educated or non educated person ki trading me fark hota ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    educated or non educated person ki trading me fark hota ha
    i think forex me jo educated person hen wo forex me earnig k lahaz se bohat gain kr skte hen un logu ki nisbat jo uneducated person hen forex me educated person different sites se economic news easily read kr skte hen or is tra un ka fundamental analysis strong hota ha uneducated person ki nisbat ap kia kehte hen????????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    educated person apna knowledge use kr kr k profit banata hai aur un educated person loss ki bajaye kuch bhe nahe karta aur phr market aur broker ko blame karta hai
    • #3 Collapse

      main samjhta hoon ke forex trading ke business ko karne ke liye school ki education ki zarorat nahi hoti bht zayda ager normal education hai tu ap kaam kar sakte ho forex ki market main but forex ki eduction ki bht zayda hoti hai forex ko learn karna bht zarori hota hai profit aur success ke liye
      • #4 Collapse

        ok i am waiting and also want to know the reason. thank you.
         
        • #5 Collapse

          yes my dear agr ap educated he aur forex ma kam kar rahe he to ap bht ache taran se profit la sakte he ap news ko read karte he aur theek se analysis k bara ma read karte he aur ap apna plan rakte he yahan se profit ko kase lya jay aur uneducated person itna profit nhi la sakta ku k wo read nhi kart news ko just market ko dahk kar trend ko dahk kar order lgata hy
          • #6 Collapse

            yes dear educated aur non educated parson ki trade me bohat hi farak hota hai agar koye educated parson trade kare to wo apni plan se apni trade karta hai aur non educated me se kaam hi plane kare us ki motabik kam karte hai
            • #7 Collapse

              well am new here mujhy is ko koi knowledge nhai ha just 2 weeks huay hain join kia ha to abhi just posting ka experince ha so is ki koi proper knowledge nhi but i think ya tread kaffi achi ha but mujhy is ka idea nhi ha
              • #8 Collapse

                JE haan kafi fark hota hai aur wo yeh hota hai k eduated person khud per aur Allah per bharosa kr k trade krta hai aur ussay kisi teacher ki zarurat nhe hoti islye k online wo har cheez sy faida utha sakta hai aur trading main profit earn kr sakta hai aur non educated k liye aisa nhe hota wo dpendent hota hai dosry per.
                • #9 Collapse

                  main ya samjta ho k forex mein jin k pas bhi education hai wo achy trading kar skta hain kyun k forex mein analysis karna bhut zaroori hai aur agar hum forex mein analysis nahi karta hai tu hum forex mein kabi bhi success full trader nahi ban skta hain aur na he earning kar skta hain education must hai.
                  • #10 Collapse

                    educated of non-educated honay sa forex trading par koi fark neh parhta ha. forex ma kisi bhe kisam ki degree ki zarorat nhe ha. hamain forex ma earning karnay k lye just forex trading ka knowledge hona cahye. hamian market ka analysis karna ata ho. to hum yhn par boht pasay kama sakhty hn.
                     
                    :cool::cool::cool:
                    • #11 Collapse

                      frq zroor prta hy lekin agr rzq sirf education aur aql sy milta to bewqoof aur non educated log bhooky mr jaty , dear friend aisa nai hy jo insaan forex ka business krta hy us ko etna zroor knwledge hota hy k wo market trend ko smjh sky mein ny forex aik uneducated insan sy seekha hy.
                      • #12 Collapse

                        go trader parah likha hota hai wo forex market ko achi tarah samajh leta hai aur news ko bhi theek se read karke market ki movement ka jayeza le sakta hai isi liye forex karne ke liye humko thora bohat to educated hona chahiye
                        • #13 Collapse

                          yes my dear there is a great diffirence in the aducated and unaducated person as an educated person can good trade and can make the good profit from his trading and on the other side the uneducated person can not achieve his goal as well as in a good way
                          • #14 Collapse

                            ek uneducated man forex trading me itna profit earn nahi kr sakta jitna educated man. ziada profit gain kry ga. is ki waja ye hain ke educated man different sources sey innformation hasil kr k apna trading level sahi kr sakta hain. uneducated esa nahi kr sakta ha malbata us ke pas samaj bhooj huti han
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Yes i agree with all of you members .forex aik bohat hi simple aur profitable business hai .is main koi age limit ni hai na hi koi qualification require hoti hai .is ko koi bhi join kar sakta hai .laikan aik educated aur non educated ki trading main bohat farq hota hai .aik educated is kay rules ko conditions ko jaldi samajh laita hai aur jaldi kamyab ho jata hai jabkay non educated jaldi kamyab ni ho sakta .
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X