Take profit rakhnay ka nuqsan bi ho sakta hai aager proper money management na ho to
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Take profit rakhnay ka nuqsan bi ho sakta hai aager proper money management na ho to
    Dosto mere khayal sa take profit set karnay sa hum ko aik tarha sa loss bi hosakta hai aager market hamaray t.p. sa zyada hit hogae to hum log yeh sochte reh jate hein kai hamari trading sahi thi aur hum ne choota profit lai liye is wajha sa main aap ko long trading ka mashwara doonga kai aap long term trading with big equity on volatile currency pair or metal karein. what do you think?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Take profit aik bohat achi strategy hai but in those cases where you can exactly predict where the market can go if the market start behaving in some other way then definitely you are going to face loss.
    • #3 Collapse

      Take profit rakhnay ka faida hota hai nuqsan itna nahi hota hai agar proper money management na ho to loss bi ho sakta hai. Lehaza take profit ka khiyal rakhna chahiye kun keh jab agar light etc na ho to target hit ho sakey.
       
      • #4 Collapse

        MAre tamam dosto ko mera salam forex ma har insan ka tajruba same nahi hota.magar ao ki baat bhi theek hai kay zaroori nhi hai kay har baar hamain take profit say loss na ho..jaha hamare gumaan main bhi hota jo aik dam ho jata ha
        • #5 Collapse

          aap nay thk kaha hai yaha pay hame nuksan k chances profit say zyada hotay hain so hame yaha pay ahtiyat say kaam lena chahye jisss ki waja say hum yaha pay big loss say bach saktay hain.
          • #6 Collapse

            jee haan i Also prefer long Term Trading,Take profit or stop loss market Main Volatality ko Dekh Kar Set Kiyaa jana chahiyee Aisa nahin k Aisa TP lagaa Dain market jahan Tak pohanch he na sakay :D
            Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
            • #7 Collapse

              take profit laganay k faiday b hain or nuksan b agar aap short time karay gaye tu nuksan hoga or long time karay gaye tu nuksan itna nahi hoga yaha risk b bhut hota hain is iye humay long time hi chalna chahiye rule k mutabik agar humay proper monay management ki knowlegde na ho tu.
              • #8 Collapse

                bro me iforex forum me new member hu so bro mjhe take profit me lodss or profit ka koi idea nhi hai k ye kya hai is me profit hai ye loss hai
                اصل پيغام ارسال کردہ از: asadtheone پيغام ديکھيے
                Dosto mere khayal sa take profit set karnay sa hum ko aik tarha sa loss bi hosakta hai aager market hamaray t.p. sa zyada hit hogae to hum log yeh sochte reh jate hein kai hamari trading sahi thi aur hum ne choota profit lai liye is wajha sa main aap ko long trading ka mashwara doonga kai aap long term trading with big equity on volatile currency pair or metal karein. what do you think?
                • #9 Collapse

                  ji apnay kafi hudh tek baat tu ye sahi ki ha k jeb tp hit hojta ha phir humain afsoos bhi hota ha k humnay kum tp set kia lakain mera ye experince ha k achi hota ha jitna bhi tp hit hojye kyun k is market k kcuh pata nahi hota ha islia mere kiyal say tu jeb tp hit hojye tu humain khush hi hona chaiye ha is baat per aur her kisi k pass zyada equity nahi hoti ha k wo long term trading keray
                  • #10 Collapse

                    zaroori nhi hai kay har baar hamain take profit say loss na ho..jaha hamare gumaan main bhi hota jo aik dam ho jata ha.take profit laganay k faiday b hain or nuksan b agar aap short time karay gaye tu nuksan hoga or long time karay gaye tu nuksan itna nahi hoga.
                    • #11 Collapse

                      Long term trade hum easily laga saktey hain lekin is kay liye hamary pass achi equity ka hona lazmi hai. Jab proper money management ho gi to market main achy green pips earn kiye ja sakte hain.
                       
                      • #12 Collapse

                        G Han bilkul ho sakta hey agar humne take profit rakh diya hey aur us main humne money manamgment ko achi trha se nai dekha aur trade hamarey against chali gai to hamen bohot hiz iada loss ho sakta hey.
                        • #13 Collapse

                          janab tp use karny ka nuqsan ni hota hy faida hi hota hy han agar ap pc k samny hi bety hain chart ko dekh rahy hain phir to ap tp na bhe lagaen to sahi hy lekin agar pc k samny ni hain to tp lagana sahi hy tp na laga hoa ho to market up hony k bad down ho jay ge to loss hoga tp laga hoa ho to profit to hoga na haan har trade me stop loss ko use ni karna chahiay jo trades bht risky hoon un par sl ko use karna chahiay
                          • #14 Collapse

                            Yr aik ache approach hai take profit ko reserve rakhnay ke.. is mai agar loss ho bhe jaye tou itna loss mahe hota baqi ap nay ye sahe mashwara dia hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              realistic take profit set krenge tu loss nhn hota hai jese ke ap ko idea hai ke market is level tak zaror ayegi aur aapne wo level mark kr lya aur take profit laga dya agr ap ko doubt lag raha hai tu ap take profit ki line ko hit hone se pehle apna order nikaal le kum profit pe hi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X