jaiza:apni mistake ko bar bar repeat karna he loss ki reason banta hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza:apni mistake ko bar bar repeat karna he loss ki reason banta hai.
    dear friends main apny experience k mutabik yeh bat 100% confirm manta hun k hamain 99% loss hamri mistake thek na karny ki wajah say hota hai ager ham pehly mistake hony pay he control kar lain tu hamra loss pehli mistake say he thek ho sakta hai mager koi bhi trader jab tak us ky pas acha experience nahi ata wo kehta ha k market wrong hai aur main thek hai mager jesy jesy wo experience hasil karta jata hai uss ko realty ka pata chalta jata hai mager jab usy acha experience ho jata hai tu wo loss bhi kafi kar chuka hota ha yehi bat ham ya ap ya koi new trader samjh lay tu usko apni mistakes pay gor karna chaheay aur ko bar bar repeat na hony say bachaya ja sakta hai iss lea meri advice par amal zror karain ap ko zror success mily gee.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza:apni mistake ko bar bar repeat karna he loss ki reason banta hai.

    Assalamu Alaikum dear Forex members ji han bhai main aapki baat se Ittefaq karta hun yah To Jara Si baat hai ki agar aap apni galtiyon se nahin sikhenge aur Vahi Galti ko Bar Bar repeat Karenge To Har Baar aap bolo usko to Jaega aur Karte Karte aapka account was ho jaega isliye galtiyo se sikhen aur UN per kam Karke unko khatm Karen aur acchi trading Karen Koi galti ki gunjaish na rakhen Is Tarah aap ek acchi aur Kamyab trading kar Payenge aur Forex Mein kam Karke Ek acche Businessman Ban Payenge galtiyan ko kam karne ke liye aur acche se sikhane ke liye hamare pass deno account ki saholat mojod Hai ismein kam Karke Ham experience Hasil kar sakte hain original account mein investment Karke Ek bahut hi kam time mein acchi aur fast earning kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: jaiza:apni mistake ko bar bar repeat karna he loss ki reason banta hai.

      Forex trading business mein jab bhi hum ko loss hota hy tu apni hi mistake se hota hy aur forex mein loss kise aur waja se nhi hota aur apni hi mistake se hota hy aur forex trading business mein koi bhi trader us waqt tak kaamyaab nhi ho sakta jab tak wo apni mistake ko cover nhi karta kiok forex trading business mein agr hum se koi choti mistake hoti hy tu is se bara loss ho sakta hy aur agr hum us mistake ko cover nhi karain gay tu phr loss hi ho ga aur us waqt tak loss ho ga jab Tak hum us mistake ko cover nhi kartay is liye hum forex trading business mein koi bhi mistake karain js se loss ho tu hum ko apni mistake ko dekhna cahaiye aur us mistake ko theek karna cahaiye aur agr hum apni mistake ko cover nhi kartay tu bar bar loss kartay han aur loss se hum tab hi bach saktay han jab hum mistake ko control karain gay
      • #4 Collapse

        Re: jaiza:apni mistake ko bar bar repeat karna he loss ki reason banta hai.

        bilkul brother 100% real bat ki hai forex main hum jab bhi galtian bar bar karty hain usi time loss ziada hota hai aur forex main galti ko bar bar repeat karna apny lalch ki waja say hota hai jab bhi app ky mind main lalch ata hai tu ap forex main apni old mistake ko phir say repeat kar daity hain jab galti karty hain tu oss ka loss bhi ap ko jheelna parta hai ap ko ager apni mistakes p[ar control karna hai tu sab sy pehly aik page lain jiss main apni sab asi mistake likhain jin ki waja say ap ko loss hota hai aur wo table pay rakhain jab ap trade karain tu unn ki tarf dekhain aur apny ap say ye swal karain ky kia ap phir say wohi galti tu nahi kar rahy asy karny say ap ki trade main change zror ayy ga aik dafa zror azma kar dekhain ap ki trading main bohut acha result ayy ga aur ap ka loss bhi control main ho jay ga.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza:apni mistake ko bar bar repeat karna he loss ki reason banta hai.

          forex trdaing main loss hona aik yakini amal hai laken loss hony ki boht se wajoahat hoti hai kbhi kisi point ki wjah se loss ho jata hai or kbhi kbhi hmari khud ki wjah se loss ho jata hai tu hmain aghr forex main kamyb hona hai tu apni galtiun ko avoide krna hoga jis k liye hmain apni galtiun ko sodharna hota hai or jub hum aik bar aik galti kar jaty hain tu hmain bar bar osko reapete nahi krna chahye jub hum bar bar aik he galti karty hain tu hmain bar bar loss ko face krna parhta hai bahtr or zarori yah hai k hum apni galtiun se sikhna chahye jub tak hum apni galtiun se sikhty nahi hain tab tak hum achi eraning gain nahi kar skty or na he hum apni trdaing main kamyb ho skty hain galti se apni trdaing ko abhtr karny ki kosish karen jub ap apni galtiun se he sikhny lag jaty hain tu apko trdaing ka kafi part ayse he sikhny ko mil jata hai forex main kamyb hony k liye mahant hmain khud karni hoti hai jub hum apni trdaing main mahant karty hain tab he hum kamyb hoty hain
          • #6 Collapse

            Re: jaiza:apni mistake ko bar bar repeat karna he loss ki reason banta hai.

            Aapane bilkul theek baat ki hai agar ham log apni mistake ko Bar Bar repeat Karenge To Ham logon ko bahut hi jyada iska nuksan Hoga aur ham log Kafi Jyada loss Mein Ja sakte hain isliye Ham Sab logon ko apni mistake ko Bar Bar repeat nahin karna chahie
            • #7 Collapse

              Re: jaiza:apni mistake ko bar bar repeat karna he loss ki reason banta hai.

              Dear ais market mai kaam karny k liay hum ko ais mai thora sa to risk lena parta hai magar aus k baad hum ko ais market mai ye pata hai k hum ais market mai koi ghalti karty hai to hum ko ais mai loss ho jata hai agar hum aik hi ghalti karty hai to hum ko ais mai bar bar loss hota hai ais market mai ap ne apni ghaltian sahe karni hai aus k baad hi hum ko ais mai faida hota hai agar hum ais market mai achy se mehnat karty hai aor ais mai kaam sekh lety hai to hum ko ais market mai apni mistakes sahe karny k liay loss k bad ye dekhna chaye k hum ko ais mai loss kis waja se hoa aor ais market mai hum ne jo loss kia hai aus ko kaisy recover kia jaye ais mai jab hum plan banaty hai to hum ko ais mai faida ho jata hai.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza:apni mistake ko bar bar repeat karna he loss ki reason banta hai.

                Traders aksar ye baat kertay huay nazar atey hain aur sunannay ko milta hai kay market nay aisa ker dia market nay wesa ker dia iss liye loss hogaya hai. Ye baat bilkul ghalat hoti hai. traders ko apni mistake ko accept kerna chaiye kiyu kay apni mistakes accept kernay say unkao darust kernay ki tehreek milti hai. jab tak apni mistakes ka pata nahi chalay aur apni mistakes ko pata chalnay kay baad unhain repeat honay pay control kerna nahi seekha jaey asal mai experience haasil kernay ka aik tareeka yehi hai kay ghaltioo pay control kia jaey aur unhain repeat nahi honay dia jaey.

                jab traders apni ghaltioo pay control nahi kertay aur wo kisi na kisi soorat mai mistakes ko repeat kertay rehtay hain tou trading mai loss hotay rehtay hain aur accounts wash hotay rehtay hain. Iss liye pehli ghalti ko khatam kerna success ki nishaani bann jata hai.
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza:apni mistake ko bar bar repeat karna he loss ki reason banta hai.

                  Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex m agr ham ny successful hona hy to us k liay ham jo mistakes krty han jin ki wja sy hamy loss hoa agr ham wo mistakes br br ni dohrana chaiy balky un mistakes sy hamy sekhna chaiy sbq hasil krna chaiy k kin wjohat sy loss hoa or in ko hamy phr ni dohrana hy agr hmary pas acha experience hy to ham jald hi apni mistakes py qabo pa lyty han q k hmary pas agr experience ho ga tb hi ham forex market ko smj skan gy wrna ham loss hi krty rahan gy is liay hamy chaiy k ham phly to demo account m practice kr k acha experience hasil karan phr trading karan is tra hamy trading m successful hony m asani rahy gi
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza:apni mistake ko bar bar repeat karna he loss ki reason banta hai.

                    g han bhai jan forex trdaing main boht se mambers aik he galti ko bar bar karty hain jis se wo bar bar loss ko face karty hain tu hmaisha aik galti k bad osi ko reapete na karen aik achy trador ki yah nishani hoti hai k hum apni trdaing main jub aik galti kar jaty hain tu osko khtm karny ki koshish nahi karty hain tu hmain bar bar phr wohi masly se do char hona parhta hai tu hmaisha loss hony k bad loss hony ki wjah ko dekhna chahye k hmain loss kis wjah se howa hai os k bad os wjah ko khtm krna sikhen q k jub ap os wjah ko khtm kar k trdaing karen gy tu ap apni trdaing main achi eraning kar skty hain or dobara os galti ko bhi bar bar dohaengy nahi hmaisha apni galtiun ko control main rakh kar kam karen
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza:apni mistake ko bar bar repeat karna he loss ki reason banta hai.

                      g han bhai jan ap ny sahi bat ki hai aik he galti ko aghr bar bar kiya jay tu wohi hmari trading main lsos ka sabab bnta hai tu kbhi bhi aik he galti ko bar bar nahi krna cahhye q k jub ap aik he bar bar galti karengy tu ap kbhi bhi achi trading nahi kar skty or na he ap apni trdaing main acha proft gain kar skty ahin galti se he ap apni trdaing main risk ki ratio ko barha dety hain or apko loss kbhi bhi tab nahi hota hai jub ap aik galti ko hony k bad khtm karen or ali trade main soch smjh kar market ko smjhny k bad trdaing karen qk jub tak ap apni trdaing ko achi trha se market k hisab se nahi karty hain tu he apko trading main loss hny k chaces hoty hain or apko hmaisha he apni trdaing main achi eraning mil jati hai
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza:apni mistake ko bar bar repeat karna he loss ki reason banta hai.

                        Forex trading Ek Mushkil business a aur is ko sikhane ke liye Kafi zyada time chahiey is liye bahut zyada chance Hota Hai ki trading ke douran mistake ho jati hain,Is mistake ko koshish karen repeat na hone de. Mistakes Hamare Liye behtarin zariya hai learning ke liye hoti hai. Aap ko chahiey apni Tamam mistakes Ka review daily ya weekly basis per Karen Takiy, ainda trade main aap ko loss ka Samna Na Ho.
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza:apni mistake ko bar bar repeat karna he loss ki reason banta hai.

                          G han agar ham 1 bar mistake kar lety hey to samajdari esi me hay key ham se ye mistake per se na ho agar ham bar bar esi mistake ko repeat karen gey to ye hamesha hi loss ki waja ban sakty hey, esi mistake karny ki zarorat hi nahi jes ki waja se loss ka chance ho,

                          Mistakes ko agar ham control nahi kar sakty to hamy mistake ko repeat karny ki ghalti be nahi karni chaye, bar bar hi agar ghaltiya ki jayen to Forex trading business me kamyab hona traders key ley mushkil ho jata hay hamesha apni hi ghaltiu se seekny ki koshish karni chaye yahi mistakes successful hony ka raaz hoti hey.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza:apni mistake ko bar bar repeat karna he loss ki reason banta hai.

                            Mistakes ko bar bar repeat karNa loss ki reason Banta hai humian chahye Kay hum apni mistakes say learning hasil karain or koshish karain Kay again wo dObra galti na ki jiye mager bohat say traders apni galti ko identify nahi karty or wo bar bar ek hi galti repeat karty hain jis say kafi dafa loss hota hai galtiyo say sikhna chahye or koshish karni chahye Kay apni weak point ko recover kiya jiye or skills improve karty hoe galtiyo ko khtm karna chahye warna bar bar galtiyo say humain bohat loss hota hai or humra account bhi washe ho jata hai trading may achi earning Kay liye humain chahye Kay hum apni galtiyo ko removed karain or profitable trade lagain ta Kay earning gain ho...

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X