe tareekay say unka nikalna mumkin hay jaisay k agar haamray pass jazzcash ka account hay hmaray pass easy paisa ka account hay ya hamray pass kisi banks ka account hay to unk sath sath ab atm cards bhi miltay hain jinko hamain safe rakhtay huway apni nvest ko usi k zaruiye say zarruat parrnay say hamain nikaltay huway use karna chaye aur agar ham aisa kartay hain to ahmko kabhi bhi kisi mushkil ka samna nai ho skata hay wo is liye k agar ham in atm machines ko thora bahut payed kartay huway apni amdani aur apni paymnts ki save rakhtay hian to us main koi bhi harj nai hay wo is liye k sab kuch lut janay say behtar hota hay k ham thora bahut looose kar dain aur agar ham atm machines k use say satisfied hain agar hamko in say acha faida aur security mlty hay to hamko aisa karnay say kabhi bhi peechay nai hatna chaye k hamain jub jub paisay ki zarrat parray ham har kisam ki atm machines say unhain baghair kisi dikkat say withdraw karwa saktay hain aur sath sath ham apnay aapko bhi secure kar saktay hain yeh kaam koi limited nai hota hay balk yeh sab kuch unlimited hay ham isay jahan pay bhi hain pakistan main ue kar saktay hain agar hamara irrada kahin bahir janay ka hay to hamko chayn k ham apnay cards ki intrnational karwa lain jisk baad ham inhain kahin bhi use kar saktay hain apni country main ya kahin bhi bahir.
            • #7 Collapse

              Re: Ye review Bank key ATM machine ki sahulat par mubni hay

              Yes dear aapane bahut hi perfect topic review ke liye select Kiya Hai Jab Se banking system Mein upgrade station Hui Hai Hai use time Se Hamare liye bahut easy ho gaya hai for example Jab aap banking system mein ATM aaya hai hai use time agar aap dekhte hain to aapke liye bahut sari facilities a gai hai aur aapke liye banking ko join karna Jyada easy ho chuka hai Kyunki Agar aapke pass ATM hai to usmein aapko bahut Sare advantages Mil Rahe Hain aapko Bar Bar Bank jaane ki jarurat Nahin Hoti aur aap apni maximum transaction Iske through kar sakte hain.

              ATM card se aap Kisi bhi Jagah apni amount transfer kar sakte hain Iske alava agar aap out of city hote hain aur aapko Achanak money jarurat Hoti Hai To usko aap vahan per ATM machine se withdraw Karva sakte hain ya Ek Aisi facility hai jismein aapko Koi charges per nahin karna Hote Agar aap different Bank ki ATM istemal Karenge to usmein aapko bilkul nominal se charges pay karna Hote Hain.

              ATM card se aap apne utilities Bil ki payment bhi kar sakte hain aur uske sath sath Apne account ka balance bhi pata kar sakte hain agar aap Koi transaction karna chahte hain to aap banking time ke bad bhi easily isko kar sakte hain ismein aapko Koi time limitation Nahin Hoti Kyunki bank timing to 5:00 Baje khatm Ho Jaati Hai Uske bad Agar aapko paise jarurat ho to aap ATM card ko utilise karte hue yah apni requirements ko pura kar sakte hain lekin iske sath sath aap Iske disadvantages dekhte hain to ismein aapke sath Koi criminal activities bhi ho sakti hai aur koi aadami aap ka ATM misuse bhi kar sakta hai isliye iski bahut jyada care abhi Karni chahie.
              • #8 Collapse

                Re: Ye review Bank key ATM machine ki sahulat par mubni hay

                Ji han bilkul dear brother aapane Sahi kaha hai Agar Ham Kisi bhi Bank Mein Apna account open Karvate Hain To is Bank ki taraf se Hamen bahut sari facility Di Jaati Hai jismein checkbox aur debit cal ATM card ki 16 ki hoti hai iska Hamen bahut jyada fayda Hasil ho sakte hain ki Ham dekhte hain ki ATM ki 16 aajkal Har Bank ke truly ja rahi hai aur Jiska Hamen bahut jyada fayda Hota Hai.

                Dear Aap Ko Kisi bhi Bank Mein Apna account open Karvate Hain To account opening ke bad aapko ATM apply karna Hota Hai Jab aapka ATM a Jaate Hain To aap Kisi bhi banking branch se kahin se bhi paise nikal sakte hain uska Hamen Jay fayda Hota Hai Ki 24 hour service hoti hai aap Kisi bhi waqt ATM per jakar paise nikal sakte hain ismein aapko line par lagne ki jarurat Nahin Hoti direct aap bhai Jaate Hain aur aap ismein se Apna ATM machine Mein dalkar Apne paise nikal sakte hain ATM per bahut jyada Rajesh bhi nahin Hota jisse aap aasani se bahut kam Waqt Mein Apni paise nikal sakte hain.

                Dear Agar aapke pass bank ka ATM hai to aapko ismein proper working karna ho gai aur ATM ko use karne ka pata Hona chahie agar aap ismein ATM ko use karte hain to uska aapko kya fayda hota hai ki aapko cash Bhi Nahin apne pass Nahin rakhni paddti aap Kisi bhi Bank branch se kahin se bhi paise nikal sakte hain Kyunki Ham dekhte hain ki aajkal hamare pass bahut sari branches hoti hain Bank ki jo ki Har city mein available hoti hain To Ham aasani Se Kisi bhi ATM se apne paise nikal sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review Bank key ATM machine ki sahulat par mubni hay

                  Asslam Alaikum dear member ap ka ye review atm cards or atm machines ki sahulat pr mabni hy atm cards ki sahilat jb se i hy tb se hi trends chamge ho gye hen log cash apny pas rkhny ki bjaye cards hi apny pas rkhty hen jis se chori or daketi ka khtra nhi rehta is ky ilava atm machines ka ye bhi faida hy k jis bhi waqt ap ko peson ki zrurt ho ye ap ko frahm kren gi atm machines 24 ghnty or hafty ky saton din khuli rehti hen jis se cash ki vasuli bht asan ho gai hy atm machines ki sahulat se banks ko bhi bht faida hony lga hy q k log ab apna zyada tr pesa banks me rkhvaty hn apny accounts me or zrurt prny pr niklwa lety hn lekin bht atm machines out of order hoti hen jis se sarif ko preshani ho skti hy or atm machines me pesy agr khtm huye ho to bhi preshani ka samna krna prta hy or agr kisi or bank ki atm machine se pesy withdraw kren to charge deduct hoty hen jo k ek extra fee hy behr hal ye ek bht hi achi or mufeed sahult hy sarfeen k liye or atm machines hr jga honi chahiye koi sa bhi ilaqa ho ya area ho ta ky logon ko pesy niklwany ke liye door na jana pry or khas tor pr gaon k logon ko shehr jana prta hy transactions k liye q k gaon me atm machines available nhi hoti
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review Bank key ATM machine ki sahulat par mubni hay

                    Advantages

                    Dear friend Assalamu Alaikum ji han bilkul aapki baat bilkul theek hai ATM machine bahut jyada benefit Deti Hai Kyunki se bahut jyada Logon Ko fayda pahuncha Hai Kyunki Agar aapki payment bank account Ke Andar maujud hai tu Bank ki timing Sham Panch baje tak Hoti Hai Uske bad aap payment Nahin nikal Le Sakte lekin ATM machine Kesariya aap Kisi bhi Jagah aur kisi bhi city mein payment nikal sakte hain ya Ek bahut hi accha Tarika IQ ke ATM se aap apna card dalkar withdrawal Le sakte hain jo ki bahut hi accha Tarika hai isase aapko bahut jyada benefit Milta Hai Aap Kisi bhi Jagah ho aap apne ATM Ka istemal Karke payment karwa sakte hain aur apni payment Ko Kisi bhi time Hasil kar sakte hain Kyunki ATM a 24-hour payment module Hoti Hai To isliye aapko koi bhi pareshani Ka Samna nahin karna padta

                    Disadvantages

                    Dear friend ATM ka vaise to koi bhi disadvantages Nahin Hai Lekin Kuchh time aisa hota hai Kyunki Kisi bhi dusre ATM se agar aap payment withdrawal Nahin to aap ko charges padhte hain aur uske alava ATM se aap rojana 50,000 nikal sakte hain aur Iske limit 50000 Tak hoti hai aur ATM per aapko Ek Aur Bhi masala ban sakta hai ki koi bhi Chor aapko vahan mil sakta hai aur aapki payment ko chhin sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review Bank key ATM machine ki sahulat par mubni hay

                      Assalamu Alaikum ummid karta hun ke aap khairiyat se Honge ji han doston ATM ka review bahut hi Achcha hai Hamare liye bahut jyada fytel aata hai
                      ADVANTAGE S

                      ATM Ne Hamen bahut jyada advantages provide Kiye hai ATM ki madad se Ham Kisi bhi Jagah Kisi bhi Shahar Mein Kisi bhi time Din Ho Ya Raat iska use Karke Ham money withdrawal Karva sakte hain Bank ki ek timing limit Hoti Hai Jab Bank Band Ho Jaati Hai To Ham Is Tarah money withdrawal Nahin Karva ATM se Ham Kisi bhi waqt Kisi bhi time kisi bhi Jagah money withdrawal kar sakte hain yah 24 ghante Hamare liye maujud Hota Hai Kisi bhi waqt Ham withdrawal Karva sakte hain isliye Hamen kabhi bhi pareshani ka Samna nahin karna padta.

                      DISADVANTAGE S

                      Bosco ATM ka koi nuksan hai lekin iski Ek limit Hoti Hai 50000 Se Jyada Ek Din Mein Hamen Mani Nahin De sakta iski yah limit Hai Tu Is Tarah Agar Hamen Jyada Pasand Ki Zaroorat Ho To Ham ismein se 50000 Se Jyada Nahin nikal Sakte
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye review Bank key ATM machine ki sahulat par mubni hay

                        Assalamu Alaikum dear friendsYeah review ATM machine ke motaliq Hai jismein iski khubiyan aur khamiyan byan ki jaayengi.
                        Advantages.
                        ATM machine aajkal ke daure ki sabse a best electronic machine samjhi jaati Hai jiski madad se Ham aasani ke sath apne account se money withdrawal kar sakte hain. ATM ka sabse bara fayda yah hai ki Ham ek card apne sath rakhte hain aur iski madad se hamen jyada money apni Pocket mein rakhne ki jarurat Nahin hoti balki Ham kisi bhi waqt isko use kar sakte hain. ATM machine bahut secure machine hai aur ismein for bahut kam hote Hain.
                        Disadvantages.
                        ATM ka sabse bara disadvantage yah hai ki agar kisi time aapane card operate kiya ho aur light mein koi problem a jaaye to fir aapka card hang ho jata hai yah aapane a kuchh time galat dial kiya to fir bhi aapka card captured ho jata hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye review Bank key ATM machine ki sahulat par mubni hay

                          Bank main apna account create karny k bad humy ap I marzi k sth jab Chao jha bethy hn jas city ya country main gay huy hn wha pay hum asani k sth ATM k sth ATM machine main asani k sth din rat 24 ganty main jab chye apny passy ATM ki Limat k mutabik withdrawal krva skty hain ya machine har bank provide krta hain Jab k ab ya machine har shopnig Mal university bhi provide krti hain jass ay logo ko zyda SAY Yda fida hn or wo asani k sth apny rawam ko withdraw krva sky......
                          ADVANTAGES :::::::%%%%%%
                          Dear agr hum as machines say buht zyda fida utha skty hain or ya fida humy har bank provide kr rhi hain as machine say hum buht zyda fida utha skty hain humry lay ya buht bhri opportunities hain jass say hum. Asani k sth fida utha kr apni asani ko moyasir bina skty hain...
                          DISADVANTAGE::::%%%%%
                          Dear ya machine humry srf or srf sharp main city main fiday detii hain Jab k ya ghao main ni hotii or as k zyda nuksan ni hain lkn ya ghao main as ki sahlot ni hain Jab k bazz time choti si mistake say humra ATM machine main rhy jata hain jass ki waja say humy bank k chakr lagna phrty hain or ya process bhi buht muhskil hota hain....
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye review Bank key ATM machine ki sahulat par mubni hay

                            Bank ki ATM Ka Hona bahut hi acchi baat hai yah Ek aapko bahut hi acchi sahulat Mahiya ki gai hai ki aap 24 ghante mein kisi bhi time jakar apni money nikalwa sakte hain jo aapki Manish se bhi ho chuki hai aur aap to sirf ek card ki madad se apne lakh rupaye nikalwa sakte hain Kisi bhi aap Bank ki ATM Mein jakar Apne lakh rupaye nikal sakte hain aap ko Bank Mein jaane ki jarurat Nahin Bank ke line Mein lagne ki jarurat Nahin aur jab aap paise nikal Wale Tu Bhi Aap Ko Kisi Se Darne ki jarurat Nahin aapke pahle paise bhi save Bade hote hain isliye Bank ki ATM Ka Hona Har Insaan ke liye ek bahut badi sahulat hai Main Khud bhi Bank ki ATM ko use karta hun aur Main isase Ek Achcha fayda hasal kar raha hun aa Pranam log bhi Bank ki ATM ko use Kiya Karen Bank ki Bank ki ATM ki madad se aap Kisi bhi waqt jakar apni jarurat ke mutabik paise nikal sakte hain aap Jyada paise bhi nikal sakte hain kam paise bhi nikal sakte hain Itni jarurat ho aap apne nikal Karishma La sakte hain Baki paise aap kaise Bade hote hain aur you aapka kam chal jata hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ye review Bank key ATM machine ki sahulat par mubni hay

                              pakistan ke bahut sare banks hain ap agar kisi bhe bank main apna account open karate ho to wo apko is main aik ATM card or check book bhe dete hain yeh optional hote hain agar ap lena cahen to is ek apko alag se charges bhe pay karne hote hain to ATM card main easy reh jata hae as compared to check book is main yun hota hae ke apke account main kuch bhe payment ho to us se ap kisi bhe bank ke ATM se apne payment withdraw karwa sakte hain yeh aik bahut ache opportunity hae banda kahen bhe ho to us ke liye bahut he zayada asani ho jate hae or hum agar kisi ese jaga hon jahan par hamare pas paise na hon to hum is card ke madad se paise nikal sakte hain yeh mushkil time main hamare bahut he zayada kam ata hae to is liye he to hamen cahiye ke hum is main sahe tarah se acha kam karen hum is main jitna zayada kam ko time dete hain hum yahan se success hasil karte he hain bas hamen is main kam ko sahe tarah se kam karna hota hae or isko hamen time dena hota hae agar hum is main sahe tarah se is main kam kar jate hain isko time de jate hain to hum yahan se success bhe gain karte he hain hamen bas is main is se faida uthana cahiye yeh hamare liye aik kisam ke opportunity hae hamen isko waste nhe karna cahiye hamen cahiye ke hum is main sahe tarah se zayada se zayada kam kara karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X