Naran-Kaghan
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Naran-Kaghan
    Salam.
    Yaha maira aisy konsay Dost hain jinhi nay Sardio main Naran Kaghan ka Safar kia hay.
    Sb apni experience Zrur share krian
    Shukriya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Naran-Kaghan

    November may janay ka Moka mila thaa.. Aur unexpected rain and snowfall hogey thaye jisay hum stucked hogaye thaye waha pay..
    • #3 Collapse

      Re: Naran-Kaghan

      Ji Sar aapane bahut acchi Jagah ka naam mention Kiya Hai Mera Khud bhi bahut Zamane Se yah Khwahish raha hai ki main Naran kaghan Bade kar sakta lekin abhi tak mujhe mauka nahin mila aur passport per Sardi Mein Jab snowfall hota hai Kyunki Mujhe snowfall bahut pasand hai vah Naraan kagha Main Har Sardi Ke Mausam Mein snowfall hota hai to mujhe bahut pasand hai isliye Mera Yahi Khwahish Hai Ki Main Bhi Naran kaghan ka visit kar Sakun.
      • #4 Collapse

        Re: Naran-Kaghan

        اصل پيغام ارسال کردہ از: imgr8jack پيغام ديکھيے
        Salam.
        Yaha maira aisy konsay Dost hain jinhi nay Sardio main Naran Kaghan ka Safar kia hay.
        Sb apni experience Zrur share krian
        Shukriya
        Bhai sardio mein to bilkul thand hoti hai, mein 2 sal phly gaya tha to meri kulfi bante bante rah gae :D har taraf baraf hi baraf thi buhat hi khubsurat jagha hai.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Naran-Kaghan

          Assalamu Alaikum ji han bilkul theek hai theek kah rahe hain Hamen Aur Ka Karan Jana chahie Khubsurat ilaka Hai yah Khubsurat wadiyan yah Ka Mausam bahut Achcha rahata hai is Mausam Mausam achha hota hai Garmi to bahut bahut Achcha hota hai aur kahan Ke Log bahut acchi hai Mehman was Hai Dil Nawaz hai aur

          اب آن لائن

          Working...
          X