Kuch Ghalat Fehmian (Misconceptions) Forex Kay Mutalik
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kuch Ghalat Fehmian (Misconceptions) Forex Kay Mutalik
    Well, now here we will talk about some misconceptiosn about Forex trading prevailing in our society.

    Kuch ghalat fehmian aam tour per Forex tarding may paaie jati hen, yeh ghalat fehmian un logon ki phelaai huwee hen jo Forex trading kay baray may zyada nahee jantay ya yeh woh log hen jinhon nay FX trading ko gambling k toure per liaa.

    Misconceptions about FX trading:

    1. Forex raaton raat aap ko ameer bna skta hay.
    2. Forex just aik scam/fraud hay. (kuch log esa bhee kehtay hen)
    3. Forex trading kernay k liye sirf indicators he use kernay chhyaen.
    4. Sirf NEWS per he trading kerni chhaye.
    5. Sirf bari bulkay bohat he zyada bari investment say he FX trading shuru ki jaskti hey. (Well, aik normal capital say bhee shuru kia ja skta hay)

    Yeh woh aaam ghalat fehmian hen jo FX trading k mutalik logon ki phelaai huwee hen.

    Kindly sirf mature or sahee reply kren topic say related hona chhaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear aap ne achhi tra misconsepts ko detail se bayaan kia ha ye wohi log sochtay han jin ko forex k baarey me knowledge nai ha.
    1...forex aik gambling ha
    2... is se incom ka koi consept ya reality nahi
    3.... withdrawel nai ho sekti ha
    4.. ye business sirf rich k liay ha
    • #3 Collapse

      This is a real business, it has although much money but we cannot get much money very quickly in forex. It is the big business in which we have to work hard and do more and more practice in forex market every time otherwise we cannot get any thing and will blow the account very quickly.
       
      • #4 Collapse

        friend kuch persons forex forum kay baray mein ye samjhtay hain kay ye forum bhi baki forums ki tarhan fraud hai lekin ye such nahi hai forex forum mein jin traders ko loss k siwa kuch nahi hota wo forex kay baray mein neggitive thinking rakhtay hain
        • #5 Collapse

          bahi app nai sahee kaha ha forex trading kay baray main kafi logon ko issi tara ki galtfahmiyan hain har kisi ko apna concept clear karna chaiya kay forex aik proper bussiness ha aur iss kay liya learning must ha aur small investment se bi trading kar saktay aur trading kay liya indicater news aur analisis ko mila kay chalna parta ha
          • #6 Collapse

            Forex k bare mein hum galt fehmian khud hi bana lete hain aek tu dosro ki baten sun kr forex ko galt samjhne lagte hain aur ager zeyada loss hamari galti se ho jaey tu hum blaime broker ko krte hain galt fehmian ka shekar ho kr
            • #7 Collapse

              dear apnay jo batain bataee hain wo bilkul theek hain is business may anay say pehlay log bohat baray baray khwab dakhtay hain lakin jab real trding may atay hain to unko aisa result nhi milta jasa wo sochtay hain is kay bohat mehnata or hard work ki zrorat hoti hay i agree to you.
              • #8 Collapse

                Forex trading mein aap ki earning aap kee learning per depend kar rahi hoti hai aur aap foran see ameer nahein ban saktee aap koo forex koo learn karna paree gaa, aur joo loog forex koo scam kehtee hain woo actually khud mehnat nahin kartee aur phir unfortunately, forex business koo fraud boltee hian
                • #9 Collapse

                  brother ap ny jitni bhi ghalat fehmiyan btayen wo bilkul sahi hai bht sy log esyy gambling bhi smjhty hain jo k ghalat hain forex aik pure bsuiness hai es main na ap ko ziada investment required hai or na he ye aik fraud ye ye aik trusted business hai es main ap ko khoob mehnatt ki zrort hoti hai
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: miles پيغام ديکھيے
                    Well, now here we will talk about some misconceptiosn about Forex trading prevailing in our society.

                    Kuch ghalat fehmian aam tour per Forex tarding may paaie jati hen, yeh ghalat fehmian un logon ki phelaai huwee hen jo Forex trading kay baray may zyada nahee jantay ya yeh woh log hen jinhon nay FX trading ko gambling k toure per liaa.

                    Misconceptions about FX trading:

                    1. Forex raaton raat aap ko ameer bna skta hay.
                    2. Forex just aik scam/fraud hay. (kuch log esa bhee kehtay hen)
                    3. Forex trading kernay k liye sirf indicators he use kernay chhyaen.
                    4. Sirf NEWS per he trading kerni chhaye.
                    5. Sirf bari bulkay bohat he zyada bari investment say he FX trading shuru ki jaskti hey. (Well, aik normal capital say bhee shuru kia ja skta hay)

                    Yeh woh aaam ghalat fehmian hen jo FX trading k mutalik logon ki phelaai huwee hen.

                    Kindly sirf mature or sahee reply kren topic say related hona chhaye.
                    my dear friend mere khyal se ager ap is per depend kerte ho k forex main sirf loss hota hai tu is per ap ghalat ho beecause ye bohat profitable kam hai dost aur mere dost is kam se kafi profit kama chauke hai dost ager apko is ko experience ke begiar karoge tu apko loss hoga dost.
                    • #11 Collapse

                      hum ko apny gailt se kunch senkhan cheny or hum ko wo gailt dobern nhe karn cheny ya bhot zrore hain hum ko leraning axhi kary gy to hum ko tading ne achi ho gy mahnat kay gy to hum kamnyb ho sanky gy
                      • #12 Collapse

                        Jee bilkul jon kuch aap nein kaha woh theek hai.forex her giz na to spam hai aur na raarpton raat ameer honein ka zariya.yeh ek serious businessbhai jisko kerna bhee serious samajhdar logon ka kaam hai.
                        • #13 Collapse

                          bhai jan logon ko really me in kay baary me kafi ghalat fehmian hai aap ne ye jo five points discuss kiay hain inki deepness bohat hai ye mehaz dekhny me choti se lines hain magar in ka usage bohat khaas hai or in ghalt fehmion ne logon ko bohat mis guide kia hoa hai
                          • #14 Collapse

                            dear mjy to is mai kam karty hoe mjy is mai bhot time ho geya hai is mai mjy to koe b ghalt fahmi nhn hai or na hi honi chae hai jo k hamary liya acha hai or har kisi ko is mai kam karna chae hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex k mutalik hamare han kafi misconceptions paye jate hain jaise k beghair mehnat kiye ameer ho jana, puri forex ka dhoka ya fraud hona or sirf aap ki investment or time ka wastage, iss k ilawa ye bhi k trading k liye bohat bari raqam darkar hoti hai. Hmain awareness lane ki zarurat hai takey ye galat fehmian dur ho sakain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X