Jaiza : Robot trading kay faiday (Advantages)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Robot trading kay faiday (Advantages)
    Robot trading kaay jahan per kafi saray nuqsanaat b hain wohi per robot trading kay kuch faiday b ho sakty hain. Robot trading kay liye ager traders ko acha aur tested robot mil jiye tu phir iss say traders ko kafi achi earning b mumkin hoti hai.

    Robot softwares hoty hain iss liye inn ka trading mai sab say bara faida yehi hota hai ke traders ke trah say yeh emotions aur Greed type ke cheezon say kafi mehfooz hoty hain. iss liye ager inke programming achi ho tu phir achy results milnay kay chances barh jtay hian.

    Iss trah say kafi traders kay liye mumkin nai hota hai ke woh market ko daikh kar achi opportunity ka wait karty rahin, tu iss trah ke situation mai robot trading kafi kaam sakty hai kion key eh automatic kaam karty hain aur automatic trading kay liye traders ke market ko monitor karna b zaroori nai hota ha.

    Iss kay elawa b robot trading kay kafi faiday ho sakty hain , ager members iss kay baqi advantages b share Karin tu iss posts say kafi logon ko robot trading kay baray mai behtar idea mil sakta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : Robot trading kay faiday (Advantages)

    Jab ham mai acha robot purchase ker ky trading main laga dety hain tou phir hamari trading auto per robot kerta rehta hai lekin hamain robot per totally depend nehi kerna chahiay ky agar ham robot trading main laga ker chor dety hain market ko open hi nehi kerty tou long time ky bahd ham umeed sy agar market ko open kerty hain tou hamara account yaqeenan wash ho chuka hota hai hamain robot kei trades main tou profit bhi deta rehta hai lekin kei trade main loss bhi hota hai tou agar ham loss ko control nehi kerty tou hamara loss jab robot bhi trade close nehi kerta tou loss increase hota rehta hai so ho sakta hai ky hamain maximum trades main robot ko waja sy loss hota rehy aur hamara account wash ho jaey lekin achy robot forex market main bary profit ka bhi sabab banty hain jin ko hamain trading main zarur try kerna chahiay
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : Robot trading kay faiday (Advantages)

      Jab ham achcha robot purchase karke trading mein laga dete Hain to fir hamari trading auto per Ho jaati hai aur robot automatically trading karta hai aur FIR hamari trading totally is robot per depend karti hai ki vah acchi SI training kar raha hai ki nahin na hi Ham trade co open kar sakte hain na hi close sirf Ham robot per ummid karte Hain ki vah ek acchi trading Karen hamara account yaqeenan wash bhi ho sakta hai isliye hamen robot per itna bharosa nahin karna chahie robot mein hamen is baat ki tension rahti hai ki kahin hamara account was Na Ho jaaye kyunki robot main motions nahin hote uske pass experience bhi nahin hota isliye hamen robot se training nahin karni chahie balki hamen khud apne experience ke sath training karni chahie aur robote ko use karna vaise bhi rul ke khilaf hai robot se hamen hamesha nuksan ka khatra rahata hai isliye hamen apne experience ke sath kam karna chahie Na Kar kisi ro.bot ko use karna chahie
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : Robot trading kay faiday (Advantages)

        Asalam.o.alikum bhai jan forex trading ma expert bnana zaroori hai market ma choty account py ap robot afford nhi kr skty ho manual trading sekhni bahot zeyada faida mand hai apko trading market ko smjhna aor understanding krmi chue ta ky apko trading ma motivated hona chye gradually apko forex ma risk lena chye qor management krni chye stoploss ko use krna chye aor update ky sath apni skills aor planning aor strategies ko use krna chye ta ky apko market ki technical update py trade entry ka faida ho aor ap apna target achieve krty raho apr.loss sy bach sko market ma three ka analysis focus krna chye technical analysis aor fundamental analysis to basic hai
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : Robot trading kay faiday (Advantages)

          Dear sab se phly to mai ap ko yehi kahu ga k ap khud trading sekhy aor ais market mai kaam kary agar ap ko kaam karna ni aata to ap ais market mai tab tak investment na kary jab tak ap ko ais market mai kaam karna ni aata agar ap ais market mai kam sekh jaty hai aor ais qabil ban jaty hai k ap ais market mai investment kar k aus par kaam kar k profit bana ley gay to aus k baad ais market mai investment kar ley agar ap ne kaam sekhna hi ni hai to aus time ap ais market mai robort use kar ley jab tak robot acha kaam karta rahy ga ap ko profit hota rahy ga magar jab aus mai kaam acha ni ho ga to ap ko ais mai kafi zayda loss ho jaye ga ais liay robot na use kary to ap ko zayda faida ho ga aor ap ais market mai acha kaam kar sakty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : Robot trading kay faiday (Advantages)

            Robot trading ka siraf 1 hi advantage hota hay aur wo hay auto base par trades ka open hona agar traders minimum trading ka experience aur knowledge be rakty hey to un ko andaza ho ga key auto base par trading ka koi faida nahi, Forum me ya kesi aur source se kesi be traders ko robot trading system use karny ka mashwara nahi dena chaye, esa har auto trading system fail ho sakta hay jes me risk ko manage karny ki quality majood na ho aur esa koi robot trading abi tak bana hi nahi jo account ko loss se bacha saky, har robot trading system fail ho sakta hay, traders ko kamyabi manual trading me mil sakti hay robot trading me nahi.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : Robot trading kay faiday (Advantages)

              dear forex mambers jesa k hum sub janty hain k forex trdaing main aik rebbort trading option bhi hai jis main hum apni trading kar k kamyab ho skty hain es liye aghr rebbort trading bhi koi karta hai tu wo bhi achi earning kr skta hai forex min rebbort trading main trading wo log karty hain jo apny forex k ilwa or bhi kam karty hain or un k apss trading karny ka time nahi hota hai jis se wo apny order ko pahly he ahi trha soch smjh kar apni trade lga dety hain or jub market os level tak jati hai tu rebbort main apka order already lag jata hai or agr ap ka order nahi lgta hai tu apa order expire ho jata hai es liye reboort trading kani hai tu hu achi earning kr skty hai tu apka rebbort trading ka expierne hona zarori hai...
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : Robot trading kay faiday (Advantages)

                Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek hy m ap ki bt sy mutfiq hon forex trading main jahan robot trading k bot sary nuqsanat han wahin kuch faidy b han wo b us sorat m k jb hamy trading k liay acha robot mil jaiy or wo hamy loss k bjaiy acha profit hi frahm kary agr hamy acha robot trading k liay mil jata hy to ham is sy achi earning or knowledge dono hasil kr skty han ji han friend ap ki bt bilkal durst hy k robot ka aik ye b faida hota hy k ye hmari tra emotions or lalich sy dor rahty han in sy bach kr trading karty han jb k hamy forex m trading krty hoay hmasha zyada tar in hi chezon ki wja sy loss hota hy to robot trading in chezon sy bach kr hamy achy result b dy sakty han is tra robot trading k kafi faidy b han jin sy ham robot trading sy achi earning b kar sakty han
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza : Robot trading kay faiday (Advantages)

                  Forex market Mein Vahi log Kamyab ho sakte hain Jin Logon Ko robot trading ka bare mein pata Hoga Kyunki robot trading ka bahut hi fayda ho sakta hai agar Ham Logon ke pass Iske bare mein bahut hi jyada knowledge aur ham log Iske bare mein agar Apne knowledge ko increase kar lete hain To Ham logon ko ismein bhi kamyabi mil sakti hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : Robot trading kay faiday (Advantages)

                    forex mai hamy expert bana ky robot trading karne chaey pher he hum acha bonus kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamybe hasla ho jy ge forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai out off cost account bana kar be km kar sakty hain yai aik legal busines hain hum is mai free accont bana kar be kam kar sakty hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamaybe hasal ho jy ge forex aik world wide business hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain forex aik bahtrren busines hain forex aik acha business hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X