Gold kiya hamesha uper neechay hotay rehta hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold kiya hamesha uper neechay hotay rehta hai?
    dosto gold ki market kiya hamesha uper neechay hote rehti hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear gold kia har currency pair ki market uper nechy hoti rehti hy lekin jahan sy up hoti hy dobara agar uc jaga par na ay oper hi jay to phir trend uc ka up ward hota hy uc me buy ki trade lagti hy gold ki market bhe esy hi hoti hy baz oqat bht down chali jati hy or baz oqat bht up chali jati hy kabhi up down up down hoti rehti hy news ko read kia jay to market condition ka pata chal jata hy
    • #3 Collapse

      g bilkul gold ki hamaisha movement karta rehta hy aur gold ki movement bahot fast hoti hy is liey new traders k liey gold mein trading karna bahot risky hota hy. gold main trading sy profit hasil karn k liey kafi experience aur good analysis bahot zaroori hien.
      • #4 Collapse

        wsay to forex mein tamam chezay jin per trade kar saktay hein woh uper nechay hoti rehti hein magar apne gold ki bat ki hay gold pe to sab say ziada up n down hota hay or is k up n down honay say market mein 500pip say lakar 3000pip tak ka fark ata hay.
        • #5 Collapse

          je han gold ki cost same ni rehti kyu k gold depend krta hy us dollar per jaisy he dollar ki cost change hoti h to gold ki cst bhe change ho jati hy isi lyey gold ki trades krna mushkil hota hy
          • #6 Collapse

            je han dosto gold ki market buhat zada mahnat or buhat zada investment mangti hay kyon kay gold ki market price movement buhat jaldi jaldi up and down hoti hay kyon kay uspar euro ki up down say fark parta hay gold par bhi jo price updown hoti hay woh bhi currency ki waja say he hota hay
            • #7 Collapse

              G bhai gold ki market mian bohat ups and downs atay hi rehtay hain jo isay lgatar movement main rakhtay hain is liye k jb EURO ya pound ki prices up jati hain to ye aksar down jata h likin doller k sath ye bullish rehta h aksar
              • #8 Collapse

                G han my dear frands gold ki hamaisha movement karta rehta hy aur gold ki movement bahot fast hoti hy is liey new traders k liey gold mein trading karna bahot risky hota hy. gold main trading sy profit hasil karn k liey kafi experience aur good analysis bahot zarori ha jis ki waja sa hum loss sa bach sakte ha,
                • #9 Collapse

                  Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay gold ki market hamesha up and down hoti rehti hay aur ye dollar kay sath sath up and down rehti hay gold ki market is leye gold kay kaam ko bohat dehan say karna pata hay
                  • #10 Collapse

                    g haan dosto ye to bohot common si baat hai gold k price to humesh uper neche hote rehty hain kyun k jab currency k rate pe effect hota hai to sab se pehle golt k rate pe bhe uska effect hota hai....
                    • #11 Collapse

                      dear gold Asian countries pay dependent hota hy and asian countries kay circumstances effects alot so ham news say.madad lay sakty han about ups and down of any trade
                      • #12 Collapse

                        gold ki market main movment bohat ziada hoti hai islye ye hamesha aisay hi move karta hai aur currency pair se ziada jaldi ap ko profit ya loss main lay jata hai islye forex trading main baday investors mostly gold pay hi working kartay hain
                        • #13 Collapse

                          Gold hamesha uooper neeche hota rehta hai aur asal main is ka link USD kay sath hai kun keh jub USD strong ho to ye sell hota hai aur agar USD weak ho to ye buying mode main hota hai. Is ki movement ko theek tarah se judge karna chahiye warna loss ho jaey ga.
                          • #14 Collapse

                            g bhai jan gold forex man sab se mehnaga trade hota hy us manian ap ko loss bhi kafi bhara hota hy our us mian apko profit bhi kafi bhara hota hy bas asal bat ajati hy ke is ian ap phlky learning kar lo phr is mianap earning asani ke sath kar sakty hou our ismian ap agy js a skaty hou
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              hmmm janab mjhy apki thread buhat achi lagi kafi easy hay or is per comment karne k liye me smjhta hu logo ko kafi sochne ki zarurat nahe paregi g han ye buhat easy hay ager ap easily seekh jaen to.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X