aam guftgu forex trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    aam guftgu forex trading
    just 1H and 15M ke timeframe per trading kari he and i think this is perfect timeframe for every trader. in timeframe ke through mujhe profit jald hota he. zeyada tar 15M pe.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    gee bilkul forex trading mah ahmy aysa kahna hota a kah agarahmy aysa lagta ha kyo ka muj ap ko aysa lag raha ha jsi ko ahmy aysa kahan paeta ha sji ko bohot achi lagta ha.
    • #3 Collapse

      Apni thread ka topic name set kerty huwe thread start kren, aager aap ko thread kernay may koi difficluty hay ya smjh nahee arhaa hay tou aap pooch sktey hen
      اصل پيغام ارسال کردہ از: abidali1983 پيغام ديکھيے
      just 1H and 15M ke timeframe per trading kari he and i think this is perfect timeframe for every trader. in timeframe ke through mujhe profit jald hota he. zeyada tar 15M pe.
      • #4 Collapse

        ap ko time set karna hota hai. 1H bhi ap trading kar saqtay 15 M bhi aur 1week bhi ap trading kar saqtay ho. yah ap kay time frame par hai. mujhay 1H wala ziyada suit karta hai. ap ko ais par bhi profit mil jata hai.
        • #5 Collapse

          Jab ap ko trade karna a jati ha to phr market kay uthar charhao ka bh iachy treeky say andaza ho jata ha aur iss kay baad hum buhat hi achy way say trade kar kay iss main paisa kama laty hain jis say hum yada way say paisa kamany ka treeka janty hain iss say na sirf hum khud balky humari any wali naslain bhi achi tarah trade kar kay paisay kama lati hain jo kay hum ko buhat faida dati hain
          • #6 Collapse

            G han dear jub apko trade karna a jati hy to apko market k up down kka bhe pata chal jata hy to phir api planing kamyab ho jati hy
            • #7 Collapse

              Sab se best time frame forex trading me H4 or D1 hai kiun kay in kay analysis kar kay hum easily 1/3-5 ratio se apny orders ko targets of Stop Loss and Take Profit de sakty hain or easily trend ko analyze kar kay profit le sakty hain. Lower time frame me current day ka trend show hota hai jo kay kisi bhi wakt change ho sakta hai is liay overall look weekly rakh kay daily kay time frame per trading karni chahiay.
              • #8 Collapse

                m15 to main bhi use karta hun scalping kay liey.ye mera favorite hai.main analysis kay liey H4 use karta hun.long term prediction kay liey ye best hai meri nazar main to.
                 
                • #9 Collapse

                  jee my dear bhot thek kha ha ap na ky forex me bhot sa folder ha jis me hum aik specfic topic par bath cheet kar sakhty ha our bhot se information bh access kar sakhty ha our is folder sa bh ap ko forex me trading ke help mel jatyh ha
                  • #10 Collapse

                    Mere bhai kia ho gea hai ap ko topic ka naam kia hai aur ap kia discuss kar rahe ho.waise 15m periodicity scalping k leiye achi hai laikan bohat ehtiat ki zarorat hai.
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: abidali1983 پيغام ديکھيے
                      just 1H and 15M ke timeframe per trading kari he and i think this is perfect timeframe for every trader. in timeframe ke through mujhe profit jald hota he. zeyada tar 15M pe.
                      Jee han dear 15M 30M and 1H time frame mere liye bhi best hain aur inn ki demo account per trading kar raha hon aur inshaALLAH next month real account per bhi issi time frame say trading karun ga.
                      • #12 Collapse

                        friends in my point of view the 15 mint time frame is the best time frame for the scalping purpose if the trader will trade using the scalping method then it will be the good for his otherwise the 1 hr and the 4 hr chart is also the best
                         
                        • #13 Collapse

                          myne abi tk m5 use kya hy ye b acha hy forex my lakin 1h wala b bht acha hy ager apke pas waqt hy to ap zyada sy zyada wqt forx ko dyn ye earn krne ka asan way hy...
                          • #14 Collapse

                            Je haan yeh har kisi ki apni thinking hoti hai k kis time frame main profit ziada hota hai aur kis wakt kya hoga kyonk trading krny ka style har ksii ka alag alag hota hai aur islye mera bhi alag hai aur main ziada tar H1 aur H4 ko use krta hoon takay market trend ki stability ka pata chalay k kitni der tak rehta hai trend
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex trading aik bohat acha business hai is mai ham ghar baithy kaam kar sakty hain or is mai ham jitni learninrg kary gy ham is mai utni hi earning kar sakty hain is mai ham ziada sy ziada hard working karni chahiya ta k ham is mai ziada sy ziada earning b kar saky

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X