Forex Main Time Frame Ki Importance Or Us ka Istamal.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Main Time Frame Ki Importance Or Us ka Istamal.
    Memers.Jaisa k hum jantay hain k jab be hum trading main trade open karty hain tu sub se important market ka trend hota hai or hum jab indicator or analysis ki madad se market ka trend find karny ki koshish karty hain tu time frame us mai basic role ada karta hai.Time Frame Chart k upar show ho raha hota hai.Meta trader 4 main time Frame M1,M5,M15,M30 H1,H4,D1,WI,MN show ho raha hota hai jis ki dettail neechy likhi howi hai.
    Different Time Frame Ka Matlub
    M1=One minute time frame
    M5=5 Min time frame
    M15=15 Min time frame
    M30=3O Min time frame
    H1=1 Hour time frame
    H4=4 Hour time Frame
    D1=1 Day time frame
    WI=1 Week time frame
    MN=Monthly time frame
    Time Frame Ko Use Karna
    Jab trader short term ya long term trade k baray mai souchta hai tu woh apnay analysis ki madad se or indicator ko proper rules k sath use kar k time frame ko chose karty hain.Mery experience k mutabiq jab be mai short term trade ka souchta ho tu main humesha M5 & M15 ka time frame use karta ho or jis se mujey acha result milta hai or jab trader long term trade ka souchta hai tu woh phir H1,H4,D1,MN ka istamal karta hai.Har trader apni strategy and analysis k mutabiq time frame ko use karta hai.
    Trader k leye zarori hai k woh jis time frame ka b use karay pehlay us ko demo pay practice kar k behtar time frame ka istamal karna seekh lay.Time frame ka image b es thread k sath attach hai.
    Umid hai yeh thread time frame ko behtar tarha istamal karnay or samajany main ap k leye asani paida karay gi.

    Click image for larger version

Name:	time frame.png
Views:	1
Size:	797 بائٹ
ID:	12461332
    Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    I am working with Robot so I used time frame one minute if you want to mannual trading you must use one hour time frams or four hour time frams better to all to use one hour time frame.
    • #3 Collapse

      Je haan time frame sy apko kafi faida hota hai aur market trend ka pata chalta rehta hai k kis tarha ap apni trade ko use krty hain aur uss k mutabik apko analysis bhi krty hain. isliye ap ko option dye jatay hain k ap m5, m15 h4, h1 etc k option dye jatay hain. aur is k ilawa weekly bhi ap dekh sakty hain aur daily ka bhi.
      • #4 Collapse

        jee time frame ki madad say hum yeh dekh sakty hain k market nay daily kitna pips move kiya hai is say yeh bhe pta chalta hai k weekly basis or monthly base pe market kitna neechay or kitna uper gai hai jis say ek expert trader ko buhat help milti hai or wo hamesha usi time period mein trade kerta hai
        • #5 Collapse

          Thanks for sharing that information. Well time frame ka matlab to sab ko pata hota hai lakin iss baat ka andaza nahi hota ke uss ko effectively kaise use karna hai. maine abhi tak M5 hi use kiya hai. iss ke elawa mujeh abhi kisi aur time frame ka experience nahi huwa.
          • #6 Collapse

            mian H1 time frame par trading kar rha hun ku k main ny daily basis par profit uthana hota hey is liay mjy daily basis par H1 time frame main sahi trah say prediction ka moka mill jata hey or main sahi trah say trading kar k sai profit utah leta hun daily basis par..
            • #7 Collapse

              dear friend time frame har trader apne mind k hesab se set kerta hai ye tu wazeh hai k time frame chart market k trend ko show ker rha hota hai aur time frame k hesab se apna mind set kerna trade k leye boht zaroori men humisha 30m ka time frame use kerta hon aur short trem men trade ker k men market se jaldi he nikal jata hon wese apne boht achi knowledge share ki ap ki thread boht achi thi good
              • #8 Collapse

                gee han farm time ka bhot faid hain hum ko pat chalt rheny hain ka market kb khan tk gy gey or kbnencheny or kb oper gay gy pat chanty rheny hain
                • #9 Collapse

                  ji haan bhai ap ney jo time frame samjaya hain bikul sahi samjaya hain aur main khud m30 frame use karta hoo kyun k mujhe is frame ki samj hain aur main acha khasa profit kar raha ho is frame se
                  • #10 Collapse

                    forex me time ka istmal hi mainpoint hai ager ap time fram ko samaj jay to ap ko forex trading me asani ho gi .ap ne jo time fram dya hai .trader k pass jitna tajarba ho ga time fram utna zyada rakh le to kamyab ho ga.
                    • #11 Collapse

                      Forex ek sucha aur puri duniya main phela huwa business hai agar ap kay pass experience aur tujarba hai to ap is say bohat fida utha sakty hain aur agar ap kay pass experience aur turjaba nahi hai to ap ko bohat nuksan uthana paray ga aur ap apna paisa bi waste karain gay.
                      • #12 Collapse

                        bhai buhaat achi wazahaat ki app nai time frame ki forex trading main time frame ki buhaat ahmihaat ha kyun short time M1 M5 M15 M30 ki apni planning hoti ha aur iss main indicaters aur analisis ka hisaab aur hota ha jab kay long term main trend aur startegy different hoti ha
                        • #13 Collapse

                          aap nay buhat Achi Tarah Say Time frame k baray Main brief Kiya hai,main Add Karnaa Chahtaa hon k aksaar new Traders ye Samajhtay hain K time Frame ka ye Matlaab hai k Hum utni Dair ki Trade laga Rahay hain jo Time frame hum Select Kar Rahay hain magar Aisaaa nahin hai..Hota ye hai K Agar Ap nay time frame Select Kiya H1 tou is Ka Matlaab hai K Ap jo chart use Kar Rahay hain us par 1 hour ki History Aa jaye Ge jahan Say aap ko pata chal sakta hai k Market Ka Bullish trend Chal Raha hai Ya Bearish..phr Aap Mukhtalif tarah Say i Mean technical analysis or Fundamental analysis Ka Sahara letay huye Trade lagatay hain
                           
                          Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                          • #14 Collapse

                            ap ki sharing bht achi ha is sy fourm members ko bht faida ho ga. time frame ko use krna aor is ko sahih tor pr smjhna sb k liy bht bhtr ha aor is sy earning ka bht role ha agr ap is ko smjh jae to bht faida hasil kr ksty hian.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex trading kartay waqat ap k chaheye kah time frame ko acha adjsut kar lain jo kah ap kay leay suitable ho ya jis may ap nay apna analysis karna ho or saht he jis may ap nay apna koi indicators use karna ho q kah ais say p ko bohat best result mileen gay or ais ki bohat importance hey or may H1 he use karta hun.
                              East and west....Pakistan forex forum is best..:cool:

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X