Forex trading ke basics
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ke basics
    forex trading ma trade krte waqt ap ko trading ke basics ke bare ma ilm hona lazmi hai ke kab currency buy krni hai or kub sell krni hai jab musalsal rate kum ho rha ho to buy nahi krni chahye or jab musalsal rate increase ho raha to jab woh closing rate per jaye tab sell krni chahye.
    Islamic Books Blogging Tips
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    han ye hona zrori ha khas tor pay hame yaha pay mt4 k baray me seekh lena chahye jiss say hum yaha pay trade kar saktay hain ayr yaha pay us say acha khasa learn kar saktay hain aur yaha pay kaam kar saktay hian so yaha pay mehnat say he kaam kare.
    • #3 Collapse

      Asalam O Alaikum to all dear nice information or main khud sarey new traders ko yehi guide karo gi k market mien apni koi bhi trade open karne sey pehle achi tarhan market ko analysis kar le
      • #4 Collapse

        jee haan apne jo bhi information kahi hai wo bhi bht zaruri hai forex trading k liye.... qk agr ham forex mai basic nahi samjh sakte to kabhi bhi trading nahi kar sakte hain is liye hamen forex mai basic information lazmi rakhni chahye......
        • #5 Collapse

          forex trading basic is that you should shave complete knowledge about its trading how to use its tools . how and in what method you have to trade all you can learn and practice in doe to learn after that you can improve it and make it advance by hard work
          • #6 Collapse

            market Main hameshaa trend ko follow karna Chahiye,jo Trader Trend k opposite chaltay hain wo nuksaan kartay hain,haan Ek Stretegy hai inverse Stretegy usay zaroor use Karna Chahiyee magar wo bhi side Way main,jab market ek Complete Trend main in ho tab trend k mukhalif chalnay say margin Call bhi Aa Sakti hai
            Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
            • #7 Collapse

              jee haan apne jo bhi information kahi hai wo bhi bht zaruri hai forex trading k liye.... qk agr ham forex mai basic nahi samjh sakte to kabhi bhi trading nahi kar sakte hain is liye hamen forex mai basic information lazmi rakhni chahye......
              • #8 Collapse

                forex trading ki basic ehi hoti hai k yha ay apnay kam ko samjhe aur kare jiss me ap ko kam karnay me asani hoti ahi aru apko in cheezon ko samjhna hota hai k kesay kam ko kya jata hai ye achi baat hai.
                • #9 Collapse

                  magar wo bhi side Way main,jab market ek Complete Trend main in ho tab trend k mukhalif chalnay say margin Call bhi Aa Sakti hai.forex trading basic is that you should shave complete knowledge about its trading how to use its tools.
                  • #10 Collapse

                    sab say pehlay apko MT4 ko use karna ana chahye baqi forex trading ki basic ehi hoti hai k yha ay apnay kam ko samjhe aur kare jiss me ap ko kam karnay me asani hoti ahi aru apko in cheezon ko samjhna hota hai k kesay kam ko kya jata hai ye achi baat hai us un me koi bai sab aik hesa hota hay
                    • #11 Collapse

                      sir phalay to apko forex kay baray ma ilm hona chahiye kay forex trading kasay hotay ha agar ap kasi ches pay trading krtay ha to apko is baat ka khyl rakna chaiye kay phalay market kaha ja raha ha agar market up ja rahi ha apko profit ho raha ha to ap sele krday jiska apko profit milta ha lakin agar apko loss ho raha ha to ap kabi bhi sle mat kray
                      • #12 Collapse

                        bilkul thick kaha ap ny forex trading karny k lia hamy es ki basics ko janana boaht he zaruri ha ku k ya ek risky business ha ham agar es ko without learning kia kary gy to hamy loss he ho ga or ham es mi earning ni kar sky gy es lia es ki basics ko ana bohat important ha ta k ham earning kar sky.
                        • #13 Collapse

                          G haan jo forex trading business mein new hota hai us ko forex ki basic pata honi chahiye jiss say newbies ko forex trading karney mein bohat asani hoti hai forex ek bohat best business hai is mein humein full learning haseel karni chahiye
                          • #14 Collapse

                            G haan forex trading mai aapke sb say zayda chez jo count krte hai voh hai forex ke basics. Agar aap forex ke basics yani k kis time pay knse currecny ko buy krna hai aur kis time sell or loot ke kya value rkhne hai ko nzr mai rkhen to aap aik achay forex trader bn skty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g han bhai jan ap ne sahe bat ke ha or manp ke bat se agree krta hon g han forex ka bisc ye ha k hum ko trading ke pori malomat honi chy k kab trade lgani ha or kab nahi lgani or bhe bhot se chezyn han jin ko hum ko folow krna chy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X