convergence aur divergence
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    convergence aur divergence
    Main Tamaaam Seniors say pochnaa Chahtaa hon k hum suntay or parhtay hain K mukhtalif indicators Covergence or Divergence show Kartay hain...basically ye convergence or Divergence hai kyaa thora Tafseel say batayeen gy Tou Samajhnay Main Asaani ho Ge
    Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: mohammadadil
    Bhai, jaha tak k mujhay pata hay to convergence wo hay jis may market k signals neechay say oper ki taraf jatay hain, aur divergence wo signals hain jo oper say nechay ki taraf jatay hain.
    ye tou ho gyi Short si Defination...Acha ye batayen k convergance or Divargance K liye hum Kon Sa indicator use Kartay hain ???orr Agar convergance or divargance ko Thora tafseel Say Bhi byaan Karain Tou buhaat Saray logoun Ko Sekhnay Ka moukaa Milay gaa.
     
    Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
    • #3 Collapse

      Dear friend meray khayal se concergence woh cheez hai jis se market kay signals nichey se ooper aatey hein aur divergence woh cheez hai jis market kay signals ooper say nichey ki taraf jaatey hein.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: maamirsk پيغام ديکھيے
        Dear friend meray khayal se concergence woh cheez hai jis se market kay signals nichey se ooper aatey hein aur divergence woh cheez hai jis market kay signals ooper say nichey ki taraf jaatey hein.
        Aap nay Bhi opar wali post Ko Copy Kar diyaa magar Search Karnay ki Koshish nahin Ki k what is convergance And divargance :(
           
        Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: mohammadadil
          Bhai, ap bohat saray indicators ki madad lay saktay hain, jin may RSI, Stochastic, MACD, momentum shamil hain, is k elawa bhe mazeed indicators hongay, lakin yeh he sab say ziada famous hain is k elawa bull and bear bhe aik indicator hay jo apko yehi cheezain bataye ga.
          Aap nay thek kaha magar convergance or divargance ka concept abhi Tak Clear nahin huaa,aap nay jo indicators bataye hain ye tou MT4 main Available hain like RSi Is Relative Strength index,Etc laikin i want To make my concept clear about convergane And Divargance
             
          Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: mohammadadil
            bhai, aik simple cheez ap ko bata dayta ho, let suppose hum RSI laytay hain, wo agar oper ja raha hay, to kaha tak jaye ga, agar wo 80 par ja kar ya 90 par ja kar round hota hay to us k baad wapis neechay jata hay, yani round ho kar neechay, jaisay hockey ki tip, us ko hum divergence kahain gay, isi tarha say jab RSI 20 say back ho ya phir 10 say hockey stick k jaisa round banati hay to wo convergence kehlaye ga. jis say market oper jaye gi. Stochastic oscillator may bhe aisa he hoga, lakin MACD may alag hay, MACD may jb average wali line, vertical line ki tip ko touch karti hay to wo convergence ya divergence ka signal hota hay, us k lye mujhay picture nikalna hogi ap k lye.

            matlab K hum Keh Saktay hain K jab RSI main Divargance nazar Aye Tou hammain Sell Karna chahiyee orr Agar convargance nazar Aye Tou buy karnaa Chahiyee??? Agar Ap Pic share kar detay tou Sab Dostoun Ko Samajhnaay main or Asaani ho jati
               
            Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
            • #7 Collapse

              indicators main hum moving average to boohat importance daity hain or is indicators ki convergence or divegence kay hisaab say buy sell kia jaata hai.MACD indicators is kaam kay liey best hai.
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Qaiser4u007 پيغام ديکھيے
                Main Tamaaam Seniors say pochnaa Chahtaa hon k hum suntay or parhtay hain K mukhtalif indicators Covergence or Divergence show Kartay hain...basically ye convergence or Divergence hai kyaa thora Tafseel say batayeen gy Tou Samajhnay Main Asaani ho Ge
                اصل پيغام ارسال کردہ از: mohammadadil
                bhai, aik simple cheez ap ko bata dayta ho, let suppose hum RSI laytay hain, wo agar oper ja raha hay, to kaha tak jaye ga, agar wo 80 par ja kar ya 90 par ja kar round hota hay to us k baad wapis neechay jata hay, yani round ho kar neechay, jaisay hockey ki tip, us ko hum divergence kahain gay, isi tarha say jab RSI 20 say back ho ya phir 10 say hockey stick k jaisa round banati hay to wo convergence kehlaye ga. jis say market oper jaye gi. Stochastic oscillator may bhe aisa he hoga, lakin MACD may alag hay, MACD may jb average wali line, vertical line ki tip ko touch karti hay to wo convergence ya divergence ka signal hota hay, us k lye mujhay picture nikalna hogi ap k lye.
                اصل پيغام ارسال کردہ از: rolling heart
                bhi g main aabi new ho magr ap nay jo thread post ki hy bohat achi hy or is main bohat achi information hy kisi b member nay is kay bary main nahi btaya kay yah kia hy is ko kis tara istamal karty hain or sub yahi keh rahy hain kay us say poch lo us say poch lo plz is ka jawb dain

                aap ki asaani k liyee main nay ye quotes kar Diyee hain,Hope That convergance or Divargance Ka basic Concept clear ho jaye Gaa
                 
                Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                • #9 Collapse

                  You'll find numerous signs from the foreign exchange which often shows your development of the industry such as going regular or even your zigzag signs we've got to use it because it create your assistance to spot obtain.
                  • #10 Collapse

                    You will discover a lot of indications from the forex which in turn demonstrates the particular craze from the market such as moving typical or perhaps the particular zigzag indications we will need to apply it given it produce the particular help to position obtain.
                    • #11 Collapse

                      brother main aap ko batadon k ye aik indicator hain hai mt4 main live or demo account pr use hota hai Jis ka Sign Hai MACD mean moving average convergence divergence iss ka matlab hai iss main two moveing averages hoti hain or ye indicator short term trades k liye buhat best hai jis main main analysis ke k thori dair main buy sale kr k acha profit kama sakty hain
                      :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                      • #12 Collapse

                        mere khyal main ye aisa hota hai jab indicators red candle bante hain yani abhi market down ko aye gi but market up ko jati hai aur candle ka color change ho jata hai yani white ho jata hai is ko divergence bolte hain aur jab candle red hoti hai aur market bhi down jati hai tu ase convergence bolte hain
                        • #13 Collapse

                          ha bilkul ye indicartor lower time frame me accha kaam krta hain waise ye technical trading kafi zarorat hoti hain scalepers a lea wo is indicator ko use kar kay acha trade kar sakte hain our apna capital barha sakte hain
                          • #14 Collapse

                            convergence and also divergence are great way for you to business foreign exchange when you only recognize the application of the item, i do believe that will ahead of exchanging virtually any method you have to 1st check about demonstration accounts.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              sir i will be rookie inside forex and also i believe that the forex is extremely good just one company and also i do unfamiliar through these individuals and also make sure you aid myself inside forex currency trading style this qustion right now.
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X