Eur/Usd aur Usd/Chf co-relation
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Eur/Usd aur Usd/Chf co-relation
    Dosto, hum may say kuch logo ko to pata he ho ga is baray may, lakin new logo ko shayed pata na ho, may new comers ko yeh batana chahta ho keh yeh do pairs aisay hain jo baaz auqat aik sath move kartay hain, lakin yeh dono pairs aik dosray k khilaf chaltay hain, yani agar aik oper jata hay to dosra neechay ata hay, yeh in dono pairs k darmyan bohat acha co-relation hay, jab Eur/usd neechay ja raha hota hay to Usd/Chf oper chala jata hay, aur jab Usd/Chf neechay ata hay to Eur/usd oper chala jata hay, lakin aisa sirf normal halaat may hota hay jab koi big news expected na ho aur market normal trend par chal rahi ho, is cheez ko pahlay observe karain, phir demo par try karain, lakin yeh wazeh rahay keh agar Euro ki koi news achi ati hay to us ka asar Eur/Usd par parta hay lakin Usd/Chf par nahi, isi tarha say baaz dafa Chf ki news ka Eur/usd k pair par asar nahi parta.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Pair is a important part of forex trading. Your information is so nice. I hope it will help us to take right selection of pairs in trading. Thanks a lot to share this information.
    • #3 Collapse

      yes there are different pairs in the market that are co-related with each others and depend on the terms and conditions of the market.
      • #4 Collapse

        dear i would like to tell you that i ma new trader in forex trading and i like this post very much and i am really learning from this forum and i think that this si the really useful for all of us
        • #5 Collapse

          in dono main kuch ayham rishta hay ager aik currency girti hay to pher dosri uth jati hay eur/usd to bohat he zeada kia janay wala trading currency pair hay yahan per ham bohat he safe ho ker trading ker saktay hain is ki market wapis bhe zaroor ati hay
          • #6 Collapse

            currancy do kism ki hoti hay aik major aur dosri cross jo currancy direct doller ke stah ho wo major hoti hay aur jo direct doller ke sath na ho wo cross kelati hay market main ziada major currancy main trade hoti hay
             
            • #7 Collapse

              ye dono pairs ik doosry kay invert hain.euro.usd main euro base currency hai or usd/chf main usd base currency hai.jab aap buy ya sell karty hain to base currency buy ya sell hooti hai.
              in donon pairs ki movement ik doory kay inverse hooti hai.donon main usd bhi hai.usd boohat important currency hai.usd ka rate change hoota hai to sari market main change aata hai.
              • #8 Collapse

                yes ap sahi keh rhahe hen eur/usd aur jpy/usd / aur chf/usd men aik boht gehra talok hai agar eur/ up hota hai tu ye don peir down ho jate hen lekin aik bat ko zehin men rkeh kbhi kabar aisa bhi hota hai k eur/usd bhi up jata hai aur chf/usd bhi up chala jata hai ye hota kabhi kabar hai lekin in ki moving normaly aposit he rehti hai ap sahi keh rhe hen
                • #9 Collapse

                  dost app nai aik buhaat achi information share ki ha aur main ajj se iss ko observe karna start karoon ga iss tara ki baatain hum ko aik dohsaray se har sohraat share karni chaiya ta kay baqi log bi in se faida utha sakain aur achi trading kar sakain
                  • #10 Collapse

                    eurousd ka chf kay saath relation ka mujhey nahe pata mujhey itna pata hay jab dollar up hota hay euro down hota hay forex trading is world ka best online business hay this is best kay agar ap mehnat karo seekh lo achay tarikay se so online business mei forex trading sab se best business hay humay learning ki zaroorat hay bas
                    • #11 Collapse

                      bohat achi information ap nay share ki hay aur main mostly eur/usd main hi trading krta hon aur is kay ilava some time gbp/usd main bhe trade ker leta hon but ab ap ki bat sun kay i think kay usd/chf main trading ki jaye to same eur/usd jesa result get kia ja skta hay
                      • #12 Collapse

                        That is some how the truth any time that you are in this market the currency normally works opposite so when eur is buying you will always discover that the other maker will be selling from one level to the other
                        • #13 Collapse

                          sir aap ki thread buhat achi hai mugha is sa aik new knowledge gain hue hai main samjha `ho ka sir normal hallat main EUR/USD and USD/CHF main corealtion rehta hai yani jab EUR/USD up hoga tu USD/CHF down hoga means dono aik dosray k against activity hoti ha
                          • #14 Collapse

                            bohat achi information share ki hai aap ne. agar eur/usd uper ja raha ho to hum usd/chf pe trade laga saktay hain aur iss se profit kama saktay hain. main iss ki practice pehlay demo account pe karon ga aur phir live account pe apply karon ga. thanks.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              right brother yeh pair tu alag alag hai bus relation bahi achi hai is ki our jesay gold our audusd ki hai yeh indicator hai aud gold ka our esay hi eurusd our eurchf hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X