Hello dosto jesa kaap sab ko pata hy k ye sub forum shouq k baary main hy, to dosto main aapko bata chaloo mera aik shouq hy jo buhat saloon sy hy aur vo hy medicines k baary main parna jis ke waja sy mery pass buhat zyada knowledge B hy medicines ka. Dosto mera buhat shouq hy k main zyada sy zyada medicines k baary main jaan sakoon aur isi waja sy alsar internent par main medicines kbaary main he parta hoon. Main aapko B suggest karta hoon k medicines k baary main zaropr parain is sy apko knowledge B milega aur apka shouq B barega aur aap kam az km medijces k baary itna knwoledge zaroor rakogy k ap sy koi ghar mai npoochy to aapko pata hoga k ye medicines kis liye hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим