forex halal hai
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex halal hai
    yar sab log ye janana chatay hain k forex halal hai ya haram tuo aap k lay ye hazar haiClick image for larger version

Name:	1471258_1419787528252864_1460487319_n.jpg
Views:	8
Size:	87.3 کلوبائٹ
ID:	12461371
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    i think mery khayal se fores jo ha na haram nai hai ye halal businees haim aur ye sawal b ghalt hai k ye halaal ha k aram hai,,,,,,,
     
    • #3 Collapse

      ji bhai forex ak real business ha jis say hum bohat sa profit hasil kar sakty hain hum js kaam pay mehnnat karty hain wo hamare laye hilal hoata ha forex ak bohat he acha business ha.
      • #4 Collapse

        aik cheez ki market value brdh jati h tw ap use sell krdete ho thk h ? tw jitni mhengi hoi us ka ap ko profit milta h so ap mjhy btao ye halal q nhe h ? ye haram nhe h halal h.forex is a halal busniess q k is me hum apne pese laga k mehnat karty ha k humy profit ho hum kisi k sath galat nai karty ha
        • #5 Collapse

          Forax meri nazar say Halal bi hai aur haram bi.....kiunkay aik tarha say ap ismay apna opinion dayrai ho.........Consultant ka work karrai ho ap ismay.....aur agar ap ghalat use ya kissi aur maqsad may iski money use karogay toh Its work Haram.......Baki Allah Sai Janta hai haram hai ya Halal...Forex
          • #6 Collapse

            apka sawal valid hai lekin mein yahi kahonga k ye halal hai kyun k ye 1 online forex trading business hai hai our islamic point of view se jis business mein risk ho wo halal hota ha iur yahan bhi risk hota ha loss hota ya Profit.
            • #7 Collapse

              forex jb ham ko profit diti he to question create hota he ky forex halala he ya nae me ap se aor baqi bhe awam se pochta ho ky jb lako ky hesab se es me loss ho jata he to ap es ko os waqat kya keh sakty plz reply this comment mgr allama kisi se pochna fr reply karna
              • #8 Collapse

                forex me trading ki jy to jo profit ata he os pr question ya objection he ky aya ya halal he ya haram mera bhe aik option he agr trading se loss hota he to wo kya keha ja skata he wo bhe nuksan to he na os ko kya kaho gy trading etni asan nae he na har koe kr skata he na es ko har koe kama skata he
                • #9 Collapse

                  yes forex is a hilaal business bhai jis busienss men profit ki umeed ho aur loss ka andesha ho wo hilaal business hi hota he .... haram business men ye nai hota apne kabi juaa laga hua dekha he aik harta he tou dosra jeeta he wo haram ka hota he aur ismen istrah ka koi chakar nai eh
                  • #10 Collapse

                    mery khayl se ye halal he hai Q k hum yaha hard work karty hai so meri nazdeek ye halal hai baki mufti behter janty hai
                    • #11 Collapse

                      dear forex is 100% halal . this is real business and as the other business forex is just want first of all our investment than want our experience and knowledge in the field of forex and give us the real profit and loss as per our investment and trading make in the forex. This is real and halal business and working is very good for every traders.
                      • #12 Collapse

                        dear forex tradeing meen tradeing karna koi islam mee koi mamnoou nahien hy islam ky mutabiq forex tradeing halal hy is ko ham islam mee jaiz hy or is ko kar sakty haien is liy hamin chhaiey kih ham is ko bila khoof khatr is ko join kareen
                        • #13 Collapse

                          bhai jan ye trading hy or tijarat halal hy hram nai hy. es me ham investment krty he or nafa hasil krty hen sood nai. es ley froex trading halal hy.
                           
                          • #14 Collapse

                            thank you so much wase tu mujhe malom tha ke ye kaam bilkul halal hai but ap ne fatwae ke saath post share ki hai tu mere yaqeen aur pakka ho gaya kyoun ke ya kaam luck per dependent nahi karta aur is kaam ko ap juwa bhi nahi bol sakte ye kaam totally country ki economic per dependent karta hai tu is hissab se halal hua
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              in my point of view aap jis pese ko apni hard work or lagan se hasil karte ho wo kamana haram nahi ho sakta hai is liye forex pe hum jo earning karte han wo bhi apni pori mehnat or lagan se hasil karte han is liye forex bhi halal hai...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X