Forex, Hand to mouth situation??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex, Hand to mouth situation??
    Dears forex is very difficult because it has impected very seriously on the lifes of mostly traders, they Hate this Now. what do you think what was the reason ???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ji ha bhi is mai kam krty ap itna mehnti bn skty hai kai din raat mehnat kr kai ap bohaty kuch sikhty hai ur bohat hi aci earning krty hai ur hamaisha krty raho
    • #3 Collapse

      wese tou aisi situation boht kam dekhne ko milti hen lekin iski main wajahlogon ka laalach men ajana he humein kabhi bhi paison ki laalach men akar apna diagh nai khona chahye balke jo expected profit he us par rehna chahye
      • #4 Collapse

        lalach to bohot he boori cheez hai and forex may lalch he insaan ko lay ker doobti hai mary mutabiq proper market ki study kerny k baad he insaan ko bari lot leni chiya warna small lot per he work kary
        • #5 Collapse

          bs zindagi me lalach na karen warna loss se apka samna bar bar ho ga forex trade b isi se related hai k ap kitni b post karen jitni ap kar sakten hai or us ka eran hasil karen loss nhi hoga.
          • #6 Collapse

            There is a misconception that in market newbies that you can only make money in a bull market e.g. if you are trading gold or silver and prices are falling, people feel it appropriate to stay away of it. But it is senseless and short selling allows to make profit even in bear market. You sell first and when prices slips down you can buy so making profit.
            • #7 Collapse

              mujhe lagta hai kay forex trading bohat asaan work hai koi tough nahi hai islye humain chahye kay dil laga kar work karain aur acha earn karain iss main ager ap nay achay se trading ki aur training bhi ki hai toh no doubt aap bohat acha earn kar sktay hain
              • #8 Collapse

                lot size app ko balance kay hisab say hi use karna ho ga in bato ka trader khyl nahi rakhty un ko jaldi ameer bananye ka janon hota hy or yah in ka loss ka sabab banta hy.the main reason is that kh unko forex ka koi knowledge ya understanding nhe hoti jiski wajah sa apko loss hota ha ar woh hate karte han market ko
                • #9 Collapse

                  Forex business sey wohi hate kartey hain jo isko achi trha se learn kiye baghair is main enter hotey hain aur phir unhen is main loss hojat ahey jis wjha se woh is sey hate kartey hain but i think yeh aik real business hey aur jab aap isko real business samjh kar kartey hain to phir aap is main easily work kar sktey hain.
                  • #10 Collapse

                    Forex trading tough to hai lekin agar ik trader issy properly learn karta hai or seriously kaam karta hai to phir achi earning ho sakti hai.forex main earning to boohat hai but hardwork zaroori hai.
                    • #11 Collapse

                      jo log is kaam ko serious way mein krte hai wo hate nhn krte hai forex mushkil zaror ho sakhta hai lekin aisa nhn hai ke aap is kaam ko samajh hi nhn sakhte hai kbi bi aisa bilkul nhn hai agr ap apne andar seriousness paida kre aur har wo cheez pe focus kre jo is forex market ko samajhne ke lye zarori hai tu ap ke lye aisa wakt ayega jis mein aap consistency ke sath profit earn kr rahe honge
                      • #12 Collapse

                        Most of traders are the losers and when they loss money here then they hate forex and leave this market. But don't leave forex when lose money because when we become losers in this market then we must struggle in this market for earning green pips consistently.
                        • #13 Collapse

                          dear jahan tak mera khayal hai to is ki sab say bari waja greed hai , jo traders is buisness main bohat zyada lalach karte hen to unhe is buisness sy loss ho jata hai aur wo phir is buisness men haar man lete hen aur phir dobara trading nai karte hen is liey greed ko avoid karna bohat zaroori hai
                          • #14 Collapse

                            my dear friend forex trading se kese ke zindagee par koi asar nahi parr sakta hai . hum agar foroum me posting kare aur yaha se bonus hasil kare . to hum os bonus par acha earning kar sakte hai .leken jo loog deposite karke trading karte hai .aur phir lost karte hai to oon ke zindagee par asar parr sakta hai .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Foreign trading business is only business that capable to change life style of any person who start trading with knowledge aur agar forex trading kartay huway hand to mouth situation a jati hai tou humain apna self confidence nahi khona chahiye hai aur himat aur confidence k sath sath focus hu kar trading karni chahiye hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X