greed an enemy
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    greed an enemy
    forex trading me greed boht buri cheez hai ,, ya ap ko asman se zamin per gira dati hai biht se log jb trading krty hen to take profit ko ni use krty jis ki waja se jahan unhen profit hona hota hai wahan unhen loss ho jata hai ..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear ye baat to trading me 100 5 theek ha k trader ka berha enemy greed hi ha ore jo trader is greed se bech ker trading kerta ha wo kabi ziaada loss nai kerta .hum is greed kimweja se beha volum use kertay han ofre agr market opposit move kr jaaey to boht loss ho jata ha
    • #3 Collapse

      Bhai yeh baat to sach hai kay jo apne kahi hai kay greed an enemy wali baat kyun kay yeh lalach hi hai jo hamain andha kar deti hai aur hamain siwae ziada kay kuch nahin dekhta agar hum apni trades ko dhiyan se karen analysis kay sath aur stop loss aur take profit ko use karen to hum is greed se chutkara pa sakte hain
      • #4 Collapse

        greed ap ka bhot bara enemy h , ager ap greed nahe karin gy or set patter kay sat apna kaam karin gy to ap acha proift earn kar saty hain ager ap greed karin gy or apny ap ko risk may dalain gy to ap ki loss b ho sakta h
        • #5 Collapse

          g bhai bilkul greed insan ki sab sa bari enemy ha opr khas to pa trade ma tu ya bht hoti ha lekin ak achi knowlegde wala kbi greed nai kary ga wo mehnat sa kam kary ga or jo log greed karty ha apny ap pa bht garor karty ha to wo loss ma h jaty ha kbi kamyab nai hoty to bhai greed nai karni chahye or hamy bardhast sa kam lyna chahye.
           
          • #6 Collapse

            lalach he hamare kamyabi ka bohat bara dushman hai lalach insan k pechay pechay hai is per kaboo pana bohat zaruri hai
            • #7 Collapse

              forex trading ka sab say bra dushman lalch hay jis nay lalh kia bs es business main us k hath kush nhi aye ga es leay lalch nhi karna chahye ye ap k profit ko loss main change kr deta hay or take profit or stop loss dono tools trading main zaror use karny chahye
              • #8 Collapse

                greed or fear dono aik forex trader ki dushman hotay hen q k ye dono jab kabhi bi milen to aik forex trader ko hamesh ahi nuqsan uthana parta he
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                  forex trading me greed boht buri cheez hai ,, ya ap ko asman se zamin per gira dati hai biht se log jb trading krty hen to take profit ko ni use krty jis ki waja se jahan unhen profit hona hota hai wahan unhen loss ho jata hai ..
                  Jee bilkul humain take profit aur stop loss ka option hamesha use karna chahiye aur ziada lalach nahi karna chahiye balky daily ki profit ki aik limit set kar leni chahiye aur jab yeh target acheive ho tu phir uss kay baad trading nahi karni chahiye.
                  • #10 Collapse

                    Yes sir forex me ap ko greed bahot he loss me ly jata ha our ap ko forex me pir big loss hota ha our ap k account me bonus bi loss ho jaty ha our me to kud forex me easy he our kam lot me he trade karta ho take mere account me bonus katam na ho our me achy trading kar sako.
                    • #11 Collapse

                      Yes dear bilkul sahe bat ha,greed aik bare saanp ha,hamen is say hamisha k lie bachna chaie,jo log trading men lalach krty hn,wo boht kam arsay men asaman say zamen tak pohanch jaty hn,lalach hamry profit ke dushman ha ,hamen apne trading men kabhe bhe lalch nhn krne chaie,jitna hosaky apne mehnat say krna chaie.
                      • #12 Collapse

                        Agr trading main hum lalach krty hai aur ziyada sy ziyada earn krny ki koshish krty hai to iss main hamein he nuksan honay ka khatra hai . Forex ek best business hai aur iss main kaam kr k mujhy boht acha lagta hai ..
                        • #13 Collapse

                          G han Forex trading me lalach trader ka dushman hai or baaz dafa aisa hota hai k lalach trader ka account danger zone me le jata hai jis ki is liye trader ko chahiye k wo trading me lalach ko avoid kar de or lalach ko use na kare agar trader ka order profit me ho to wo ziada ka lalach na kare agar wo ziada ka lalach kare ga to wo loss hasil kar sakta hai or pehly wala profit bhi hasil nhi kar pata.
                          • #14 Collapse

                            bhai greed and jald bazi or fear yeh teen cheezen hamari sab se badi dushman hai forex me or in ki waja se he hum ko bada loss face karne ko mil sakta hai so kabhi bhi greed fear or jald bazi se kaam nahi len forex me .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              greed hamari sab se bari enemy hai or ham bachpan se ye baat jante hain k LALACH BURI BALA HAI agr ham forex mai ache trader ban na chahte hain to hamen greed se door hi rahna hoga
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X