don't loss your hope...
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    don't loss your hope...
    some times when we open new deal and we see that the market go against us what do will do close the deal? ager aap esa kerte hain aur market wapis move kertee hai to aap pechtaengey? esliye humein chaye ke hum koi bhe trade open kerne ke baad saber se usy watch karen jub tak wo profit mein na ajae
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    achi bat hai k hamin jati hi lot nahi laga dayni chaiy hamin market do dakh kr apnay ap ko mutmain kr k kah market ka trand ab kis taraf hai phir is main trading krni chaiy
    • #3 Collapse

      Trade ko loss main Dekh Kar Waqai new Traders Trade he close Kar Detay hain Aisa main Bhi kartaa thaa :D Or aisaa yakenaan hotaa bhi hai Magar jab market main Aap Ko Range ki Samajh aa jati hai Aap Forex main thoraa sa time lagatay hain Tou Aisaa nahin hotaa phr yakenaan Aap Trade ko open Kar k us K profit main he anaay ka intezaar Kartay hain
      Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
      • #4 Collapse

        ek acha or successful trader kahbi bhi apni hope ko loss nahi kerta kyun k eus ko pata hota hgai ke ager us ne appni hope ko loss kerdiya to us ki dischaspi treding main kma ho jaye gi or us ko loss ho ga
        • #5 Collapse

          yaro hum ko dil laga kar kam karna chaiy ta k hum apni zindagi man kuch kam kar sakay jias ta n ka hum kam kar rahyn hy hum ko tu bilkul b hupe ni chorni chaiy is sy hamar dil tot jay ga hum ko bus dil laga kar kam karna ho ga
          • #6 Collapse

            Ye baat sach hy k dunya m koi b new idea apply krwana boht mushkil hota hy. Chahy wo bisnuss ki field ho ya zindgi ka koi b mor, is lye agr ap apny irady m drust hein or apko lgta hy k apka idea fit hy to ap hosly or sbr sy apny wakat ka intzar krain. Ap ak din zroor kamyab hon gy. Ku k paydaar cheeze hmaisha wakat leti hy apna ap mnwany ma.
            • #7 Collapse

              Ji han blkl hamen kabhi bhi ksi bhi point pe hope loose nahi karni chahiye.... agar hamari koi trade loss main bhi jaye tu hamen patience rakhna chahiye.... wait karna chahiye us waqt ka jb market hamare favour main ho ... aur full concentration aur focus se apni trading karni chahiye....
              • #8 Collapse

                G ap bilkul theek kah rahe han or hamen umeed ka daman hath se bilkul nahi chorna chahye or hamen trading karte rahna chahye chahe loss hi ho kyn k aj hamen loss hoga to kal ko hamne faida hoga.or hamen trading samajh k karni chahye.
                • #9 Collapse

                  Dear forex market main loss or profit tu hota hai par agar ap ko loss hojata hai tu ap apni hope ko lose na karay q k aik na aik din ap is business main successful zaror hogay apnay pay confidence hona chahiye.
                  • #10 Collapse

                    aksar loag apni hope loose kr jate hain jb un ko loss hota hai kyon ke ye buht dukhi lamha hota hai lekin trader ko kbhi bhi hopeless nahi hona chahiye kyon ke loss business ka hissa hota hai experience se hi kameyabi hoti hai
                    • #11 Collapse

                      Forex main 100 % confident ho kar kaam karna chahiye aur full of hope hona chahiye kyoun k agr aapny aap par he hope na ho aur yaqen na ho tu kiss par ho ag iss liye forex main ye tu lazmi hai
                      • #12 Collapse

                        har trade mein market ke wapis aane ka agar bahut dinon tak bhi intezar karna pare to karna chahiye lekin yeh sirf tab hi mumkin hai jab hum ne small lot size ki trade open ki ho.
                        • #13 Collapse

                          Yes brother we should not loss our hopes some time koe trade hamari expectation kay opposite ja rahi hoti hay to ham de motivate ho jaty han or kam ko sahi say nae karty pher hamy aysa nae karna chahye balkay hamy learning karni chahye apni weakness ko improve karny kay leay
                          • #14 Collapse

                            forex me kam karty howe hume kabhi b apna dil nahi chorna chahye jiss say hum apna kam ko kar sakty hain is ko hume zror dekhna chahye aur is pay kam ko karna chahye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              no i dont think that some one should take rest after big loss because loosing is a part of forex and it is also fact that person learns a lot by loosing and in this way he/she can gain experience and knowledge.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X