For all my new trading friends (Amaeture Traders). My first 5 Steps on day one.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    For all my new trading friends (Amaeture Traders). My first 5 Steps on day one.
    Salam to all traders. My this thread is specially for new traders who are little confused about how to start. Sorry thread thori lambi hai lakin i hope aap ko kuch na kuch help zaroor karay gi.

    Jab maine trading main apnay pehlay day ke baray main socha k mujhe kya kya problems hui to dil main aaya ke mujhe to kafi kuch pata chal gaya, ab jo new traders aa rahay hain apnay experience se un ki thori help kar di jaye. Iss liye main 5 steps main first day ke baray main likh raha hon.

    Mera 1st Step ye tha ke maine apna account bananay ke baad forex trading ke baray main google pe search kiya. Jahan se mujhe iss ke baray main pata chala ke ye poori duniya main chal raha hai aur legal hai matlab koi fraud nahi hai. Mujhe Youtube pe bhi kafi informative videos mili.

    Mera 2nd Step ye tha ke maine forum ke rules ko achi tarah read kiya jo ke iss ke pehlay page pe hi mil jayein gay. Jin se mujhe pata chala ke maine forum pe asal main karna kya hai.

    3rd Step Zehan main aya ke itna kaam karnay ke baad payment kaise milay gi. Phir mujhe apnay friend se "Skrill" ke baray main pata chala aur uss ne ye bhi bataya ke uss ne "skrill" se pehlay bhi apni payments withdraw karwai hai. Dil ko ye baat sun kar kafi tasali hai aur maine bhi apna skrill account bana liye jo ke skrill.com pe ja kar free main banaya ja sakta hai.

    Mera 4rd Step ye tha ke maine apna Instaforex pe "Demo account" banaya jo ke bohat easy hai. Iss ke sath sath maine apna "Real account" bhi banaya. Humara real account wo hota hai jiss main hamari commenting posts ki amount transfer hoti hai real trading ke liye. Aap just Instaforex.com pe jayein aur first page pe hi demo account aur Real trading account ka bara sa button bana ho ga.

    5th Step
    ye tha ke maine apnay real account ko forex-pak.com ke sath attach kar liye jo ke hamari profile name main "attach" ke naam se aa raha hota hai aur iss ko forum pe bhi bohat acha define kiya huwa hai.

    Iss ke baad bas comments post karna start kiye aur sath sath demo account pe bhi practice shuru kar di. Jis se roz baroz aik nai cheez pata chalti thi aur bas phir kaam chal para.

    I also want to thank my friend who introduce me with forex trading. JazakAllah my dear friend.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jee main ne to internet ki bohat madad li thi jab main ne start ki thi forex trading ki even ab bhi kahin confusion hoti hai to internet hi wahid solution provider hota hai jo kisi bhi waqt apki madad k liyeh apke pass mojood hota.
    • #3 Collapse

      i have learn and i am very happy that you share a good experience and good tips for newbies in forex trading i get experience that if a newbies should learn first then do trading in forex market then he can not get loss in forex market then he can become successful..
      • #4 Collapse

        nice brother mujhe khushi hui ke aap ne step by step is business me qadam rakha or start kiya meri best wishes aap ke sath hain or me bhi abhi is business me new he aya hun dekhna yeh hai ke me is business ko kitna jald se jald seekh kar is me kitna kaamyab hota hun .
        • #5 Collapse

          thanks to Share This Articles With us... main Apni First Trade K baray Main isi Section Main Eek thread post Kar chuka hon Aap wo bhi Read Karain...Sir Eek baat Tou Final hai no learning no Earning...orr har Kam Ahista Ahista he Chalta hai...main nay januwary main Forum join Kiyaa Thaa or Aj Tak Without break Study par zoor dy Rakhaa hai.. Demo Account Bhi banaya,live Accnt bhi banayaa...magar Hum new Traders Main Ek Emotions Ko Control Karnaa bara Mushkil kaam hai...laikin umeed hai k jaisay he hum Advance level ki Classes main pohanchain gy Tou learning ki Madaad Say Apnay emotions par Bhi Qaboo panaa Sekh jayen Gy... Aap K bataye huye 5 Steps Bilkul Valid hain hai laikin is Sy Agay ap nay kya Kiyaa???i Mean first Trade Kaisay lagai Thi ? Take Profit kya Thaa? or Kitnaa Earn hua Account par coz Jis nay Demo par Dabaa K practice ki ho ya Kar Raha ho tou usay live Account ki first Trade Zaroor yaad Rehti hai.
           
          Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
          • #6 Collapse

            Hmmmm thnx for share... meray bhai main nay Bhi Aisaa he kiyaa thaa orr phr main nay Demo Account Bana kar Meta Trader ko Samajhnaa shoro kiyaa ahista ahista Samajh main Anay laga pehlay Tou Sar say Guzar jata Thaaa magar ab Alhamdullilah Forex ki basics Samajh Aa Gai hain..phr Main nay Meta Trader main Mojoud Saray options Ko Deply Study kiya jo Common use hotay hain like market watch window,charts Ko study karnaa,indicators chart par laganaa,Candles ko Dekhtay huye trend line Draw karnaa an Alot of Things... phr main Allah Ka naam lay kar Demo Tradig Account par apni First Trade lagai..jo Ka yakenaan loss main thi kion k mujhe pata he nahin Thaa K Kab buy ki Trade lagani hai or Kab Sale ki... laikin Aab Shukar alhamdullilaaah ye pataa Chal gya hai K Forex Trading Kaisay ki jati hai bullish,Bearish concept kya hai,meta Trader Main Stop loss or Take profit Ka use Kaisay kiyaa jataa hai,Trailing stop kya hai,indicators Kaisay help kartay hain,news ka kya impact parta hai Waghera wagheraa orr Aab i M Very happy K Main nay Demo Account par or liv Account par bhi profit Earn Karna shoro Kar Diyaa hai magar muujheee Abhi Buhaat Sara time chahiyee Study k liyee Forex Trading Ko Main nay life Time buisness k Toor par join Kiyaa hai Tou understood si baat hai K Aap ko Sari umar Sekhnaa Bhi hai...
             
            Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
            • #7 Collapse

              i am very happy that you share a good experience and good tips for newbies in forex trading i get experience that if a newbies should learn first then do trading in forex market then he can not get loss in forex mark
              • #8 Collapse

                g jnab mujhe bhi aisi hi mushkal ki samna hoa lakin main na forex-pak.com google aur youtube ki madad se in sab mushkilo ka hal dhond lia phir apne aik dost ka khna par main na demo main practice start kar li aur ab main real account main trading start krne ga rha ho aur main aik khas planning ka sath trading kar rha hos
                • #9 Collapse

                  good bro mujhe acha laga apne step by step bussiness k point btae thnkx
                  me is business me new he aya hun dekhna yeh hai ke me is business ko kitna jald se jald seekh kar is me kitna kaamyab hota hun .
                  • #10 Collapse

                    Well, dear aap ny kafi organize way ma esy start kia or ye achi bat hy. ma na khud bhe aysa he kia tha.
                    2012 k last ma ma na trading start ki thi jb mujhy es forum ka pta nhe tha. or apny bal-boty pr esy start kia tha. or kafi kuch earn bhe kia mgr phr aik waqt aysa aaya k lalach krty huy apny sari investment ma na es ma loss krdi. us k bad ma es sy bilkul dis heard hugay tha. mgr Last Year 2013 k Sep ma mujhy phr sy es ka khayl aaya k ma phr esy join krun. mgr es dfa ma na pak'ka socha lia tha k esy ab sekh kr he karung. us k bad ma na net pr searching start ki k koi way hy js ko apply krny sy loss sy bacha ja sakta hy. buht sy log mily jenhun ny different offers den. like robot like together work. mgr jb mujhy es forum ka pta chala tu ma na esy foran he join kia or ab ma apna demo account he handle kr raha hun or koshish karta hun k es forum pr ju bhe new idea mujhy sekhny ko mly ma usy apni trade ma apply krun. Yaqeen karen es waqt ma kafi acha feel kr raha hun esy join kr k.
                    • #11 Collapse

                      I have own planning and strategy in trading plat form and I am not follow the blindly other traders so I suggest all new traders make their own strategy and planning so then stick with their straties to get success.
                      • #12 Collapse

                        dear is mai kam karny k liya ap ko pejly is ko learn karna ho ga us k bad ap is mai demo account mai kam kary jis se ap ko real account mai kam karny mai madad pemly gi
                        • #13 Collapse

                          Not any beloved i have like a no almost any have to get this abide by our almost any close friend dealing mainly because i have like a ought to every single in addition to on a regular basis is usually get the getting quantity by my personal dealing programs.
                          • #14 Collapse

                            No precious i have to be a absolutely no almost any need to get the actual adhere to my almost any good friend exchanging simply because i have to be a need to each and also on a regular basis can be receive the getting amount by my exchanging systems.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear well ap ne jo kaam kye he wo plining k satth kye he so ager ap koe bhe kaam plining k saath kre ge to ap bht kch seekhe ge is lye ap hardwork kre or learn kre more and more from this buisnsiiss this will be good for you

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X