Currency pairs kay bare kuch buniyadi sawalat.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Currency pairs kay bare kuch buniyadi sawalat.
    Chand simple se sawal hain jin par guidance mil jaye to buhat help hogi.
    Consider the EUR/USD pair.
    Shuru main mere pas dollars hain, so I buy EUR/USD. Iska matlab huwa k main USD bech rha hon aur EUR le rha hon, right? Now if the value of EUR/USD goes up, iska matlab huwa k EUR ki value ziada hogai aur USD devalue ho gya. So agar main nain 1.006 par EUR purchase kia aur 1.015 par wapis sell kar dia to muje profit mile ga, choonkay EUR ki ziada value ki waja se muje dollars wapis kam rate par mil jaye ga. Kia main yeh sahi samaj rha hon ya is example main koi garbarr hai??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    agr ap EUR/USD ko buy karte ho tu ap ny doller dy kar eur buy kya than jab Eur uper jae ga tu ap ko profit ho ga..1.006 per agr buy kiya aur market 1.015 per gai tu ap ko 9 pips profit ho ga ..
    • #3 Collapse

      Aisa kuch nahi hay, ap is tarha say samajh lo k ap ka account USD base hay, theek hay, us k baad ap nay dekha k Eur/CHF ka pair hay, yeh may alag pair isi lye lay raha ho ta keh ap ko samajh ajaye, ab ap agar is may buy kartay hain to is ka matlab yeh hay keh Euro ki qeemat Chf k muqablay may barhay gi, aur agar ap sell ka trade open kartay ho to is ka matlab yeh hay k ap CHF buy kar rahay ho Euro k muqablay may, aur ap samajhtay ho keh CHF ki keemat barhay gi, jab bhi ap koi trade open kartay ho to comparison hoti hay.
      • #4 Collapse

        Well, always keep in your mind that if you have got a paid like this EUR/USD, it means

        1. When you select buy option buy option for EUR/USD pair

        You will be buying EUR and you are using USD for buying EUR

        2. When you select sell option for EUR/USD pair

        You will be selling EUR and you are using USD pair
        • #5 Collapse

          For exmple u have bonus 200 $ for dollars and u have purchased euro in euro/usd so if the value of euro increase u will get profit when u sell but loss when it decrease. forex is risky but nice.
          • #6 Collapse

            its so simple formula for profit, when u earn more than your cost/purchasing cost its become profit same situation is here when u purchase some currency at lower rate and sell out at higher rate its become profit and it is called business
            • #7 Collapse

              gee han aap ny isko bohot achy tareeky sy samjha dia ha...mujhy umeed hai k jin member ny post ki hai wo iss pair ko ache tarah sy samajh gy hun gy
              • #8 Collapse

                aap market analysis or Fundamental analysis or tools ka Saharaa lay KAr Eek Achi Trade open Kar Saktay hain Sab Say pehlay Aap Ko Charts Ko Samajhnaa Chahiyee...Charts ko Samajhnaay k baad he Aap ye Faislaa kar Sakain Gy k trade ko buy par lagana hai ya Sell par Forex Trading main Aap ki Sirf Expectation hoti hai kuch bhi Final nahin hotaa magar kuch Arsay baad Aap Ko Experience K Sath Sath profitable Trading Karnaa Aa jati hai.
                Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                • #9 Collapse

                  Forex main tamam Currencies ko pairs ki shakal main dikhaya jata ha. For Example EUR/USD ya USD/JPY. ik currency 2sri k badly Buy ya Sell ki jati ha, pehli Currency ko (BASE CURRENCY) aur dusri ko (QUOTE Currency) kaha jata ha. Agr koi Trader EUR/USD ka pair Buy karta ha to woh dar asal USD y badly Euro khareed raha ha aur aisa wo tab karta ha jab usy umeed hoti ha k EURO DOLLAR k mukably Mazbut hoga. aur is tarha Trader profit earn kar sakta ha...
                  • #10 Collapse

                    I am agree with your descriptions. In forex trading pair selection is a so important matter, because the profit depends on it. Thanks for the nice information.
                    • #11 Collapse

                      g bhai jan ap bilkul thek smje hen g ap ko mazeed guide krne ki koi zrurt nahi ha g bilkul forex me aesa hi hota ha g ap ko isi tra se hi profit hota ha g forex trading businuss me g mazeed explanation ki zrurt nahi ha g is me thanks
                      • #12 Collapse

                        ager aap nay is smai neanring karni hai to aap ko iss mai nbohat he ada hasil ho ga iss lieye fore xbohat he best way hai earning ka
                        • #13 Collapse

                          boohat acha thread banaya hai aap nay.main bhi ye baat he kehna chahoon ga.euro/usd main euro base currency hai,to agar aap issy buy ya sell karty hain to aap base currency ko buy ya sell kar rhay hain.is liey base currency ko daikh kar chalna chahiey.
                          • #14 Collapse

                            mery dost forex trading business my boht sy currency pairs ha lukin sub sy best eur/usd aur eur/jpy ha kun k in dono ki movement dollar k agsant hoti ha is ley is par kam karna boht easy hota ha.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Trading hamesha currency pair me ke jati hy q k ek dosry ke market compare hoti hy. me khud ziada movement deni wali pair pe trade krta hun taky kam time me ziada pips ly sakun. esly mjy gbpusd personally pasand hy.
                              Last edited by ; 06-02-2014, 09:30 AM.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X