panic greed or hurry?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    panic greed or hurry?
    dear members i have a question for yo..panic greed or hurry in trading which one is worst for trading?and if they are worst then why?what are their effects on trading?give me a detailed answer and please be specific....:rolleyes:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    main samjhta hoon ke panic greed aur hurry ye sab cheezen forex trading ke business ke liye danger hain humien in se bachna chiya ager ap juldi main trade ko open karte hain aur market ko nahi samjhte hain tu bhi ap ke loss ko koi nahi bacha sakta aur ager ap greed karte hain aur market opposite ho jati hai tab bhi ap ko loss ho ga
    • #3 Collapse

      dost app nai jin cheeson ki nishandahi ki ha ye sab forex trader kay liya tabahi ka bahis banti hain aur maximum log jin ko forex trading main loss hota ha wo yehi tehnon galtiyan bar bar kartay lakin ye chon kay un ki ahdaat ban jati ha iss liya wo in kay bakhair rah nahi saktay aur ahkar bara loss kar kay forex ko chor daitay hain
      • #4 Collapse

        Forex ek cool minded business hai, jasay aam businesses main ap demagh sy kam layty ho tu phr forex main bhi yahi hota hai k apki planning achi hogi aur ap nay sahi strategy k sath trading ki hai tu phr apko koi masla nhe hoga laikin apny emotions, jald bazi, sy na bachay tu phr apko loss sy koi nhe rok sakta. isliye emotions per control zruri hai.
        • #5 Collapse

          panic, greed, hurry ye 3 cheezain trading me boht loss kerti han aap ko in 3 ch eezun se bech ker trading kerni chaahiay kabi bi aap ka berha loss nai ho gaaap zehni tore per pur sakoon rahain gay
          • #6 Collapse

            yar dekho dono apni apni jaga nuqsan deh hen kun kay agar ham jald bazi karty hen to aksar aisa hota hay kay ham market kay trend ko samjhy bager trade lga daty hen jo kay hamaray liay loss ka sabab banti hay or greed karnay say sab ko pta hay kay loss hi loss hota hay.
            • #7 Collapse

              forex trading is very risky business and you may loose your money if you do not control your bad habits like greed fear and emotions so learn well and then open real account then you can easily earn good profit in forex trading
               
              • #8 Collapse

                i new trader and have no good knowledge about forex trading business but i will give answer according to my little knowledge like both are panic if you are trading with greed that makes your loser in market and if you trade with hurry or in fast way that also makes you loss in trading both are having same subject and that is loss
                • #9 Collapse

                  Forex trading main penic greedy aur hurry yeh wo cheeze hain jo humein lose ki tarf lee kr jati hain., jese k humein pta hai k acha trader wohi hai jo patient se kam leta hai aur apne emotion per kabo paa kr trading krta hai wo he acha trader banta hai, greedy bht khatrnak hai hamre business k liye humein chaiye hum apna business patient k sath shuru kary
                  • #10 Collapse

                    jee han ye tamam ke tamam hi bad factors hain jo ke ap ko naqsan pohnchate hain iss lye ap ko trading main inn chezoon se perhaz kerna cheye iss lye ap ko trading main kamyabi mil sakti hi
                    • #11 Collapse

                      pakistan me kya har kisy me laluch hoty ha our ya laluch hum ko forex me la dobthy ha our agar hum laluch kary gy to penic kasy earn kary gy loss to ho gata ha par pher bh laluch zinda rahta ha
                      • #12 Collapse

                        Hurry or greed forex business kay enemy hian. Becasue greed or jald bazi say ki gai trade main loss hi hota hai. Agar hum chahty hian kay humain loss na ho to humain in say dor rehna hoga. proper learn kat kay or market ko analyze kar kay hi humain trade main enter hona chahye.
                        • #13 Collapse

                          laalach hoti to phir tab bhi kuch nhi loss hojaata hai aur hurry hoti to bhi kuch nhi hota forex main apne aap ko strong hona hai tab jaake earn hoti hai .
                          • #14 Collapse

                            panic greedy and hurry karnay say app ko trading ma loss hu sakta hy agir ap jaldi say trade open kar day gay tu app ko zaroor loss huga jess ke bari waja greedy huna ha aur phir app gusa hu jaee gay asa kue huwa mery sat.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex trading main patience say kaam karna chahiey.market kisi bhi time kisi bhi direction main move kar sakti hai or loss bhi day sakti hai.is liey loss say bachna hai to phir boohat soch samaj kar koi bhi trade open karni chahiey.kabhi bhi jald bazi na karain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X