Forex trading main Robo use kar sakta hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main Robo use kar sakta hain
    My dear Friend hum Forex trading main robo use kar sakta hain ka nahi aur agar use kar sakta hain tu Robo ka kya fahida hai kya hum achi earn kar sakta hain ka nahi . . . . .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g bro bilkul forex trading k lia ham robot use kar skty ha or es sy work ly skty ha forex trading risky business ha or jo log es mi khud traidng karny sy darty ha wo robo use karty ha ku k robot auto trading karta ha hamari jaga or es mi profit b hota ha or loss k chances b rahty ha but robot use karny k lia accunt mi balance zayada hona chaheya.
    • #3 Collapse

      Forex trading main robot use kar sakte hain aur agar hum manual trading na kar sakein to auto trading kar sakte hain. Auto trading hai bohat risky aur baz awqat loss main trades open kar raha hota hai. Is liye main manual trading ko prefer karta hun ta keh green pips lag sakein.
      • #4 Collapse

        ji haan bilkul agr hamare pass forex mai robot use karne ki sari detail hai to ham ba asaani robot trading kar sakte hain is se hamen time ki bhi bachat hoti hai or ham kam waqt mai earning bhi kar sakte hain...
        • #5 Collapse

          es mi profit b hota ha or loss k chances b rahty ha but robot use karny k lia accunt mi balance zayada hona chaheya.Forex trading main robot use kar sakte hain aur agar hum manual trading na kar sakein to auto trading kar sakte hain.
          • #6 Collapse

            g han pa forex trading ma robo use kar sakte hen lekin mera ap ko mushawra ha k agar ap ko khud pe itmad ha to khud karen ap ko profit bi ziada ho ga our ap ko experience bi bahut ho ga.
             
            • #7 Collapse

              me nay yaha pay abhi tak koi b robo use nahi kya hai ku k me khud he manually trading karta hon aur khud he sub kuch dekhta aur sambhaalta hon jiss say mjahy kafi experience hasil hota hai.
              • #8 Collapse

                g han mere dost ap forex trading ma robo use kar sakte hen is k lia ap ko istimal ka eeqa hona chahye. lekin is se ap ko koi faida ni ho ga no experience ki9 situaion ho i ap ki.
                   
                • #9 Collapse

                  ap forex pak forum me robo use kr skty hain, bt ye thora risky hai. bohat kam log he robo use krty hain. ager ap manually trading me achy ho is me itna loss nai hota to ye he sai hai k ap manually trading kro, bt ager pa robo use krna chayen to kr skty hain,bt ye thora sa risky hoga or is k lye ap k pas account balance thora high hona chaye
                  • #10 Collapse

                    g han mery bhai q nahi forex trading business men ny aysy boht sary log dekhy hen jo robot systen use karty hen pr mujhy robot trading paand nahi hy q ky is sy ap ka knowledge or experience limited ho jata hy or ap apna experience improve nahi kar sakty robot trading zayda tr lalchi log use karty hen meri advice ye hy ky ap manual trading karen
                    • #11 Collapse

                      G FRIENDZ MA IS TRADING FIELD MA NEW HO N MUJHA IS BAT KA KNOWLEDGE NAI HA KA KA FOREX TRADING MA ROBO USE KAR SAKTY HA KA NAI G :confused:
                      • #12 Collapse

                        Forex trading me robot use kar sakte hen lekin is me 2 kharabiyan he pehli ye ke is se ap ka tajurba nhi barhta aur dosri ye ke koi bhi robot 100% result nhi deta aur us me kuchh na kuchh risk zaroor baqi rehta he.
                        • #13 Collapse

                          g nah mary bhai treading main aap robot bhi use kar saktay han.jo log khud treading karnay say darty han mary khyal say voh robot ko istmal karty han.robot say atomatic treading hoti rahti hy.is ko use karnay say profit bhi ho sakta hay or loss bhi.robot ko use karnay kay liyay account bhi kafi bara hona chaheyay.
                          • #14 Collapse

                            oex ading ma obo ki madad se ap apni invest ka 100% monthally profit hasil kar sakte hen. lekin agar ap khud ache tade hen o ye pofit ap 1 hafte ma bi hasil kar sakte hen,.
                               
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              jab main forex mein new tha tu muj ko forex mein reboot k bara mein pata chal tu main ne kud se trading karna ko acha samja tha kyun k agar hum apna mind se achy trading kar skta hain tu hum ko reboot se trading karna k kia faida hai kud se trading kara se humara ko experience ziada hota hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X