trading steps for new traders.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading steps for new traders.
    friends main abhi is forum mei new hon mujhay plz guide karain maine first time trade karni hai. pahli baar trade kartay huay mujhay kin points ko dhayan mei rakhna ho ga, jis say risk ka factor kch kam ho sakay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading is considered as much harder field than science. ... Steps. Become a Successful Forex Trader Step 1.jpg. 1. A good Forex trader knows how .... She enjoys being a Welcomer and New Article Booster, and she helps a lot of people ...
    • #3 Collapse

      Yes sir trading steps for new traders is most important because forex market is all time movement for this need trading steps .because it gives us money target and volume size and confidences .so trading steps is most important for the new traders .
      • #4 Collapse

        Jo nay traders hain woh trade karty huy apny andar na sirf himat aur hosla balky behtri ki faza bhi paida kar sakty hain aur woh bhi iss soorat main agar un main kaam ki lagan aur himat paida ho iss kay alwawa aur koi issue nahi ha behtar torp ar kaam karny ka aur aghy barhny ka
        • #5 Collapse

          brother ma b ak new trader ho ma na abi tak forex trading start nahi ki or ma na b karni hai start mari nazar ma humay demo par pehlay practice kar lani chahiay or phir jab hum real account par trading start karen ge to humay koi problem nahi ho ge
          • #6 Collapse

            ek new trader hamesha yaha pay khud ko ek acha trader bnanay k khwab dekhta hai aur tab he kamyab hota hai jb wo mehnat say yaha pay kaam karta hai aur ye sochta hai k yaha pay kesay earn kya ja sakta hai.
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: ABDULLAH KHAN پيغام ديکھيے
              friends main abhi is forum mei new hon mujhay plz guide karain maine first time trade karni hai. pahli baar trade kartay huay mujhay kin points ko dhayan mei rakhna ho ga, jis say risk ka factor kch kam ho sakay.
              dear ager app forex main new hain sab sy phley app ko achio knowledge gain karni hoge us k bad apna zada sy zada time demo account main spend karain us k bad full planning k sath kaam krain us k bad hamesha storng skill banain app boht jald achy traders main shamil ho jain gye
              • #8 Collapse

                Je Dosto may abhi new hon is field may ap doston say achi learning sekhnay ki khuahish hay takay ham bhi trading start karnay say pahlay trading ki Truman jan sakain
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: ABDULLAH KHAN پيغام ديکھيے
                  friends main abhi is forum mei new hon mujhay plz guide karain maine first time trade karni hai. pahli baar trade kartay huay mujhay kin points ko dhayan mei rakhna ho ga, jis say risk ka factor kch kam ho sakay.
                  bhai agar ap new tarder hain to tarding ko nai pehle market ki knowledge aur iski learning pe focus karen kiun ke jab tak ap ko basics nai pata hunge ap trading kabhi bhi nai karsakte, ap ya to ksi expert trader se classes len then trading ki practice demo account pe karen aur whan yeh dekhen ke market trend kia hota hai hum kis tarah analyiz karte hain chart main candles ki movement ko kis tarah dekhte hwoe hum hum kisi pair pe tarding karsakte hain aur kahan pe hamen stop loss ya take profit set karna hai ke hamen ziada loss nai hoo yeh sab main points hain jo trading karne se pehle hamen learn karne lazmi hote hain jabhi ap apni tarding se risk factor ko kam karsakte hain.
                  • #10 Collapse

                    dera brother ager app new user han trading k to ma app ko bolon ga k app phlay demo account par trading kar k thora sa experins bena lo phir app real account par trading karna
                    • #11 Collapse

                      new traders ko start main learning pay concentrate karna chahiey.wo iss business main apny skills or learning ki base pay he earn kar sakty hain or iss tarah forex main apna career bana sakty hain.
                      • #12 Collapse

                        bhai mera bhi abhi 2nd month hay or manay jo bat seekhi hay wo ye seekhi hay kay bas kabhi bhi aik say zaida trade open nahi karni chahiay kun kay is say hamain kafi loss ho jata hay wo bhi kam time main.
                        • #13 Collapse

                          brother forex ma jo new aty ha is ka leya forex ka all step ko follow kerna bohat mushkil ha lakin is ko kany perty ha or tab he wo ak acha treader ban sakty ha wagerna wo profit able kaba naie ban sakty
                          • #14 Collapse

                            jo forex me new trader hen un ko chye ke wo forex ko zada se zada learn kary take wo forex se kab bhi mar na khye un ko is se loss na ho or wo is se aik acha profit hasil kar saky.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              there are some trading stapes for new joining forex trading member . have a good knowledge in English or Urdu . practice in demo account . it make him proper his to work with forex .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X