Kia aik se ziada Pairs pe trading karni chahiay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia aik se ziada Pairs pe trading karni chahiay?
    Agar me aik hi wakt me aik se ziada currency pairs pe trading karu tu kia ye mery liay easily manageable hogi kay me ziada loss bhi nahi karu ga or agar aik me profit nai hoa tu kisi or me ho jay ga is mantality se agar le kar chaloon tu?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear zaroor aap ko aik se ziaada forex pair me trding kerni chaahiay kiun k market kabi aik pair me boht slow hoti ha ore koi achhi trde nai milti to aap k paas multi choice honi chaahiay
    • #3 Collapse

      nhi bhai main tu ap ko bilkul bhi nhi dunga ye mashwara agar tu ap k passs knowldge hai or acha khasa experience hai or investment bhi ap lose bardasht kr skty ho tu ap phir ap kro otherwise nai
      • #4 Collapse

        mery khayal k mutabik b ap ko aik sy ziada pairs mai trading karni chaheye q trading aik pair mai slow ho to ap dosry pair mai trade kar saky is tarha ap loss sy bach sakty hain or easily trade kar sakty hain
        • #5 Collapse

          main tu yahi kahon ga old aur new traders se ke multiple trading se bachna chiya kyoun ke is main ap ko tension zayda milti hai aur profit kam milta hai aur main yahi kahon ge ke jab tak ap aik trade se profit nahi milta tab tak dosri trade ko open na karen
          • #6 Collapse

            je han ap kar saktay ho karni chaiye atleast 3 pairs pe ap ko trading karni ati ho forex trading is world ka best online business hay this is best kay agar ap mehnat karo seekh lo achay tarikay se so online business mei forex trading sab se best business hay humay learning ki zaroorat hay bas
            • #7 Collapse

              ji han ap ek se ziyada pairs main bhi trading kar sakty hain aor profit earn kar sakty hain per mere zati khiyal main agar app ek pair per apni sari twajo markooz rakhen gay to ap us ko achi trah se samaj kar pesa kama saken gay
              • #8 Collapse

                je ha ap is per work ker sakty ha ager ap ko in pair per practice ha to ap is forex ko ker sakty ha.
                • #9 Collapse

                  gee haan brother har pair best hai agar app achey aur best trader hain to app har pair par without loss trade kar saktey hain aur daily mein acha pofit earn kar saktey hain
                  • #10 Collapse

                    yes dear mere khiyal say ham aik time may aik say ziyada pair pe trading kar sakty hain lakin is kay liye hamary pass acha knowledge and experience hona chahiye and patience bi hona chahiye kiyu kay agar hamy loss ho jae to ham may confidence hona chahiye.
                    • #11 Collapse

                      as kam ka bad muj aysa lagta ha yah ap ko as ma bohot zayada investment nahe karna hota ha yah ak boht achi lagta ha hamy aysa ka bara ma.
                      • #12 Collapse

                        mere khiyal sy ni ager ap aik hi pair ko zaida sy ziada follow kerte hain to ap ko forex main woh pair kfi faida dy ga us wqat ap ko woh pair k bary main zaida pta hoga k yeh pair kerta kiya hai or ap ko kab profit de shakta hai
                        • #13 Collapse

                          g bilkul ap aik se zida pairs pa trading kar skty ho ku ka agr ap ko aik pair main loss ho rha hai to ap koi aisa pair ko select kar lo go ap ko profit da rha ho ap us pa order laga do is se ap ka loss profit main badal jata hai aur ap ko handle krna asan hota jai ga
                          • #14 Collapse

                            yes brother aap jitni bhi currency pair me trading karna chaho kar sakhto, but men ap ko yehi advise donga ke pair aap jitne bhi open karo trade ke leye but aap ko us pair ki analization karni chahiye fir he trade open karni chahiye...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              me to krti hu q k market ka kuch pta nhi ho skta ha ap jis pair pe trade krte ho wo poora din move hi na kry to ap pehle news and analaysis read krain k market kb taiz hogi or kon si market zyda move ho skti ha to phr ap us pe trade krain apnay experience k sath

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X