Be practical
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Be practical
    Bohat sare log forex main trading kerne se samajhte hain k unko raton raat forex ameer bana de gi lekin hum sab ko jan'ne ki zarurat hai k forex main bhi dosre kamon ki tara hard work required hota hai, so be practical.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes you are ri8 dear forex ek aisaa bznis ha jis may ameer banay k leya apko sakht se sakht mahnat ki zaroorat hoti ha or ap jitni zyada manat karogay or is ko jitnay zyada achay tareeqy se learn karogay baad may jab ap is per investment karogy to xzahir se baat ha apko profit to hoga he to total ya k bs mahnat se kaam karain to raato raat ameer bhe ban saktay han.
    • #3 Collapse

      han g yehi baat hai bohat se nahi balky har shakhs forex ko start karty wakt yehi samjhta hai magar with the passage of time usko ye baat samjh khud ba khud aa jati hai kay usko ye kaam karny kay liay apni skills ko improve karni hi paren gi or apny aap ko bad habits se rokna hi hoga. Practice ye kam khud ba khud hi karwa deta hai
      • #4 Collapse

        Whatever idea or trading method you have is not useful until they are practicalised. The forex market present to the traders an opportunity to practicalise the trading theories they have conceived. That is where the demo account comes in. The practical is obtained there loss free.
        • #5 Collapse

          bhai aksar logon ko ye galti fami hoti ha kay hum fohran rich ho jahain gain aur wo baray baray dreams bananay suru kar daitay hain lakin bhai jan baqi bussiness ki tara yahan bi app kamyabi kay liya lagatar mehnaat learning aur skills ki zahroraat hoti ha un pe tawajo dain
          • #6 Collapse

            jee han main ap se itfaq kerta hon forex trading aik bohat hi acha online business hi jis main ap ko achi earning ke lye sakht mehnet kerni hoti hi teb ja ker ap achi earning ker sakte ho agar ap ko loss ho jye to persahn hone ki zaroort nahi ap ko iss e recpever kerna ho ga then hi ap aik ache trader ban sakte ho
            • #7 Collapse

              yes ap bilkul ashe keh rahe hai har trader yehe souchta hai ka wo acha kaaye aur jaldi rich ban jaye lakan mere khayal ma acha kamaye ka liye aur kamyab trader banaye ka liye hard working acha exprince aur knowledge ki zarorat hai .
              • #8 Collapse

                jee han bhaiaap nay thk kha yehi ghalat fehmiyan zyada tar bhot say logo ko hoti hain k wo log forex say raton rat ameer ho jae gay.is business me hame mature ho kar sochna parta hai na k bachon ki tarha.
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                  Bohat sare log forex main trading kerne se samajhte hain k unko raton raat forex ameer bana de gi lekin hum sab ko jan'ne ki zarurat hai k forex main bhi dosre kamon ki tara hard work required hota hai, so be practical.
                  ji han hamen forex mein practical kam karna chahey or jo kam karna chahye achi tarha learn karna chahey keun k forex aik risky business hy or is mein success hasil karna easy nahi hy isliye ahemn chahey k hum hard wok karen tab hum success hasil kar payen gy,
                  • #10 Collapse

                    Thanks for the nice advice. I am agree with you and I think we need to be practical for gather more business skill and more trading knowledge. We will be success through our practice more and more.
                    • #11 Collapse

                      yes ap bilkul sahe keh rahe hai har trader yehe souchta hai ka wo acha kaaye aur jaldi rich ban jaye lakan mere khayal ma acha kamaye ka liye aur kamyab trader banaye ka liye hard working acha exprince aur knowledge ki zarorat hai .
                      • #12 Collapse

                        Practical honay ki zarurat is liye bhee hay kyn kay zyada tur log smjhty hen kay woh raaton raat ameer bun sktey hen is business may hala k esa hurgiz nahee hay, kyn kay practical honay ki zarurat hay, hmen systematically chalna hay or her cheez ko seekhtay huwey chalna hay.
                        • #13 Collapse

                          forex main kaam karney k doraan aapko boht se log mukhtalif raey detay hain or kehtay hain k ye thek nhi ya is main falaan falaan masla hai tu plz be practical k ye bilkul acha or behtreen business hai, or ye maat sochain k bas aap ne forex join kar liya hai tu aap ko bas or koi kam nhi, is k sath sath baki kamu ko b zehen main rakhain, ahista ahista aapko boht profit de ga.
                          • #14 Collapse

                            That is the truth it is very good for you to be very good and practical at all times so that you will be able to take good decision that will help you to grow at all times so as a trader it is very good for you to be focus at all times
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              We should be practical when we are trading in forex so that we can work freely with mentally and can take patience for a good earning.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X