Yeh Review Neya Makan tameer karny par mubni hai (Title Edited By Rizwan Trader)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh Review Neya Makan tameer karny par mubni hai (Title Edited By Rizwan Trader)
    Dear ap ne agar ais dor mai acha ghar banana hai to aus k bary mai ap ko aik acha plan aor acha design ka hona zarori hai ap ko sab se phly to ais k liay aik achi jaga purchase karni ho gi aus k baad ais mai ap kaam kar skaty hai ais mai ap ko ye faida hai k ap ais mai agar aik hi sath pora ghar banty hai to wo bahot hi muskil marhala hai ais k liay ap ko thora thora kam karna chaye ais se ap asani se apna ghar bana sakty hain.

    Faidey:
    1. New ghar banay se ap ais asani se reh sakty hai aor apna future safe kar skaty hain.
    2. New dor k lehaz se banaya gia ghar kafi zayda dair tak chalta hai aor ais ki good looking se new hi lagta hai.
    3. Ap k ghar ka nuqsah agar acha ho ga to aus par ap jitna zayda acha kaam karwaty hai aus par atna hi zayda kashish peda hoti hai.
    4. Thora thora kaam karwany se faida ye hota hai k ap par atna zayda bardon bhi nai atan aor ap ka ghar bhi complete ho jata hai.
    5. Hamesa aisa kaam kary jis se ap k ghar mai khubsurti bhi aye aor aus k sath muzboti bhi ho.

    Nuqsan:
    1. Agar ap ka ghar banany wala qarigar acha nai ho ga to ap ka sara paisa zayda jaye ga.
    2. Ap agar achi jaga ghar nai banye gay to waha par ap ko acha ghar banany ka bhi faida nai hai.
    3. Jaha par ap ko facilities na mily waha par ghar bana k ap ko kam qeemat hi milti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review New Makan banany par mubni hai.

    Ji han dear aapane bilkul sahi kaha hai is Daur mein ghar banana yah To Hamen iske liye Paisa chahie hota hai agar Hamare Paas acche paise Honge aur Hamen Hamare Paas Itni Jyada kam Hogi Kya Ek Achcha Ghar banaa sakte hain To Hamen banana chahie Kyunki isase Aage jo bhi time a raha hai Itni Jyada mahangi hoti ja rahi hai agar is Waqt Ham koi bhi ghar Bana Lenge to vah hamare liye Behtar hoga aur aap to Thodi Si matlab chijen Sasti bhi Hain To Ham Agar ismein Ghar banaa Lete Hain To ismein fayda Hasil kar sakte hain Ham Ghar Ke Liye acchi planning kar sakte hain aur aur Agar Hamare Paas koi bhi achcha Karigar Hoga To Ham Ek bahut hi accha Ghar bana sakte hain Ghar banane ke liye Hamen pahle Jagah kaun sa kaam karna padta hai aur usmein to Manzoor Jaat ko dekhna padte Hain Uske bad ham usmein Ghar banana chahie.
    • #3 Collapse

      Re: Ye review New Makan banany par mubni hai.

      Assalamu alaikum dear forex trading members only remember aapane bahut acchi discussion ki hai hi makan banane ke liye house building ke liye hamare pass nahin acchi honi chahie aur hamen ek daliye well-planned architektur ko block kar pahle apna kaam karna chahie aur material vagaira achcha lena chahie agar aapke pass trading market ki tarah ki planning hogi to aap apne house ko completely balance stablish kar loge aur aapko iski investment aur iski lagat ka bhi andaza hoga iske liye aapko accha mistri talash karna chahie jo experience ho jisne pahle bhi kam kiya hua ho usko pahle kam samjha den aur first karen mausam ka bhi aapko pata hona chahie ki kaisa hona chahie tab aap kam karen ta aj kal ke daur mein makan banana bahut mushkil hai upar se agar koi in experience history aapane rakh liya to aapko bahut nuksan ho sakta hai isliye aapko planning ke sath chalna hoga
      • #4 Collapse

        Re: Ye review New Makan banany par mubni hai.

        New makaan banana hamesha say aik aisa ammal raha hai jo her insaan ki life mai aik baar zarur ata hai aur aik baar makaan ki tameer kay marhalay say guzarnay parta hai. Kisi bhi makan ki tameer mai kuch aisi cheezain zarur hoti hain jinn ka khayaal rakhna bohat zaruri hota hai. Makaan ya ghar ki tameer kay liye apnay plot ki location kay mutabiq aur apni zarurat kay mutabiq naqsha kisi achay architect say zarur banwana chaiye aur jab construction shuru kerwai jaey tou uss waqt bhi apnay Mason aur architect ko contact mai rakhna chaiye. Makaan ki tameer kay liye kabhi bhi material pay compromise nahi kerna chaiye kiyu kay makaan life mai aik baar he banta hai baar baar aisay kaam mumkin nahi hotay hain.

        Jab makan ki tameer shuru ki jaey tou pehlay say aik estimated cost ka andaza rakh kay kaam shuru kerwana chaiye. Kiyu kay Agar aik baar tameer shuru hojaey tou sarmaey ki kammi ki wajah say bohat say masaael atey hain. Makaan ki tameer hamesha aisay kerwani chaiye jo Mustaqbil ki zaruriaat ka khayal rakhna bohat zaruri hota hai. Aaj kall aik 5 marlay ya 120 yards ka makaan single unit pay taqreebun 22 say 25 lakhs ki cost aati hai jiss mai ground floor ki mukammal tameer ho jaati hai. Iss kay elawa Agar 2nd floor ko tameer kia jaey tou taqreebun iss cost say double cost aajati hai
        • #5 Collapse

          Re: Ye review New Makan banany par mubni hai.

          yes brother aapane bahut hi Achcha review diya hai agar humne Jo Makan Banane Hain To uske liye hamare pass Ek Achcha Sa plan Hona chahie Kyunki aajkal Har Bande ki jarurat hai Achcha Makan banana agar aap ek dafa kharcha karte hain aur Achcha Makan banaa Lete Hain To Uske bad aapko 10 15 Sal Kisi Kishan ki tension Nahin Hoti Agar aap apna Makan Kisi acche Insan Se Pyar Kar Baithe Hain To usmein aapko yah fayda hota hai ki aapke ghar ki looking bahut hi Pyari Hoti Hai Agar aapke ghar ka style Yara hoga to aap usko long time tak use kar sakte hain iske sath sath aap Agar Achcha material use karte hain to aap usko Jyada der tak acche tarike se istemal kar sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: Ye review New Makan banany par mubni hai.

            gee han bhai thek kaha hai agr hum ne is door main ke w acha ghr bana hai tu os k liye hume phaly plan krna hota ha os ki desining k bhrey main ur os ki buniyad kr bahrey main hume pata ha k is door main ghr bana bohat hi muskil ha ghr bane k liye hume achi khasi money ki zahrorat parti ha jab ur makan bane se phaly hume dekhna hota ha k hamre paas itni money majoo ha k hum ise asani se ghr open kr saken hume phaly hume manage ktna hota ha aj kal log intuo ki baje block ko use krte hein wo sibat se bante hein wo hume kuch sate mil jate hein ur ose hum ghr main be bana sakte hein bas dori menat krni hoti ha ur hume kuc samna ki zahrorat hoti makan open krne se phaly hume un ki buniyad rakhni hoti ha tab hi achy ur masbot makan open kr sakte hein
            • #7 Collapse

              Re: Ye review New Makan banany par mubni hai.

              Dear new Makan banane ke bare mein aapane Hamare Sath Jo review share kiya hai vah aap ne bahut hi detail ke sath Hamare Sath pesh kiya hai aur Kafi Jyada Mein prashnon ki aapane proper knowledge Hasil Kiya aur proper knowledge ke bad Aap Hamare Sath review share Kiya Hai To Main Bus Yahi Kahana chahta hun ki agar aapane new Makan banana hai to aap sabse pahle research Karenge aapane Kaisa Makan banana hai aur in future aapko Kaisa Makan chahie hai aur aapko bedrooms Ho Gaya aur kitchen uske sath sath toilet vagaira kitne chahie hain aur aap ki demand kya hai aur aap Jaise Bhi dekhne ki aapka Ghar kaun si jagah per hai kya aapka Ghar open area mein hai ya FIR aapka Ghar congested area Mein Hai Jahan per bahut jyada log Hain Jo aapane Jaise Bhi dekhna hai vah sari chijen count Karke FIR aapane new Makan banana hai Taki aapko fayda ho aur uska aapko nuksan Na Ho
              • #8 Collapse

                Re: Ye review New Makan banany par mubni hai.

                New makan jab be banaya jaye to es bat ka khayal raka jaye key plot be zeyada kharab na ho aur makan har tarha se acha aur stylish ban jaye, es key ley bahot soch samaj se 1 strategy banani chaye aur har tarha se nakshy par soch samaj kar action lena chaye, hamy apny new makan banany key ley bahot se nakshu ka jaiza lena ho ga aur jo be naksha plot ko suit karta ho es par action leni ki koshish karni chaye esy nakshy ko ignore kar dena chaye jo key zeyada plot be kharab kary aur makan be stylish na ban saky, new makan banany me ye koshish karni chaye key pesy kam se kam invest ho jaye aur makan me koi kami be na reh jaye
                • #9 Collapse

                  Re: Yeh Review Neya Makan tameer karny par mubni hai (Title Edited By Rizwan Trader)

                  ye review new makan banany per mubni hai sab sy phly to new gher banany k liay plote ki zarorat hoty hai aj kal plote khreedna bra mushkil hai diffrent jagho per es ka rat mukhtalif hai hamry han 200000 sy ek marla start ho jata hai kam cy kam 5 marla to chaey ho ga phir ja ker makan acha banta hai plote khreedny k bad es mn bharti daln hoty hai cities mn plote ki bharty kafi mehngi hoty hai us k bad makan aery mazbooot hony chaey us mn cement aur sarya ki zaroorat hoty hai

                  Material
                  cement bajri reat
                  sarya eant paani
                  mazdoor mistry
                  sab cy barh k naqsha chaey ho ga

                  jab makan chatoon pe chaly jaty hain to us time T.R garder ki zaroorat hoty hai phir tail aur chpper ki bi jab makan ban jata hai hai to us wakt usy paint ki bi zaroorat hoty hai phier usko decorate kerny k lia farniture ki zaroorat hoty hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Yeh Review Neya Makan tameer karny par mubni hai (Title Edited By Rizwan Trader)

                    hi friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review neya maken tameer karney per mubni hay naya ghar banay kay ley sab say phaly to plat ki zororat hay jiss main ghar bana hay sab say phaly to ap hak plat kharadin or is kay bad to ap ko is plat main bharity dalni ho gi jo kay cities main boot zaida mangi ho ti hay or is kay bod ap ko meterial ki zoroorat hay
                    meterial cement bajri reat sarya eant pani mazdoor mistry sab say barh k naqsha cbhaey ho ga or jab makan pora ho ga to is wqat ap ko T R garder ki bi zororat ho gi or tab ja kar ap ka makan thar ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Yeh Review Neya Makan tameer karny par mubni hai (Title Edited By Rizwan Trader)

                      gee han bhai thek kaha hai agr hum ne is door essential ke w acha ghr bana hai tu os k liye hume phaly plan krna hota ha os ki desining k bhrey predominant ur os ki buniyad kr bahrey fundamental hume pata ha k is door foremost ghr bana bohat hello muskil ha ghr bane ok liye hume achi khasi cash ki zahrorat parti ha jab ur makan bane se phaly hume dekhna hota ha okay hamre paas itni cash majoo ha ok hum ise asani se ghr open kr saken hume phaly hume control ktna hota ha aj kal log intuo ki baje block ko use krte hein wo sibat se bante hein wo hume kuch sate mil jate hein ur ose hum ghr most important be bana sakte hein bas dori menat krni hoti ha ur hume kuc samna ki zahrorat hoti makan open krne se phaly hume un ki buniyad rakhni hoti ha tab hi achy ur masbot makan open kr sakte hein
                      • #12 Collapse

                        Re: Yeh Review Neya Makan tameer karny par mubni hai (Title Edited By Rizwan Trader)

                        Dear jab aap apna Makan banane ke liye sochte hain to usmein Aap Ke Liye Do different options hote hain sabse pahla asanji hota hai ki aap ek Aisa Makan Lele Jo already bilkul ready hai aur kuchh option aapke pass yah bhi hota hai ki aap apni Marji ke mutabik Ek new Makan belt Karvy Agar aapke pass Itna Jyada time nahin hai ki aap Makan ko Khud build karvayen to uske liye aap first option choose Karte Hain ki aap Kaisa Makhan Le Lete Hain Jo bilkul ready hota hai aur Pakistan mein aajkal yah bahut jyada business chal raha hai Kuchh builders aapko Makan ready karne ke bad ready condition main aapko de dete Hain.

                        Lekin agar aap apna Makan ho to build karvana Chahte Hain To ke Hawale se aapko bahut sari important factors ko follow karti hui Apne Makan ko belt karvana Hoga Jab aap Makan build karvane ke bare mein sote Hain To Uske fast step Se Lekar and Tak aapko bahut sara heart working Karni hoti hai aur uske sath sath daily basis per usko time Dena hota hai Kyunki agar aap Koi Bhi Ek important factor miss kar Jaate Hain To usse aap ke ahkam Makan ki safety bhi effect ho sakti hai aur aapki Ki cast bhi increase ho sakti hai isliye aapko bahut carefully is pure process ko complete karna Hota Hai.

                        Kyunki Makan build up karne ke liye sabse pahle aapko Iske basic material for example kharash cement aur bricks ki jarurat Hoti Hai iske sath sath aapko building constructor ki jarurat hoti hai aur is se pahle aapko Ek map required Hota Hai Uske bad jawab Ka Makan Ban Jata Hai To fir uske upar paint Se Lekar Uske Dost aur uske andar different types ki fitting karvana aapki requirements Hoti Hai ine Tamam factors ko aapane carefully focus karna hota hai otherwise aapko bahut Sare problems ho sakte hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Yeh Review Neya Makan tameer karny par mubni hai (Title Edited By Rizwan Trader)

                          Salam dear membersji member aapane bahut achcha topic discuss kiya hai jo ke ghar timing karvane per mummy hai team member bilkul Ham ab is zamane mein apni marji ka Ghar banwa sakte hain jaisa aap nakshatra hai vaise aapko Ghar per sakta hai jitne majbut aur bataiye sakti hai isliye Ham apni marji se aate Hain to vah usmein ham har kam karvate Hain isliye ab agar aap chahte hain kya aap apna Ghar acchi tarah banaye to uske liye aap aate Hain aur se jyada kam karvate hain aur isase aapko khare bahut hi proper pyar pyar ho jata hai bad mein barish ke kuchh disadvantages bhi hai ki ab bahut mushkil hai ghar ko karna har Koi phone nahin kar sakta vah Jo aaj se 12 sal pahle tha but ab double ho gaya hai aur bahut mushkil hai ki Ham Ghar banva sake aap har chij bahut mahangi ho gai hai har Koi Jaya phone nahin kar sakta...
                          • #14 Collapse

                            Re: Yeh Review Neya Makan tameer karny par mubni hai (Title Edited By Rizwan Trader)

                            Advantix
                            New Ghar Banane se aap is aasani se Rah sakte hain aur Apna future save kar sakte hain
                            New Door Ke Liye Hath se banaye gaye Ghar Kafi Jyada der tak chalta hai aur iski good-looking se new hi lagta hai
                            Aapke ghar ka naksha Agar Achcha hoga to use per aap Jitna Jyada Achcha kam Karvate Hain Use per utna hi jyada koshish karni padati hai
                            Thoda thoda kam karvane se fayda yah hota hai ki aap per Itna Jyada vah donon bhi nahin aata aur aapka ghar Bhi complete ho jata hai
                            Hamesha Aisa kaam Karenge se aapke ghar mein khubsurti bhi Aaye aur uske sath majbooti bhi ho

                            Ho nuksan

                            Agar aapka Ghar banane wala Karigar Achcha Nahin Hai To aapka Sara Paisa Jaya Ho Jaega
                            Aap Agar acchi Jagah Ghar Nahin banaenge to vahan per aapko Achcha Ghar banane ka fayda Nahin Hai
                            Jahan per aapko facilities Na Mile vahan per Agar Banane ko aapko kam kimat hi milati hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Yeh Review Neya Makan tameer karny par mubni hai (Title Edited By Rizwan Trader)

                              Assalam Walekum yes dear aapane theek kaha hai hai aaj ke Daur Mein Ghar banana bahut Mushkil kaam hai iske liye bahut jyada investment ki jarurat hoti hai bahut se log rent ke houses mein rahte hain Jo ki bahut Mushkil se Gujara Karte Hain Apna Ghar hone ke bahut jyada fayde Hain.

                              Faiday :

                              Jaisa ke friends AAP Sab Jante Hain Ki Apne Ghar Ke bahut se advantages hi hi apne ghar mein aap bahut aaram se aur Sakun se Rah sakte hain Main aapko koi bhi tension Nahin Hoti e k Humne rent dena hai hai yah Humne iska ko kharab nahin karna aur bhi Bahut Si baten hoti hai hai Jinka Khyal Rakhna Hota Hai apne ghar mein aap apni Marzi se ghar ko renovate Karva sakte hain apni Marji se woodwork Karva sakte hain apni Marji ke hisab se ghar ki decoration kar sakte hain paint karvane ho ya wallpaper use karne Ho vah bhi aap aap sukun se Karva sakte hain Kyunki vah aapka Apna Ghar Hota Hai kuch log rent ke houses mein rahte hain To rent dene ke bad Itni saving Nahin Hoti AVN Ghar Ke expenses ko complete kar sake Agar Apna house Ho Ho To Ham school se a Apne expenses ko poora per sakte hain.

                              Nuksan :

                              Friends apna ghar tu phir apna hota hai tu apna ghar hamesha pursakoon jagah per bnana chiay jahan per zyda shor sharaba na ho or ap sakoon k sath reh saken thanks .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X