pakistani currency me kitni earning ??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    pakistani currency me kitni earning ??
    pakistani currency me hum kitne paise kama sakte hain agar hum har roz 1 hour spend kare..
    tell me fast??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Pakistani currency main mere bhai mujhe ziada nahin pata kay hum kitna kama sakte hain agar hum roz aik ghante spend karen yahan par kyun kay main to yahan par new hun aur mujhe abhi tak apna amount mila nahin hai mere. Bhai is liye nahin ba ta sakta
    • #3 Collapse

      Dear yeh to depend krta hai lot size par or currency pair par or strategy par lekin agar apko estimation chaiyeh to mere khayal se 800 se 1000 rupee kehsakte hai yeh daily k hisab se bata raha hon ziada bhi hosakte hai or kam bhi.
      • #4 Collapse

        dear brother pakisan walay par hansi ati hai jub who chart open karo tu dear who is liyeh k who tu jub move our helti hai tu koi 1 month k bad thori say harkat karti hai our who h down honay ki na k up janay ki brother pakistan walay ka tu name hi mat lo brother who tu itnay loss ho choki hai brother
        • #5 Collapse

          pakistani rupees m to koe pata nae kitne pese bante han . ab be ap yaahan ager ik ganta kaam kren to spent kren to 800 to 1000 rupees tk kama sakate han .
          • #6 Collapse

            1 dolr 98 rupy ka he,agr ap daily 4,5 hour trading ko do to ap 5 se 10 dolr kama skty ho,jo k 500 se 1000 rupy banty hn.
             
            • #7 Collapse

              1 dolr 98 rupy ka he,agr ap daily 4,5 hour trading ko do to ap 5 se 10 dolr kama skty ho,jo k 500 se 1000 rupy banty hn.
              Itni earning aik ghareeb admi k liye bahot hi fit he.
               
              • #8 Collapse

                dear ham daily kitna earn krte hen or kitna nahi is me hamara balnce boht count krta he agar hamare pass zyada balnce ho ga toh ham zayada volume se trade kar skte hen or hame zyada profit bhe ho ga or agar hamare pass 200 balnce ho toh 10 dollar asaani se risk k bgair earn kar skte hen or yh har trader k knowldge par bhe depend krta he
                • #9 Collapse

                  Bhai agar ap ne forex p kam kr rhe hain aur ap bonus se kam kr rhe hain to phir exper banda 200 usd ya is se ziada bana leta he.
                  • #10 Collapse

                    Dear men to abe tak pakistan forex forum men new member hn,miry khayal men ham pakistan ke currency k mutabiq dialy 800 to 1000 tak earning kama sagtay ,in say zayda bhe kama sagty and in say kam bhe kama sagty hn,quon k kbhe market high bhe hote and kbhe low hojate ha.
                    • #11 Collapse

                      dear forex main apki investment es main boht asarandaz hoti hy ap k pas jitni ziada investment ho g ap utna ziada kam sako gey es k elawa trading karny waley pe depend karta hy
                      • #12 Collapse

                        its the best one and i agree this forum and its really good for me and can help me and i success in forex if i learn
                        and i trade in forex what ever the forum but i thank this forum is good
                        • #13 Collapse

                          Apko chahye k apna target rakh kr trading karyn aur usi ko follow kryn phr jab apka target achieve ho jaye tu ap trading ko close kr dayn is tarha apki trading bhi routine k mutabik hogi aur lalach bhi nhe hoga wasay pakistani rupay main apna bonus dekh kr trade karyn yani kam sy kam 1000 rupay ki earning tu karyn.
                          • #14 Collapse

                            ye depend karta hai kay ap ne kitni investment ki hui hai aur market ki condition us arse mai kaise ja rahi hai is liye agar percentage mai dekhain tu roz ap ki total investment ka 2% agar ap earn kar rahai hain tu wo sahi hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              pakistan ki currency wali market ka buhat bura haal hai wo agar market main movemdnt ati bhi hai to kai kain hafto ke baad wo sirf market up ki harkat nahi balke market down hone ki harkaat hoti hai is kie pakistan ka kn4 biart hi open nahi karta

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X