Engine oil ka use.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Engine oil ka use.
    Dear forum members aslam o alaikum.
    Friends Engine oil gari key engine ki life ko increase kerta hey yeh seb janty hain leken ager yeh Engine Oil proper grade ka na ho to yeh engine ko kharab bhi ker sekta hey. Main ney last time jeb oil change kia hey to mujhy yeh dekh ker shock sa lega hey keh jo oil main ney nikala hey woh jaili tha aor uska color bhi normal color se aor tha. Ab main jeb bhi oil leta hon to compny key authorise dealer se hi leta hon takeh kisi kusam key nuqsan se becha ja seky. Is leay mera ap ko bhi yehi mashwara hey keh engine oil allow grade ka aor genuine hi istimal kia kerain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Engine oil ka use.

    Ap ko market se kafi brand ka engine oil use ho jata hai lekin main ney daikha hai jo car ki same compaines ka oil use karti hain engine k leye ya phir woh prefer oil use karty hain tu un ki cars ka engine oil car ko suit karta hai or car ki life time engine ki karkardigi ko bara daita hai or engine apny time se zaida acha kam karta hai or customer k leye kharabi ka bahis b nahi banta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Engine oil ka use.

      Engine oil asal main gears kii lubrication kay ley use hota hae jo kay beshmar qualitys main paya jata hae as pr purpos of use iis lay zaroori hae kay gari ko madnazar rakh kay engine kii zaroorat kay mutabiq oil change kia jay joo relaible ho or life main zeaida hoo.
      • #4 Collapse

        Re: Engine oil ka use.

        Dear Pakistani Forex forum number motorbike mein oil ka use achi tarah karna chahiye kyunki itna achha I'll hoga utni hi achchi motorbike save rahegi oil waqt ke sath change karna chahi aur motorbike par 600 se 700 kilometre motor bike chalane ke bad oil change kar lena chahiye kyunki is says engine ki safety rahti hai
        • #5 Collapse

          Re: Engine oil ka use.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Dilse9212 پيغام ديکھيے
          Dear forum members aslam o alaikum.
          Friends Engine oil gari key engine ki life ko increase kerta hey yeh seb janty hain leken ager yeh Engine Oil proper grade ka na ho to yeh engine ko kharab bhi ker sekta hey. Main ney last time jeb oil change kia hey to mujhy yeh dekh ker shock sa lega hey keh jo oil main ney nikala hey woh jaili tha aor uska color bhi normal color se aor tha. Ab main jeb bhi oil leta hon to compny key authorise dealer se hi leta hon takeh kisi kusam key nuqsan se becha ja seky. Is leay mera ap ko bhi yehi mashwara hey keh engine oil allow grade ka aor genuine hi istimal kia kerain.
          Exactly bro aj kal buhat baimani ho rahi hai aur original aur fake mein farak karna kafi mushkil hogaya hai. Is liye zaruri hai jab bhi ese koe essential cheze lene jae to hume kuch pese bachane ka nhi sochna chahiye aur proper dealers se hi leni chahiye. Otherwise hum apni vehicle ka hi nuksan karte hai.
          • #6 Collapse

            Re: Engine oil ka use.

            my dears friends
            umeed ha kay app sab thk ho gay jia pp ka question thk ha engin oil jo bi ha ya car ya ksi bi big gadhi kay lyia bot hi important ha or ya cars kay ingen ko in crease karta ha or un ko fit rakhta ha or ya phr kraab nai hoty ha or sahi tor par chalty ha or agar app engin oil nai daty ha to app ki car krab ho sakty ha or app kay lyia ksi bi big accidient ka sbab ban sakty ha or jis tara aik insan ko water bot hi importan ha is tara say engin oil bi gadhi kay lyia bot hi important ha
            • #7 Collapse

              Re: Engine oil ka use.

              Hi friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review engine oil ko use karny per mubni dosto aghar ap time per oil tabdel karin gay to ap ka engine ki maiad zaida ho gi or ap ki car ka engine zaida chaly ga jis tra say insan ko water ki zororat hay ic tra engine ko oil ki zororat hay
              • #8 Collapse

                Re: Engine oil ka use.

                Gari k engine k leay Oil ka proper grade or achi quality ka hona bht hi zarori hai, ager app koi aisa oil use kerty hen jis ki quality achi nahi to ye appki gari k engine k leay bht hi nuqsan-deh ho ga.
                Is leay hamisha Authorised dealer say proper grafe ka oil demand keren.
                • #9 Collapse

                  Re: Engine oil ka use.

                  Engine oil bahut jyada jaruri hai Kisi bhi motorbike Kiya motor kar ka engine chalane ke liye engine oil ki bahut jyada jarurat Hoti Hai without engine oil koi bhi Anjan Nahin chal sakta hai ya Ek lubricant hota hai jo ke engine ke maujud andar Tamam parts ko ek dusre se fraction Paida Karne ke liye use Hota Hai Jab vah Chalte Hain To sabse Rahe Jab aap Mein Apne engine ko chalate Hain To usmein Sab Sare kam karte waqt hi Paida Ho Jaati Hai Aur engine oil lubricant Paida karta hai jo ki Unki performance ko kam hone se rokta hai aur mileage ko increase karta hai jisse na sirf Engine Ki performance acchi Hoti Hai balke petrol ki average aur mileage ko bhi increase karta hai
                  • #10 Collapse

                    جواب: Engine oil ka use.

                    A.o.A Dear Friends
                    Ap*ko market main kafi brand ka engine oil milain gey, Engine Oil ki Quality pe kbi b Compromise nahi krna chahiy, Q k Engine Oil woh wahid cheez ha Jo Engine ki life ko Extend krti ha.
                    Es time ap Engine ki bht c copies milain ge,
                    Aur un main judgment krna bht mushkil ho gea ha, Magar es ko pehchana bht zaroori ha k jo Oil use kiya ja raha ha woh kis Quality ka ha, Mostly log Price ko Quality k sath Compromise kr lety hain. Jis ka waqat k sath un ko kafi nuqsan uthna par jata ha.
                    So Kbi b Quality pe Compromise nahi krna chahiy,
                    Achi Quality ka Oil Ap k Engine ki Life ko Extend krta ha.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Friends Ap*ko market principal kafi brand ka engine oil milain gey, Engine Oil ki first-rate pe kbi b Compromise nahi krna chahiy, Q k Engine Oil woh wahid cheez ha Jo Engine ki life ko enlarge krti ha. Es time ap Engine ki bht c copies milain ge, Aur un foremost judgment krna bht mushkil ho gea ha, Magar es ko pehchana bht zaroori ha okay jo Oil use kiya ja raha ha woh kis high-quality ka ha, mostly log rate ko exceptional k sath Compromise kr lety hain. Jis ka waqat k sath un ko kafi nuqsan uthna par jata ha. So Kbi b quality pe Compromise nahi krna chahiy, Achi excellent ka Oil Ap ok Engine ki existence ko increase krta ha. Multi-Quote This MessageThanks

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X