Jaiza: Loss se kese bacha jaye ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: Loss se kese bacha jaye ?

    Asslam o alekum all members buying and selling ek aisa enterprise hai jis mein hum emblem ko earnings ke sath sath loss ka hona bhi laazmi hojata hai par baat ye hai ke aisa kia kara jaye ke jis se iss loss se bacha jaye ya loss ki percent ko kam se kam kia jaye hum log jab bhi trading karte hain to humare pas trading abilties ka hona bohat laazmi hai and trading ka experience bhi aur ye sab tab hi hum emblem ko haasil hota hai jab hum log buying and selling ki information hasil karte hain us ko sensible as well as theoretical both form ko achi grip rakhen loss se bachne ke liye hum jab bhi exchange lagate hain to hum us trade lagane se pehle kuch cheezon pe diyan dete jo neeche bayan ki gayi hain:
    marketplace movement and marketplace evaluation:
    market motion and evaluation mein hum log ye dekhte hain ke konsi foreign money jis ki price aj market important up hai ya low to hum us ke according us currency ko use karte hain and dekhte hain kis waqt konsi value excessive hai to us waqt hi alternate lagayi jaye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: Loss se kese bacha jaye ?

      Loss say kese bacha jaye? Jab kisi trader ya new trader ko bar bar loss hota hay to yeh bat lazim hoti hay k us kay knowledge main kahen na kahen kami reh gai hoti hay jis say woh good trade nahen kar saka aor trading main loss ko face karna parh gia jis say us ki investment bhi wast ho gai aor bonus bhi to usay sab say pehlay apnay Forex knowledge ko pehlay say ziada behtar karna chahiay aor poori taran Forex trading learn kar kay start karni chahiay. Dosra yeh k market ki movement par nazar rakhay jasay hi market up hona start ho trade lag day aor jab down ho to foran trade close kar day is say profit kay chances parh jatay han aor trader ko trading main loss kam hota hay is maqsad kay liay aksar trader account main stop loss aor take profit ka tools use kartay han trading kay doran trading kay rules ko zaror follow karan ta k is waja say bhi loss say bacha ja sakay trading kay doran apna confidence bahal rakhan hamesha up value wali currency ya mettle par trade lagan is say profit kay chances ziada hotay han
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: Loss se kese bacha jaye ?

        forex markit main tradar ko trading karty waqt loss sy buchny ka tariqah jub koe bhi tradar trading karny lagy to usy sub sy pehly forex ky bary main maelomaat lini chahyen keh forex kia hy is main kaam kaisy karna hy is main kaam karny ky kia kia asolozwabet hain is markit main kaam karny ki taeming kia hy kon sy taim main ham forex main kaam kar sakty hain or kon sy taim main kaam ni kia ja sakta ya pher kaam to us btaim main bhi kar sakty hain but us taim main kaam karny sy forex markit main naffah ni bulkeh nuqsan ho ga or is baat ka bhi ilam rakhna forex markit main trading karny waly ky lie zarori hy keh forex markit ken dinon main naffy ki traf move karti hy or ken dinon main forex markit nuqsan ki traf move karti hy in sari baton ka khayal rukh kar chalny wala apny ap ko loss sy bacha sakta hy
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: Loss se kese bacha jaye ?

          Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha or ap ny both useful information share ki ha forex trading main sab sy ache yehe ha k ap loss sy bachny or ache trading karny or ache earning kar saken is ley ap ko chae ha forex trading k bary main learning karny or demo account main practice karny jtni ziada ap learning or practice karny gy to ap k pass it a he ziada knowledge or experience hasil ho ga jab ap k pass knowledge or experience ho ga to ap easily trading Kar saken gy or ache earning kar saken gy is ley loss sy bachna ha to pehly forex trading seeken us k baad ap apny account k mutabiq trading karny tohra risk lan small lots use karny money management k sath trading karny to ap loss sy bach sakty han
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: Loss se kese bacha jaye ?

            Loss say bachnay kay bohat say tareekay hain jinn say traders apni trading ko bohat mehfuz ker saktay hain. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai kiyu kay iss business mai bohat ziada investments involve hoti hain tou iss mai risks bhi utnay he ziada hotay hain. Jaha risks ziada ho waha ehtiaat bhi ziada hoti hai. Forex mai loss say bachnay ka sub say asaan aur bahtreen tareeka kamm say Kamm trading kerna hai jisay aik waqt mai aik he trade ki strategy bhi kaha Jata hai.

            Forex mai traders apnay account ko loss say bachanay kay liye apna account balance jitna Kamm use kertay hain utna he faiday mai rehtay hain. Trades ka lot size unhain loss ko control kernay mai bohat help kerta hai. Kiyu kay lot size Kamm honay ki wajah say equity Kamm engage hoti hai aur iss Tarah account kay free margins bhi Kamm use hotay hain. Aur yehi cheezain hamesha accounts ko loss say bachati hain.
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: Loss se kese bacha jaye ?

              Loss se bachny ki koshish hi traders ko risk management karny par majboor karta hay, agar greed, emotions ko control kia jaye to loss se bachny ki har mumken koshish ki ja sakti hay, loss ki main waja hamari apni trading rules aur strategies hoti hey agar es me koi weakness ho gi to hamary ley loss se koi nahi bacha saky ga, sath me solid planing be hamy loss se bacha sakta hay, baghir waja key loss nahi ho sakta hay aur na hi traders ye chahty hey key un ko loss ho, magar koch esy facts hey jes ki waja se loss ho sakta hay ye hamari planing, strategies aur risk management par depend karta hay key ham kesy loss bach sakty hey.
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza: Loss se kese bacha jaye ?

                Dear forex treding m loss sy buchny k liye sub sy phly treding sekhna prti hy treding ka mukml knoliged hasil krna prta hy phr es m hm loss sy buch skty hen jo tredr forex m new hen unhen chaiye bnus transfr hony sy phly demo acount py prectis zror karen ta k treading sekh saken r knoliged hasil kr saken jb bonus transfr ho tu koi mistak na ho r achi tread order kr k achi earning hasil kr saky es trha hi forex m loss sy bucha ja skta hy .
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza: Loss se kese bacha jaye ?

                  Dear Forex friend acha explain kiya hai ap nee Agar hum is sari information ko Samne rakh kr trading kren to waqae mein hum apny loss ki percentage ko kam kr KY apny profit ko maximum bna sakty hain lekin Agar dekha Jae to maximum members aisa nahi krty jab ky aisa krny see hmara apna he faida Hai aur hum apny liye he asaani apida kr sakty hain is liye humrin chahie ky apni trading Mein money management aur risk management ko maximum learn kren aur usy proper follow krny ki koshish kren Agar hum aisa nahi krty to hmare liye apny account ko wash hone see bcha a aur apni trade ko successful bnane ky liye market ko samajhna hmare liye possible nahi ho sake GA is ky ilawa humen real trading see pehle apni practice see apny experience aur a analysis ko bhi strong bnane ki koshish krni ho ge kyun KY without experience aur without analysis hmare liye yeh sab krna possible nahi ho sake GA is liye hue in demo account jaise behtreen practice account par apni learning ky according apni practice ko time dyny ki koshish krni ho ge kyun KY hmari practice he hmare experience aur hmare analysis ko strong bna sakti Hai aur isi ki base par hmare liye apni trading ko successful bnana possible ho sakta hai is liye humen mehnat krni ho GA aur Har us point ko SEEKHNY ki koshish krni ho ge jis se hum apni trading ko successful bna sakty hain aur profitable earning Hasil krny mein kamyabi ki taraf Ja sakty hain
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza: Loss se kese bacha jaye ?

                    Assalam walekum doston kaise hain aap sab ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge.
                    Ji han doston Forex trading mein loss se bachne ke liye Hamen use Har factor ko avoid karna hoga jo Hamare loss ka sabab banta hai Hamen ismein acchi trading Karni Hogi yah form Hamari help ke liye Banaya Gaya Hai to doston Hamen chahie ki Ham is per mehnat Karen or dil.lga kr kam Karen Taki is form se Hamen Achcha profit Hasil Ho doston Hamen is form per Achcha knowledge or experience share karna chahie Taki Hamari post ko Pasand Kiya Ja sake aur ham Loss Se Is Tarah Bach sakte hain doston Yad rakhen yah forum Hamari help ke liye hai aur accha profit deta hai Agar Ham is per mehnat Karenge To Hamen Kabhi bi.loss Nahin ho sakta.THANKX
                    • #25 Collapse

                      Re: Jaiza: Loss se kese bacha jaye ?

                      Dear agar aap Forex trading business Mein Los Se Bachana Chahte Hain To koshish karen kya apne money management ka bahut jyada Khyal Karen aur ek Waqt mein sirf ek hi train lagaen Kyunki Forex trading business bahut jyada risky business hai Hamen Forex mein se trading Karni chahie aur koshish Karni chahie ki Ham kam profit Mein Hi satisfied Rahe Jitna Jyada Ham secure trade Karenge utna easily Ham Forex Se Achcha profit Hasil kar sakte Aate Hain Hamen Apne experience ko increase karne ki jarurat hai Jitna Jyada Ham demo account per practice karte hain aur apne experience ko increase Karte Hain Ham easily Forex trading business Mein Achcha profit Hasil kar sakte hain aur loss se butt sakte hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Jaiza: Loss se kese bacha jaye ?

                        Forex trading Mein loss se bachne ke liye Hamen apni trading Mein loss hone wale Har aur sector ko about karna hota hai jisse Hamen loss hota hai Jiske Liye sabse pahle to Agar Ham loss ko Kam Karne Ki Soch kar trading karen to yah Soch bhi Hamen Ek Din apni trading Mein loss ko na hone Tak Ki Surat HAL tak le ja sakti hai isliye Agar Ham apni trading Mein lot size ko kam rakhen To Hamen loss hone Ki Surat Mein loss kam se kam Hota Hai Uske bad Hamen Apne trading ke knowledge or experience ke hisab se trading Mein loss ko manage Karke trading Karni Hoti Hai Kyunki jab tak hamare pass laws ko manage karne ki koi acchi aur best tarike kar Nahin Hogi To Ham tab tak loss Ko Na to kam kar sakte hain aur na hi rok sakte hain Kyunki loss Hamen tab hi Hota Hai Jab Ham overtrading karte hain aur acche Se Kam Nahin Karte aur lalach karte hain isliye loss se bachne ke liye Hamen bahut hi acchi trading Karni Hogi

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X