Resistance aur support level main difference.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Resistance aur support level main difference.
    Assalamu Alaikum Dosto Aaj Main Jo Baat aapse share karna chahta hun vah hai ki sport or register wala Agar Ham trading Mein Kamyab Hona Chahte Hain To Hamen support and resistance level ko samajhna Padega Agar Ham apna photo resistance travel samajh language trading Lene Mein Bada Ahsaan hoga doston Agar Hamen support resistance level pata chal jata hai aur Agar vah break Ho Jata Hai To Hamen vahan per trade lene ke bahut hi jyada profit Hoga aur Hamara Star Plus bhi kam lagega isliye Ek doston koshish Karo ke mis portal register as level mile Vyapam export of resistance level Milega tab Ek acchi trade licence kenge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Resistance aur support level main difference.

    Walekum assalam yes sir aapane apni post mein bahut hi informative information Hamare Sath share Ki Hain no doubt jitne bhi junior member Se Hain unke liye aapki post bahut jyada informative Hogi aur unko aapki post se Kafi knowledge Hasil karne mein madad Milegi Jab Ham Forex trading Mein kam kar rahe hote hain aur ham Apne technical analysis karne hote hain to analysis ko successful banane ke liye Humko support and resistance level ka exactly Pata Hona chahie Agar Ham is level ko properly Maya nahin kar sakte To Ham Ko kabhi bhi technical analysis Mein success Hasil Nahin ho sakti.

    Support or resistance ki Kuchh definition main bhi aapke sath share karta hun Taki aapke knowledge mein Masjid Kuchh ijaafa ho sake Jab Ham technical analysis ke liye support and resistance level ko dekhte hain to ismein aap infectors ki Vishesh per support aur resistance ko judge kar sakte hain.

    Resistance level 1 Aisa price zone hota hai jismein aapki expectation ke mutabik prices use level Se Jyada increase Nahin ho sakti aur aap use level ko resistance level Kahate Hain Ek Aisa price loan jismein aapki expectation ke mutabik prices usse increase nahin kar sakti aur jab increase Karti Hai To aapki resistance Breakout Ho Jaati Hai.

    Ek Aisa price zone jismein prices button level per hoti hai aur usse Jyada niche Nahin Ja sakti usko Hamesha Ham support level Kahate Hain Agar prices is level ko bhi Breakout karti hai aur bahut jyada down Chali Jaati Hai to use condition mein bhi Ham Ek acchi entry de sakte hain lekin support ko samajhne ke liye ek Aisa price John hota hai jismein prices use level Se Jyada niche Nahin jaati
    • #3 Collapse

      Re: Resistance aur support level main difference.

      Doston resistance or support level mein Kuch Is Tarah Fark Hai hi kijo resistance level hi aur usne market Kuchh Makhsus Jagah per up and down hoti rahti hai aur aapane jo andaza Lagaya vah Hota Hai ki market is level tha Upar Jayegi ya niche Aaegi to vah use hisab se a Upar ya niche a Nahin Ja sakti Jis hisab Se aapane Usko jaj Kiya vah Hota Hai aur vah aap use hisab se profit Nahin de sakti yah Hoti Hai resistance level yah Jab break hoti hai tu Thode Waqt Ke Liye upar yah niche Chali Jaati Hai lekin jo sport level hai agar Ham uski Baat Karen tu ja aapki Umeedon par bahut hi Pura utarta hai hai Kyunki aapane market ka jo andaza Lagaya hota hai support level ke hisab se aapko ismein Jarur kamyabi Hasil hoti hai
      • #4 Collapse

        Re: Resistance aur support level main difference.

        G han bahi ya to hr aik trading krny waly ko pata ho ga k support nachy ki janib aur resistance opr ki janib hota hai je hain in 2no leavel ko mady nazar rhkty hoya koi b trader trading krta hai to loss sy bach jata hai qu k trade kabi kabi support aur rissistance ko tuch kr k waps cahi jati hai ya to level ko tor kr nachy ya opr nakal jati hai jis ki waja sy bhot zayada trader ko loss ho jata hai aur sth he sth account b wash ho jata hai es lya in 2no level ko dahk kr trading kea kryn.
        Mehnat Me Azmat hai
        • #5 Collapse

          Re: Resistance aur support level main difference.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Sharoon پيغام ديکھيے
          Assalamu Alaikum Dosto Aaj Main Jo Baat aapse share karna chahta hun vah hai ki sport or register wala Agar Ham trading Mein Kamyab Hona Chahte Hain To Hamen support and resistance level ko samajhna Padega Agar Ham apna photo resistance travel samajh language trading Lene Mein Bada Ahsaan hoga doston Agar Hamen support resistance level pata chal jata hai aur Agar vah break Ho Jata Hai To Hamen vahan per trade lene ke bahut hi jyada profit Hoga aur Hamara Star Plus bhi kam lagega isliye Ek doston koshish Karo ke mis portal register as level mile Vyapam export of resistance level Milega tab Ek acchi trade licence kenge
          Walaikum Assalam! Dear apna trading k 2 bhot points per hamara sath apna precious knowledge share kiya hai. Jin ko her trader apn different trading strategy man lazmi use kert han. Aur support aur resistance levels khod b ak trading strategy ha jisko asani sa smajh ker juniers b acha trading profit hasil ker sakta han. Support aur resistance levels ko draw kerna k liye koi hard and fast rules to nahe han lakin ager ap koshish karen to ap draw kern man kamyab ho skata han q k support/resistance ko jab market price breakout kerti ha to apko sahe breakout ka tab he pata laga ga jab apka support /resistance levels sahe laga hon. Aj man apka sath support aur resistance kia hota han iska bara man information share kerta hon.

          Support aur resistance market chart man wo levels hota han jahan per market price ak khas range man pause kerti ha. (ager ham line chart man bat karen to financial assets k price line chart man thori si jaga per kafi up aur down nazer ae ya dosra alfaz man noise wave ki terha ho)

          Ager financial assets k price chart man ye level current price sa oper ho to isko "resistance level" kehta han,jab k wo levels jo current price levels sa nicha hon inko "support level" kehta han.

          Support/Resistance levels ko draw kerna asan han. Ham ak trend line ko drwa karen aur touch ker k isko support/resistance level k jahan price ak khas range man oper nich hoi ho us range k mid man sa pass hoti hoi nazer ae.Click image for larger version

Name:	images (25).png
Views:	7
Size:	29.9 کلوبائٹ
ID:	12330443
          • #6 Collapse

            Re: Resistance aur support level main difference.

            Walaikumu assalam dear brother apka thread bhot informative ha. Is man apna trading k bhot important point support/resistance levels k bara man hamara sath information share ki ha. Man b is per ap k sath apna knowledge share kerna chahta hon.

            Support/Resistance financial assets k price chart man wo levels hota han, jahan per market prices kuch time k liye "pause" ho jati han aur khas range man jo 10 sa 20 pips k dermiyan move kerti han, ya pher market price line chart man wo levels jahan per lines thori si jaga pa tazi sa oper nicha hoi ho ya noise wave ki terha hon, support/resistance levels hota han. Asa levels jo current price levels sa oper hon unko "resistance level" kehta han aur asa levels jo current price levels sa nicha ho unko "support levels" kehta han.

            Support/resistance levels trading bhot "key role" ada kerta han. Q k market hamasha support/resistance levels k dermiayan move kerti han,iska dermayan market kabi rukti nahe, sirf us wqt support/resistance level ko nahe follow kerti jab reversal pattern banta ha aur market apna support/resistance levels per wapus a jati ha , otherwise support/resistance levels ko lazmi follow kerti ha. Ager trader start man sirf support/resistance levels ko he follow kara to achi trades find ker sakta han. Support aur Resistance per trade kerna k liye support/resistance levels k breakouts ko smajhna bhot zarori ha werna apko trade man loss he ho ga.
            • #7 Collapse

              Re: Resistance aur support level main difference.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Sharoon پيغام ديکھيے
              Assalamu Alaikum Dosto Aaj Main Jo Baat aapse share karna chahta hun vah hai ki sport or register wala Agar Ham trading Mein Kamyab Hona Chahte Hain To Hamen support and resistance level ko samajhna Padega Agar Ham apna photo resistance travel samajh language trading Lene Mein Bada Ahsaan hoga doston Agar Hamen support resistance level pata chal jata hai aur Agar vah break Ho Jata Hai To Hamen vahan per trade lene ke bahut hi jyada profit Hoga aur Hamara Star Plus bhi kam lagega isliye Ek doston koshish Karo ke mis portal register as level mile Vyapam export of resistance level Milega tab Ek acchi trade licence kenge
              Walekum Assalam dear member aapane bahut important topic per Hamare Sath Apna knowledge share Kiya Hai. Support aur resistance level trading Ki Har trading strategy ke andar istemal Hota Hai. Agar Ham trading ke dauran support or resistance level ko Maar Kar Ke Rakhenge To Hamen main market ki moment ko samajhne Mein aasani Hogi aur Hamen yah bhi Pata chalega ki market kahan tak move kar sakti hai. Support aur resistance levels per trading acuson kam hai jo juniors member aasani se trade kar sakte hain is per. Lekin support resistance per trade karne se pahle Hamen support resistance level ko Sahi Maar karna bahut jaruri hai Kyunki agar aap is ko Sahi tarike se mark Nahin Karte to aapko kabhi bhi support aur resistance level ke Breakout ki confirmation Nahin Hogi aur aap galat red lagakar apne aap ko last Denge. Isliye mein sabse pahle aapke sath support aur resistance level Kisko Kahate Hain Iske bare mein Apna knowledge share karta hun.

              Support for resistance levels financial asset key price chart Mein vah levels Hote Hain main Jahan per market thodi der ke liye "pause" karti hai, yah line chart Mein vah levels Jahan per market price Ne bahut Teji ke sath up-and-down kiya ho yah line chart Mein vah Jagah Jahan per noise wave Pani Ho usko support ya resistance level Kahate Hain.

              Wo levels jo current price level sa oper ho unko "resistance level" aur wo levels jo current price level sa nicha hon unko "support level" kehta han.

              Support/resistance level ko mark kerna k liye ham trend line draw kerta han aur pher touch ker k line chart man us level per jahan per line kafi oper nicha ho us up and down k dermiyan laga den. Is terha ham support/reistance level ko accurate mark ker sakta han.

              Support breakouts man market trend down ka hota ha aur jab markwt price support level per phonchti ha aur support level sa nicha candle open kara to isko support level k breakout ki confirmation ho jae gi, aur hamen wahan per "SELL" ki trade open ker deni chaheye.
              Resistance breakout man market trend up ka hota ha aur jab market price resistance level sa oper candle open kara to ye resistance level k breakout ki confirmation ha, aur hmen "Buy"ki trade open ker deni chaheye.
              • #8 Collapse

                Re: Resistance aur support level main difference.

                Assalamu alaikum bhai jaan aapka bahut hi informative hai ismein apni training ki bahut hi important points for resistance levels ke bare mein Hamare sath mein permission share Ki Hai Tumhen Bhi Is per aapke sath Apna knowledge share karna chahta hun

                Support resistance by Nickel assessed ki price chart Mein vah level hote hain Jahan per market price Kuchh time ke liye Ye khush ho jaati hai aur Khas Rang Mein Jo 10 se 20 tips ke Darmiyaan move Karti Hai yah pahle market price Lene Chahat Mein Yahan per line thodi si jagah per kg se open niche Ho Jaati Hai yah no she rape ki tarah ho support resistance levels hota hai is level Jo current price level se upar ho to unko resistance level Kahate Hain aur use levels ko current price levels se niche ho to unko supports wale Kahate Hain

                Support resistance level trading bahut ke Rul Ada karte hain Kyunki market Hamara Hamesha support resistance levels ke Darmiyaan book Karti Hai Iske Darmiyaan market kabhi bhi rukti nahin hai aur use Waqt support resistance level Kaun Nahin Palan Karti Hai Jab reversal Patan banta hai aur Market Apna support resistance levels per Wapas a jaati hai aur otherwise support resistance levels collage me Palan karti hai agar trailer start ho to sirf support resistance levels ko hi follow Karte Hain To acchi tracepoint kar sakte hain support resistance CarTrade karne ke liye support resistance levels ke Breakout ko Samjhana bahut hi jaruri hai Varna aapko trade Mein Josh hi hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Resistance aur support level main difference.

                  Assalamu Alaikum dear friendaapane bahut important topic per Hamare Sath Apna knowledge share Kiya Hai. Support aur resistance level trading Ki Har trading strategy ke andar istemal Hota Hai. Agar Ham trading ke dauran support or resistance level ko Maar Kar Ke Rakhenge To Hamen main market ki moment ko samajhne Mein aasani Hogi aur Hamen yah bhi Pata chalega ki market kahan tak move kar sakti hai. Support aur resistance levels per trading acuson kam hai jo juniors member aasani se trade kar sakte hain is per. Lekin support resistance per trade karne se pahle Hamen support resistance level ko Sahi Maar karna bahut jaruri hai Kyunki agar aap is ko Sahi tarike se mark Nahin Karte to aapko kabhi bhi support aur resistance level ke Breakout ki confirmation Nahin Hogi aur aap galat red lagakar apne aap ko last Denge. Isliye mein sabse pahle aapke sath support aur resistance level Kisko Kahate Hain Iske bare mein Apna knowledge share karta hun.

                  Support for resistance levels financial asset key price chart Mein vah levels Hote Hain main Jahan per market thodi der ke liye "pause" karti hai, yah line chart Mein vah levels Jahan per market price Ne bahut Teji ke sath up-and-down kiya ho yah line chart Mein vah Jagah Jahan per noise wave Pani Ho usko support ya resistance level Kahate Hain.

                  Wo levels jo current price level sa oper ho unko "resistance level" aur wo levels jo current price level sa nicha hon unko "support level" kehta han.

                  Support/resistance level ko mark kerna k liye ham trend line draw kerta han aur pher touch ker k line chart man us level per jahan per line kafi oper nicha ho us up and down k dermiyan laga den. Is terha ham support/reistance level ko accurate mark ker sakta han.

                  Support breakouts man market trend down ka hota ha aur jab markwt price support level per phonchti ha aur support level sa nicha candle open kara to isko support level k breakout ki confirmation ho jae gi, aur hamen wahan per "SELL" ki trade open ker deni chaheye.
                  Resistance breakout man market trend up ka hota ha aur jab market price resistance level sa oper candle open kara to ye resistance level k breakout ki confirmation ha, aur hmen "Buy"ki trade open ker deni chaheye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Resistance aur support level main difference.

                    yes sir ap ne eik bohat acha thread open kiya ha hume is mn acha kam krne k liye sab se phaly apney account ki money management ko fallow krna hota ha hume chart mn support and resistance ko dekhna hota ha is business mn hume kameyabi tab hi hasil hoti ha jab hum acha kam krte hein daily jitna acha hum is business mn kam krein gein utni hi asani se kameyab ho sakte hein hume is mn acha kam krne k liye lalach se door rehna hota ha is mn bohat se log lalach ki waja se is business mn fail hote hein low risk se kam krein tu hume is business mn kameyabi hasil hoti ha
                    :1f60d: hard work :1f60d:
                    • #11 Collapse

                      Re: Resistance aur support level main difference.

                      Dear friends aaj ka hamara topic hai kisko aur disturb me kya Fark hota hai Support and resistance levels ko define krne k liye hamen different kisam k tools milte hain aur ham in tools ki madad se ham easley hi support and resistance ko analyse kr pate hain*
                      Ham support and resistance k liye trend line aur iss qisam k other tools ko use kr k support and resistance ko analyse krte hain
                      Dear friends yeh teen chezay bohat importance rakhti hain, agar hum ghor say is cheez ka jaiza lain to pata chalta hay keh technical analysis may market inhi teen chezo par move karti hay, lakin jab fundamental news ati hay to phir market ka behavior hi kuch aur hota hay.

                      Yaha par may yeh samjhana chahta ho keh resistance, support aur pivot point kia hota hay. Agar hum baghor jaiza lain market ka to market may aik aisa point hota hay jis k as pass market move karti hay, wo center point pivot point kehlata hay, yeh pivot point H1 time frame ya phir H4 time frame ki base par bhi nikal sakta hay, aur sath may high time frames par bhi nikal sakta hay. Lakin ziada tar log pivot points par tawajja nahi daytay.

                      Resistance point kia hota hay? Jab ksi bhi pair ki movement oper ki janib hoti hay to aik level aisa hota hay jaha tak k market ja kar wapis ati hay ya phir wha par market pohanch kar oper chali jati hay, to us level ko resistance level kehtay hain, resistance level pivot point ki madad say nikalta hay, aur resistance k commonly teen levels hotay hain, jo market ki volatility ko nazar may rakh kar nikalay jatay hain.

                      Support point kia hota hay? Jab ksi bhi pair ki movement neechay ki janib hoti hay to wha par bhi resistance ki tara say levels hotay hain, hum un ko limit bhi keh saktay hain, yeh bhi teen hotay hain, is tara say aik pivot point, teen support level aur teen resistance level hotay hain, jin ko hum R1, R2 aur R3 resistance k lye kehtay hain, aur S1, S2 and S3 support k lye kehtay hain.

                      Yaad rahay, pivot point har roz raat ko 2 bajay pakistani time par change hota hay, to koi agar pivot point ki base par trade karta ho to wo daily pivot point ko check karay.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Resistance aur support level main difference.

                        Support or resistance find karnay kay leye sub sy pehlay pa ko time frame ko chose karna hota hai or phir jab ap nay find kar laity hain tu ap nay chose karna hota hai. tu jab ap time frame ko chose karain gy tu ap ko phir har time frame ki candle jo bar bar neechy wali side pay touch ho rahi hai un ko mila kay aik line draw karni hai or upar wali side pay be ap nay line ko draw karna hai es tarha ap kay pas jo values draw hogi 2 lines ki madad sy neechy wali support or upar wali ap ki resistance hogi.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X